BONDITA TO DIVORCE?

307 55 11
                                    

NEXT DAY -:
.
Bihari had came to rc haveli to take some medicines and at the same time bondita had came to meet aniruddh thinking that aniruddh was back..
.
.
Bihari - malkin aap?
Bondita- bihari babu pati babu kaha hai..
Bihari - vo durgapur mai hai.. Maakin..
Bondita- theeke..
Bihari thought that bondita knew about the situation.. So he just tell her the place and left..
.
.
Bondita- bihari babu nai bhi mujhe nahi bataya ki pati babu kyu chale gaye.. . Mera anumaan theek tha.. Pati babu mujhe chod gaye..
Bondita had tears in her eyes.. But she remembered chandrachur's words and take them back..
.
Bondita- nahi bondita tujhe nahi tootna.. Tu barrister babu bondita hai.. Tu nahi bikhregi..
.
.
Bondita reached the court and and ready the divorce papers..
.
She didn't went durgapur instead sent papers by servant to find aniruddh and give him the papers ...
.
.
Bondita went krishnagar again...
.
Their thakumaa got the news that bondita had sent divorce papers to aniruddh because the servant was of theirs house only...
.

Bondita came..
.
Thakumaa move forward and slapped her hard..
.
Thakumaa- arey pagal hai tu.. Dimag kharab hogaya hai tera.. Tujhe talaak chahiye?? .
Bondita- ha mujhe talaak chahiye..
Thakumaa again slapped her..
.
Thakumaa- pure krishnagar mai humari naak katadi tune.. Pehele to bhaagkar padhkar aur ab talaak ki baat karkar.. Tu talaak nahi legi.. Arey tujhe kisi ki chinta hai ya nahi.. Apni man mauji hai.. Jab chahiye tab chahiye jab nahi chahiye tab bilkul nahi chahiye.. Bas iski duniya apne aur apne sapne ke ird gird ghumti hai.. Na ise apne parivaar se matlab.. Na hi apne pati se.. Sharm haya to bej aayi hai saari.. Aur yaha khade hokar thakumaa ke saamne nazare milakar ese baat kar rahi hai jese konsa garv wala kaam kiya ho..
Sumati- thakumaa..
Thakumaa- Tu chup reh sumati.. Ise bigadne mai koi kasar nahi chodi hai tune.. Ise ese hi meri bondita meri bondita karke sar par chada liya hai.. Ese hi jamai babu nai ise meri bondita meri bondita kiya to dekho iske tevar..
Bonditamene kuch galat nahi kiya hai.. Pati babu nai mujhe choda hai.. Vo to bhaag gaye.. Unhone to dil se rishta khatam kar diya merese.. To mai to kaagaz se khatam kar rahi hun.. Kya galat kar raho hu mai.. Mai apna faisla nahi badlungi.. Mai aniruddh roy Chaudhry se talaak lungi..
Thakumaa again slapped her..
.
Thakumaa- jabaab kenchi ki tarah chalti hai.. Apne pati ka naam lete mai koi lajja nahi aara hai hai ise.. Behaya.. Tujhe mai apne ghar mai nahi rakhungi.. Samaaj hume khaaa jayega agar yeh humare ghar rahi to.. Arey abhi tak humari ek beti ki shaadi nahi huyi hai aur yeh rahegi to ho bhi nahi paayegi.. Tujhe bahut shauk chadha hai na talaak ka apne bal buute par le aur nikal is ghar se..
Thakumaa went inside bondita's room and threw her all luggage out of the door.. She hold her hand and threw her out..
.
.
Whole village gathered.. People started talking ill out bondita
" Arey kya pata iska kisi aur ke saath chakaar chal raha ho "
"Sahi baat.. Arey kacheri to jaati hi rehti hai kya pata kya karke aayi hai "
" Haa tabhi chod diya ise.. "
"Arey ghar ki baat kise pata hai kya kiya ho isne kyu choda hoga "
.
.
Bondita stand up and left..
.
.
There aniruddh had got the papers.. He was shocked..
.
Kaka was fine now and their aniruddh had take a house on rent and kaka was under supervision of nurse their.. Traveling for him now was not good for health therefore they didn't came back to tulsipur..
.
Kaka too got to know about this..
Kaka - dekha.. Us ladki ke tevar.. Seva karne ki baari aayi to use talaak chahiye..
Ani - nahi kaka koi galat fehmi huyi hai..
Kaka - chod de.. Use..
Ani - mai use bataunga ki kya baar thi..
Kaka - nahi batayega..
Ani - mai batayunga..
Kaka - nahi batayega..tujhe humari kasam hai.. Maut se waapas aaye hai hum. Ab Tu hume dhakelna chahta hai to dakhelde.. Agar vo ladki humare ghar waaps aayi to hum zeher pee leneg..
Ani - aap.. Theeke nahi bataunga..
.
.
Aniruddh had to go to tulsipur to court..
.
.
Next part - reunited again .
.
.
Stay tuned for more update❤

Rudhita Ki Kahaani Where stories live. Discover now