Padho aage badho

277 30 9
                                    

Next morning
Aswini with her parents came
Bonditachalo aswini andar aaj kal ka shikhaya huya Aapko batana hai Chalo
She was about to hold her hand but aswini  removed
Aniruddh- kya huya aswini?
Her father- ji yeh lijiye aapke paise
Aniruddh- ji nahi... Inki jarurat nahi hai hum aswini ko padhana chahte hai paise nahi ka mama chahte
Bondita- ha aur aap abhi se yeh paise kyu de rahe hai. ? !
Her mother- hum aapko ise kal padhane aur bachane ke paise de rahe hai.... Ab hum ise nahi padhana chahte
Ani-(shocked) par kyu?!
Her father- kal humari bacchi ko gaav wallo ne jalane ki koshish ki vo to dugga maa ki kripa se vo bach gayi par aaplog.... Kuch bhi ho sakta tha....
Her mother- abhi to gaav walo ne jalane ki koshish ki hai baad mai kya kare pata nahi aur vese bhi abhi mahavaari chal rahi hai iski kuch bhi abshagun asaani se apna prabhavi dikha sakta hai is par bhi aur aap par bhi
Bondita- nahi... Yeh sab vaham hai... Aswini ko padhaiye aage badhayie
Aniruddh- haa aswini padh sakti hai usme kaafi jasba hai padhne ka hunar hai kabiliyat hai......
Bondita- apne yeh faisla karne se pehle aswini se pucha
Her mother- usse kya puchna yeh to nasamjh hai
Bondita- 12 saal ki ladki nasamjh nahi hoti hai usse bhi to haq hai apni raye dene ka.... Bolo aswini tum padhna chahti ho?
Aniruddh- aswini kisi ke bhi dar ya davaab mai aakaar kuch esa mat kehna jo tum nahi chahti...
Aswini- mai.... Mai.... Mai padhna chahti hu... Par thakumaa nahi padhnedengi.....aur ab maa baba bhi unke dar se mujhe nahi padhana chahte..... Kal jab hum ghar gaye to thakumaa ne mujhe....
Her father- chup hogayi aswini
Aniruddh- usse bolne dijiye
Bonditaaswini daro mat bolo... Kya mujhe??
Aswini-(crying) mujhe unhone garam chimte se haath par bahut maara aur maa ko bhi bahut bura bhala kaha
She showed her burned hands
Bondita had tears in her eyes and

aniruddh was numb

Bondita- aap logo ko sharam nahi aati apki beti ke saath koi julm karraha hai aur aap chup chal... Beta hota to seh lete??
Her mother- haa.. Nahi sehte hum choti malkin par nahi hai na... Beti hai naa... Kya kare...
Bondita- beti hai... To... Kisi ka bhi chote bacche par aise atyachaar karne ka koi haq nahi hai maa baba ka bhi nahi
Aniruddh H aswini... Tum daro mat hum tumhare saath hai aajao haldi lagvalo
Aswini- mujhe haldi nahi lagvaani... Mujhe nahi karni shaadi
Aniruddh- arey.. Shaadi nahi kar rahe... Bas dawa hai yeh 
Aswini- nahi... Thakumaa ne kaha tha ki haldi shaadi jab hoti hai tab lagaate hai.... Mak haldi nahi lagwaungi mujhe nahi karni shaadi unse
Bondita- kisse??
Aswini- mereko
Mother- chal aswini yaha se
Aswini- nahi.. Mereko batana hai ki thakumaa meri shadi karwa rahi hai ek bade aadmi se vo bahut bade hai... Kal meri shaadi hai... Aap mujhe bachalo na boudi dada
Aniruddh- shaadi??
Father - hum bhi nahi chahte par maa ka virodh nahi kar sakte...
Aniruddh- kyu nahi... Vo galat hai.. Aswini ki shaadi nahi hogi
Aswini - dada sacchi??
Bondita- haa aswini nahi hogi shaadi aapki aap padhoge
She hugged her
Mother- hum bhi nahi chaahate ki hamari beti ki shaadi ho abhi
Father- haa chote malik... Aap bacha lijiye aswini ko
Aniruddh- haa.. Nahi hoga vivah... Kal
They told one plan to them and they left
.
.
.
Bonditapati babu kal har haalat mai hum aswini ko bachayenge
Aniruddh- haa bondita aswini ko nark nahi milega udaan milegi jiski vo haqdaar hai
Bondita- haa pati babu
Both smiled





Next part- will aswini's marriage would stop??
What do you guys think will Ani and bondita will be successful??? Comment down

.
.
.
And guys barrister babu will go off air or not I don't know but most important is to watch on TV 📺so plz 🙏watch at 8:30 to save our show

Rudhita Ki Kahaani Where stories live. Discover now