ANIRUDH TO FEEL GUILTY😫

359 51 21
                                    

It was next day... Bondita didn't went to the court as she was making some documents of court.. So she stayed at home
Anirudh went to the court...
.
.
.
Anirudh was entering the court when he saw two women talking
Woman 1 - arey aaj barrister bondita ji nahi aayi lagta
Woman 2 - har aurat ghar ghrasthi mai hi phashke reh jaati hai vese bhi... Kya pata garbhvati ho
Woman 2 - sahi baat hai vese barrister babu itne mahaan bante hai par sab aadmi ek jaise hi hote hai.. Apni patni ko gulaam aur cheez hi samajhte hai.. Bhaleyi na ho vo garbhati par ho hi jayengi.. Suna tha unka baccha huya tha par mar gaya.. Ho hi jayega.. Par sach mai bondita ji ki zindagi khatam hogayegi ese hi phir.. Bacchi ko sambhalne mai ghar ki zimmedaario mai hi .... Barrister babu ko unhe thoda sa apne liye bhi samay dena chahiye.. Arey bacche wagera to baad mai bhi kar sakte hai.. Abhi to bondita ji ke kaam ki shuruaat hai..
Woman 1 - Arey vo bahut hai roy chaudhary ki.. Vansaaj badhane ka kitna dabaav hoga unpar.. Aur kya pata kya hota hai.. Anirudh babu sabse saath kese hai unke saath kese hai... Aadmi hai aakhir .. Par unhe thoda samay dena chahiye bondita ji ko apne liye... Par jesa tune bataya ki abhi unka baccha huya tha par mar gaya dusra baccha aaram se hogayage par unki zindagi jarur khatam hogayegi
Ani was listening all this...
.

 Ani to himselfSahi keh rahe hai yeh log

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

.
Ani to himself
Sahi keh rahe hai yeh log... Mai ese bondita ki zindagi barbaad karraha hun
Abhi use apni zindagi jeeeni chahiye.. Use bhi haq hai apni zindagi jeene ka.. Bacche sambhalne wale kaam usi ko karne padenge chahe mai kitna bhi karlun.. Ab kuch samay tak mai bondita ke kareeb nahi jaunga.. Use bhi apne liye jeena chahiye..
.
.
Ani started feeling guilty 😔
.
.
.
.
He went home after completing the work.. All the way home he was just saying ' bondita ko bhi apni zindagi jeene ka haq hai
.
.
.
Anirudh went to his room... Bondita was also there...
Bondita- pati babu aap aagaye.. . .
She come closer to him...
Their mouths were very close.. And the lips had almost touched anirudh's lips...
Suddenly anirudh opened his eyes.. And took his feet back..
Bondita- ky kya huya pati babu
Anirudh was just murmuring ' nahi anirudh bondita ko jeene de... '
Bondita- pati babu aap ese kyu bol rahe.. Aapne konsa mujhe kaid kar liya hai...
Ani- nahi bondita.. Ab hum yeh sab nahi karenge... Abhi tumhe apni zindagi jeene ka hq hai ... Abhi agar tum garbhati hogayi to tumhari zindagi barbaad hogayegi...

Bondita- nahi pati babu

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

Bondita- nahi pati babu.. Balki meri zindagi bahut khushaal hogayegi..
Ani- nahi bondita.. Ab maine yeh faisla liye hai ki tum jabtak 25 ki nahi hojati hum baccho ke baare mai sochenge bhi nahi... Abhi yeh tumhare vaahak ( carrier) ka shikhar ( peak) hai.. Tum ise ghar ghrasthi mai barbaad nahi karoge..
Abhi tumhe bahut kuch haasil karna hai..
Bondita-  pati babu mai bahut kuch haasil karchuki.. Naam kaam.. Dolat.. Kon nahi jaanta mujhe. Sab mujhe itna samman dete hai.. Maine kitne mukadme bhi lade hai.. To phir.. Kaam chalta rahega.. Kaam aur ghrasthi alag alag hai.. Agar yeh mere kaam ka shikhar hai to yeh mere hamare pyaar ki nishani ko is duniya mai laane ka bhi samay hai.....
Ani- nahi bondita.. Mai ab bacche ke baare mai kuch nahi sochunga.. Abhi nahi..
Bondita- aap abhi bhi mujhe zimmedaari hi samajhte hai pati babu 😭
Ani- nahi bondita.. Nahi.. Mai tumhe apni zindagi samajhta hun.. Par samjho abhi tum is sab ke liye taiyaar nahi ho..
Bondita- to kab taiyaar hongi mai pati babu.. Jab maja choti thi tab samajh mai aata tha. . Par ab mai 22 ki hun.. Ab mai taiyaar hun  ..
Anirudh was slowly understanding..
Ani- bondita mai sochunga
Anirudh went to change clothes...
.
.
.
Ani- bondita aaj ek party hai shaam ko mere dosto ki to vaha jaana hai tum chalogi?
Bondita- nahi pati babu.. Kyuki aapke dosto ki hai party mai kya karungi vaha jaakar.. Bore hojayungi..
Ani- chalo theeke..
Bondita- aacha haa el baat aur vaha ladkio se chipke aap to dekh lena..
Ani- bondita ke alaava mai har ladki se chipak sakta hu..
Bondita- hhhhh.. Aap dekh lena.. Accha aapne socha jo maine kaha us baare mai
Ani- haa bondita shayad tum theek ho..
Bondita- bondita is always right! 😆
Ani -  patni ji is always right! 😆😆😆😜

.
.
.
Next part -  why anirudh took this step...
.
.
.
Stay tuned for more updates❤

Rudhita Ki Kahaani Where stories live. Discover now