HEATED ARGUMENT

352 54 36
                                    

Manika was irritated...
Bondita was fine now...
Everyone had already ate...
Aniruddh said
" Bondita theek hai.. Aap chinta mat kijiye.. Batuk manika ko apna kamra dikha do.. Ab to manika is ghar ki sadasya banne wali hai.. "
Bondita replied
" Ha ab to jaldi se inki shaadi karte hai "
Though kaka didn't like manika but saying anything in front of aniruddh will not be good for him.. After all he was scared from his 'dj session'
.
.
Kaka said
" Theeke phir aaj panditji ko bulaakar vivaah ki tareek nikalwa lete hai "
Batuk took manika to the room..
.
.
They went inside the room..
Batuk started showing his things his room and everything..
Suddenly manika noticed a photo of his childhood with bondita...
.
.
She had seen some photos of batuk childhood which he showed in Italy..
.
Manika asked sarcastically
" Bondita hi thi tumhari pehli dost "
Batuk said happily not understanding her tone
" Haa bondita boudi aur mai bahut masti karte the..".
Manika replied
" Haa tabhi tum bhi chamche ho bondita ke "
Batuk was surprised..
He asked gently
" Kya huya manika esa kyu bol rahi ho ?"
Manika in fumes replied
" Jab dekho boudi boudi bondita bondita japte rehte hai yaha ke log.. Vo kya naam hai uska.. Aarya.. Vo kisi aur ke bacche ke liye kaam kar rahi hai.. Kya lena dena use bondita ke bacche se.. Are pregnant hai to ultiya hongi.. Itni akal nahi hai kya.. "
.
.
Batuk answered
" Kyu.. Vo humare ghar ki sadasya hai.. Har kisi sadasya ko har sadasya ki parvaah hoti hai.. Ghar mai koi ek hasta hai to sab haste hai.. Ek rota hai sab rote hai.. Mujhe yeh nahi samajh aaraha jab tumhe parivaar ka koi mahatva hi nahi hai to tum kese rahogi humare parivaar mai.. "
.
Manika shockingly replied
" Mai kab rehne waali hu.. Maine kabhi nahi kaha mai tumhare parivaar ke saath rahungi.. Tum hi milaane laaye mujhe tumhare parivaar se.. I wasn't interested at all! .. Aur ab to milne ke baad i decided.. hum alag rahenge aur yeh kyu horaha hai pata hai because of you so called boudi and that baby ..

Now batuk can't hear it at all.. He insulted him..his family his boudi.. Fine.. But she can't insult his bhatija..
Not at all..
.
.
Batuk shouted
" YOU LEAVE BLOODY HELL!! MANIKA ITNA NEECHE KESE GIR SAKTI HO TUM... JUST BECAUSE TUMHE LOG IMPORTANCE NAHI DE RAHE TO BLAME EK CHOTE BACCHE PAR DAALDO JO ABHI PAIDA BHI NAHI HUYA HAI... AUR BONDITA BOUDI KO SAB MAHATVA KYU DETE HAI PATA HAI.. KYUKI UNHONE APNI VALUE BANAYI HAI.. VO IJJAT KAMAYI HAI.. APNE SANSKARO SE APNI BAATO SE.. APNE TARKO SE.. TUM MAI TO NA SANSKAAR HAI NA BAAT KARNE KI TAMEEZ AUR NA PARIVAAR KE SAATH REHNE KI VALUE.. AND THAN YOU NEED IMPORTANCE?! "
.
Manika replied
" Haa us bondita aur vo baccha jo paida nahi huua hai uske liye mujhse lad rahe hai.. Mujhse.. Pyaar karte ho mujhse tum.. Humari shaadi ki baat horahi hai par tumhe meri koi parvaah nahi hai. .. Parvaah hai to bondita ki.. Seriously "
.
Batuk replied.. Trying to calm himself
" Ha apne parivaar ki parvaah har kisi ko hoti hai... "
.
Manika said
" Arey seekho apne bhai aniruddh se.. Bondita se kitna pyaar karte hai.. Har kisi se lad jaate hai.. Aur ek tum ho jo mere se hi lad rahe ho.. "
.
Batuk replied
" Tum baat hi esi kar rahi ho manika.. Seekho to tum bhi bondita boudi se.. Unke sanskaar ghar ke tor tarike.. Unki baato se prerna lo.. Dekho kese jode rakha hai unhone parivaar ko.. Ek tum ho jo parivaar todna chahti ho "
.
.
Manika angrily replied
" Chodo tumse baat karne  ka koi matlab hi nahi hai.. " " But remember batuk.. Mai shaadi jarur kar rahi hu kyuki tumse pyaar karti hu.. Par tumhare parivaar se nahi.....

She walked out angrily..
.
Manika 's pov
Ek din tumhe bondita se itni nafrat karadungi ki tum ya to khud aniruddh aur bondita ka ghar chudhvaoge ya hum ghar chodenge..

Next part - aniruddh bondita sweet moments
.
.
How was the heated argument? Was batuk right or manika? What will happen next..
.
Also aniruddh bondita sweet moments coming up with romantic heated dreams..
.

Stay tuned for more updates
And don't forget to vote and leave a comment💬

Rudhita Ki Kahaani Where stories live. Discover now