CHANDRACHUR ADVISES BONDITA

275 53 16
                                    

Bondita left for krishnagar..

She reaced there..
As soon as she enters
Sumati maa saw..

.
Sumati - bondita..
She hugged her and kissed her forehead
.
Sumati - accha huya Tu rehne aagayi teri yaad bhi aara hai thi..
.
Bondita- mai hamesha ke liye yaha aagayi hu maa..
.
Sumati- kya bol rahi.. Mai samjhi nahi..
Bondita - pati babu chale gaye
.
Sumati - kaha chale gaye aniruddh babu..
Bondita- tulsipur chod kar.. Mujhe bina bataye.. Mujhe chodkar chale gaye..

Suddenly tupur speaks up..
Tupur - chodkar chale gaye.. Bhaag gaye.. Vo.. .. Par kyu..
Bondita- pata nahi..
.
.
Bondita - mujhe baat nahi karni abhi..
.
Chandrachur and thakumaa enters.. They had went for some work..
.
Thakumaa- arey bondita Tu.. Kese aana huya..
Bondita- kismat se ana huya thakumaa..ab mujhe yaha se kahi jaane ki jarurat nahi..
Thakumaa- matlab... Tu ghar chod aayi.. Apne sasural chod aayi.. Aniruddh babu ko chod aayi..
Bondita- maine nahi unhone mujhe chod diya..
Thakumaa- arey paagal hai kya.. Thodi bahut ladai hui aur tu chod aayi..
Bondita- koi ladaai nahi huyi.. Bas mai shayad unhe vaaris nahi depaayi isliye mujhe chod diya pati babu nai..
Thakumaa - to konsi galat baat hai.. Kaam mai lagi rehti hai.. Ghar parivaar ki taraf koi farz nahi hai.. Ab aagayi yaha muuh uthaye.. .. Do teen din ruk le kyuki mayka hai.. Jeevan bhar ka theka nahi liya hai humne tera...
.
Bondita didn't say anything and went to the room..
.
.
Chandrachur went after her..
.
Bondita was sitting on the bed... Numb and totally broke trying to connect what had happened with her...
'Her pati babu left her for the sake of children.. How can he do this.. !

.
Chandrachur- bondita.. Mujhe baat karni hai tumse..
Bondita- chandrachur babu mujhe abhi baat nahi karni..
Chandrachur- ek baar baat to sunlo.. Ek bhai ke naate..
Bondita- ji..
Chandrachur- rone se kya hoga bondita.. Tum to misaal ho aurato ke liye.. Aaj apne pati babu ke jaane ki wajah se tumhe chodne ki wajah se apna astitv kyu kho rahi ho.. Kya huya agar aniruddh nai chod diya tumhe.. Galti to uski thi na.. Jo tumhe chalaave mai rakhta raha vo.. Par padhaaya tha tumhe usne kaabil banaya.. To uske liye tum barrister bani ab yeh tumhara samman hai.. Vo robe jo barrister pehnte hai vo kacheri jaha vo ladte hai.. Vo unka samman hai.. Uspar dhyaan do.. Kisi ke jaane se zindagi nahi rukti..
.
Chandrachur is not a negative character.. He considered bondita as his sister.. He neither have any feeling for bondita nor he have any grudges with aniruddh.. He is just trying to make bondita realise her value rather than crying and becoming a ' abla naari ' that she is becoming..
Aniruddh isn't wrong but bondita on her side isn't wrong too... In this chapter I am trying to showcase that bondita don't need any help as even in the show everytime she fight for aniruddh Or fight with aniruddh so I am trying to showcase this time her durga version which don't need anyone not even her husband..
.

.
Bondita- aap sahi keh rahe hai.. Mai ab nahi royungi.. Mai kar sakti hu.. Mujhe kisi ke sahare ki jarurat nahi.. Agr pati babu nahi chaahate mujhe apnaana ab.. To Mai bhi nahi padungi unke peeche..
.
.
.
Next part - bondita want divorce!
.
.
Stay tuned for more update ❤

Rudhita Ki Kahaani Where stories live. Discover now