A CASE OF ADOPTION

391 49 15
                                    

Next day bondita woke up.. She was blushing hard.. She tries to stand but saw that anirudh had grabbed her waist tight.. He was sleeping.. Bondita tried to remove his hand but failed.. She caressed his hairs and kissed on his forehead.. She slowly tried to remove his hand.. Finally she did it.. She stand up and wore her clothes and went to bath..
.
She came out after 20 min but anirudh was still sleeping.. It was already 7:15 and they both have to go to the court whereas anirudh had to handle a case.. She went to anirudh and sprinkle water through her hairs on his face... Anirudh suddenly woke up.. Bondita laughed..

Ani- jyada hi hasi aarahi hai Ani pulled her

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

Ani- jyada hi hasi aarahi hai
Ani pulled her..
Bondita- kya kar rahe aap pati babu aapke liye raat kaafi nahi thi
Ani- uhh.. Nahi..
Bondita- mere se jyada to shararti aap hai pehele to itna sharma rahe the aur ab to.. Baap re.. Kitna badlaav aagaya hai bondita tere pati babu mai ek ho raat mai..
Ani- haa vo to aayega hi apni bondita ke rang mai rang gaya tha na kal mai isliye
Bondita blushed
Ani - one morning kiss please
Bondita- no
Ani- please
He makes a pout face
Bondita kissed on his cheeks
Ani- nahi yaha nahi.. Yaha ( he point to lips)

Bondita- aapne yeh nahi bola tha ki kiss Kaha karni hai ab mat palatiye pati babu aur chaliye naah ke aayie der horahi hai kacheri ke liyeAnirudh realised that and went to the bathroom and came after 15 min

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

Bondita- aapne yeh nahi bola tha ki kiss Kaha karni hai ab mat palatiye pati babu aur chaliye naah ke aayie der horahi hai kacheri ke liye
Anirudh realised that and went to the bathroom and came after 15 min ...
It was almost 7:49 .. Both left for the court...
.
.
In court
Both went to their cabins
Anirudh Went to fight his case..
.
Bondita was reading some documents when a family enters..
.
Bondita- ji this is barrister bondita roy chaudhry
A man - beta yeh meri beti hai.. Iska yeh godh li huyi beti hai.. Inke ghar wale iss bacche ko ab apna nahi rahe.. Kyunki yeh baccha godh liya huya hai.. Pehle iske pati ne godh lene ke liye maan liya phir mana kar diya baccha sweekarne ke liye
Bondita- par ese pehele haa karna aur phir mana?
Daughter- hum alag rehte the tab yeh hum dono ka faisla tha.. Phir jab hum ghar gaye to unke parivaar ko yeh pasand nahi aaya aur unhi ke baat sunkar mere pati ne bhi mana kar diya mera baccha apna maanne ke liye
Man- beta mai yeh chahta hu ki yeh baccha kanooni roop se meri beti aur ja mai babu ka kanoon baccha hogaye...
Kripa kar aap hamara mukdma lad dijiye.. Aapko jitne paise chahiye ho vo le lijiye par yeh mukadma lad dijiye.. Humne kayi barrister se yeh mukadma ladne ke liye kaha par sabka ek hi jawaab tha ki godh liye huye bacche kanooni bacche nahi hote isliye unka haq nahi hota apne pita ke ghar par.. Aur yeh bhi kaha ki bacche godh nahi lene chahiye ab liya hai to isse fek do.. Aur yeh hum nahi kar sakte.. Kripa kar yeh lad dijiye
Bondita- ji bilkul mai yeh mukadma ladungi..
Man- maii aapka bahut bahut abhaari hun . . Aap in kaagzaat par dastakhat kar dijiye
Bondita- ji
Bondita signed the documents
.
They left.. This case wasn't having any suspect nor any proof were needed this was the case which only can be won through powerful 'tark 'shakti..
.
Anirudh won the case and came back..
.
Anirudh- kya huya bondita
Bondita- pati baby.. (She told everything)
Ani- bondita mai jaanta hun tum jeetogi..
Bondita- haa pati babu par mai soch rahi thi ki log ese kyu hai .. Matlab agar baccha godh ka hai to vo apna nahi hai.. Par kyu.. Baccha to baccha hota hai.. Aur agar pehele dono ki shehmati hai to parivaar ka isme bolne ka kya haq hai.. Aur kya aarya ( man's daughter) ke pati ko nahi sochna chahiye tha ki agar pehele dono ki shehmati hai to ab kyu palatna.. Isliye kyuki vo godh liya huya baccha hai to kya uska haq nahi hai sampatti par.. Mujhe samajh nahi aata ki adoption nishedh ( taboo) kyu hai.. Aaj ke samaj mai logon ko samjha nahi chahiye ki godh liye huye bacche bhi apne hote hai..

Ani- bondita isi tarah ki prathaon ko mitane ka vaada kiya tha na humne dugga maa se

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

Ani- bondita isi tarah ki prathaon ko mitane ka vaada kiya tha na humne dugga maa se.. Aur hum mitayenge bhi.. Tum jeetogi bondita aur khatam kar dena vo soch jo yeh kehti hai ki godh liye huye bacche apne nahi hote..
Bondita smiled.. It was working hours of court and after 2-3 hours they left.. They went to hotel ...
.
Ani - bondita aaj ke mukadme se jitne paise hai mere paas usme kiraye par ghar mil jayega..
Bondita - to pati babu dhundhte hai
Ani- yaha paas mai ek kiraye ka makaan hai uske maalik ek budha aadmi hai mene kal baat ki thi unse aur jitne paise unhone maange usse jyada abhi hai mere paas to chalte hai..
They went and the old man give them the House and bondita packed the bags and they shift in their new house..
.
It was not like haveli.. But a house enough big for their living.. It had kitchen on one side.. It had a room too.. Bondita settled everything there and made the food rice and dal.. Grain wasn't there so anirudh went out to purchase grain.. Ani came within 10 min and bondita made rotis.. Anirudh was staring her..

After some time both ate food and slept

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

After some time both ate food and slept
.
Next part - fighting on the taboo of adoption
So the idea credit goes to
omradhakrishn
You all can also suggest your ideas..
.
Stay tuned for more updates ❤

Rudhita Ki Kahaani Where stories live. Discover now