RUDHITA REUNION

552 51 27
                                    

Trisha and pranab with all there 3-4 friends entred..
Bondita- Trisha
Trisha- ha bondita.. Mai..
They all have lathis in their hand.. They started beating the men present there... Trisha gave anirudh and bondita chilli powder and they sprinkled it on the servants.. They ran..
They ran ran and ran.. And came out of the numayish mahal..
Bondita- ab is nark ko khatam karne ka samay aagaya hai
She took the kerosene spread it all over the border of the numayish mahal and burned it.. Slowly whole mahal got burned.. All came out..
.
Trisha- bon.. ( she wants to tell the truth)
Bondita- ab baad mai baat karte hai Trisha...
Anirudh- bondita..
He went to hug her but bondita moved aback
Bondita folded her hands
Bondita- please barrister babu.. Mere paas mat aayie.. Aapne mujhe bachaya mere liye apni jaan dene tak ko taiyaar hogaye uske liye mai aapki ehsaanmand hun . . Iska ehsaan bhi chuka dungi jaldi.. Par aapke paas lautkar nahi  .. Paiso se..
Bondita was leaving with teary eyes.. When Trisha hold her hand
Trisha- bondita anirudh babu gunhegaar nahi hai tere bacche ke kaatil ke
Both anirudh and bondita were shocked
Bonditamatlab?!
Anirudh- kya keh rahi ho Trisha?
Trisha- tera baccha mene maara.. Aur pranab aur teri us raat ki baate is galat tareeke se bhi mene hi kahi.. Mene yeh sab isliye kiya kyuki.. Mai aditya jisne tera bhalskar kiya usse pyaar karti thi... Aur jab mai aayi aur mujhe pata chala ki aditya ko faasi hogayi hai.. To maine badle ki aag mai ek khel racha..
She recited whole thing which she did
Anirudh- tumne ek galat aadmi ka saath diya Trisha.. Tumhe yeh nahi dikha ki usne bondita ka bhalskar kiya..
Trisha- nahi mujhe yeh nahi pata tha.. Jab mai aayi tab bas mujhe jhooth bataya.. Yeh kaha gaya ki bondita ne aditya ke saath ek raat bitayi aur use fasa diya bhalskar ke ilzaam se taaki vo muuh na kholde.. Aur mene suni huyi baato par bharosa kar liya.. Mujhe maaf kardo.. Bondita aur anirudh babu.. Mai maafi ke layak nahi hu... Par mai  is bojh ko lekar nahi jee paungi ki maine tera baccha ek doctor hokar maar diya.. 😖😖😖😖
Bondita- mai tujhe maaf to nahi kar paungi Trisha par.. Kyuki tune yeh sab Sirf suni sunayi baato par kiya isliye abhi  hi Tu meri dost hai.. Par haa aaj ke baad hamara ek aam dosti wala rishta hai.. Vo nahi jisme hai sacche aur pakke dost the..
Trisha was crying..
Bondita went to anirudh
Bondita- sorry pati babu maine aapko itna bara bhula kaha
She Went to anirudh to hug him but anirudh moved aback
Anirudh- nahi bondita..
Bondita- kya huya pati babu aapne mujhe maaf nahi kiya..
Anirudh sat on his knees and hold his ears.. His face was down and his eyes we're closed and he was crying

Anirudh- mujhe maaf kardo bondita bhaleyi mene baccha na mara ho par tum par haath uthakar mene apne liye nark ke darwaze jarur khol diye

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

Anirudh- mujhe maaf kardo bondita bhaleyi mene baccha na mara ho par tum par haath uthakar mene apne liye nark ke darwaze jarur khol diye..
Bondita- nahi pati babu esa mat kahiye
Anirudh- nahi bondita mai gunhegaar hun.. Maine tum par haath uthaaya phir bhi tumne tab kuch nahi kaha.. Aur ab bhi.. Tumne kaha tha na bondita ki tum mujh jesa pati paakar dhanya hogayi.. Par mai pati nahi rakshas hun.. Aur mai dhanya hogaya tum jaise patni paakar jo mere itne atyaachaar ke baad bhi mere saath hai mere paas hai.. I am sorry bondita.. I am sorry
Bondita picked him up..
Bondita- mene aapko maaf kardiya pati babu..
They hugged each other.. This time the hug was more relaxing and safest hug for anirudh and bondita were thirsty of that hug their each other's safe embrace..

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

.
.
They went back to the haveli
Kaka and all were shocked to see bondita back
Anirudh without looking them said to bondita
Anirudh- chalo bondita saaman bandhte hai
Kaka- kyu?
Aniruddh- kyu.. Hum ghar chod kar jaa rahe hai
Kaka- par kyu?
Ani- iska jabaab bhi aapko pata hai kaka.. Aur aap aswini ke baba. Aap paise ke liye itna gir sakte hai ki apni bacchi ki zindagi barbaad kar sakte hai.. Waah..
Khair. .. Mai aur bondita abhi vishramlay ( hotel) jaa rahe hai jitne paise maine aur bondita ne barristery se kamaye hai vohi lekar hum kuch din  vishramlay rukenge
Kaka- aniruddh par ghar hona chahiye na
Aniruddh- jab paise aa jayenge to mai aur bondita kiraye ka ghar lekar rahenge..
Both left.. Both packed their bags and left
.
Both reached vishramlay
.
They took the room and reached in the room..
.
Aniruddh went out to because he got a case and the people were waiting for him in the lounge
Aniruddh- bondita mai pandreh minute mai aata hun
Bondita- theeke pati babu
.
Next part- BOLD BONDITA❤❤❤❤
How was their reunion
So romance is coming soon
It maybe mature Or maybe not..
So how much are you excited for their romance??
.
Stay tuned for next updates ❤❤

Rudhita Ki Kahaani Where stories live. Discover now