Part 15

793 108 10
                                    

"Any other quality you want then please do know us. So that we find one for you"

"There is no need of it to find"

"We assume you have one in your life"

"When I said this"

"Then why there is no need"

"My mom is there to do the needful"

"Ohh mumma's boy"

"Any problem in it"

"No no Mr. Shukla"

"By the way Mr. Shukla I want to ask you something"

"Yes please"

"Aap waise interviews dete bahut mushkil se ho aur dete ho to kuch gine chune interviewers ko fir apne mere sath interview ke liye haan kaise ki aur wo bhi on Radio uske upar se main new hun"

"Sach bataun ya Sach ko guma ke bataun"

"Bataynge aap humen to uspe yakeen he karna hai bas"

"Shayad koi hai aisa jo mera ye interview sunn raha hai aur agar sunn raha hai to abi jo song play hoga wo uss special one ke liye hai aur agar wo mera haal uss song se samaj jaye to mere liye khushi warna to wo insaan mujse aur papad belwana chahta hai apne attitude se"

"Special one" RJ said with teasing smile

"Umm han" he rubbed his nape while saying and there was some shyness together.

"Song bata dijiye to hum apke special one ke liye chala den aur hope karte hai apke special one iss song ke through apki feelings accept bhi kar len"

"Song hai love guru ka aur, acha rahne dijiye main he seeda chala deta hun"

Next song played was

"Hmm

Aate Jaate Khubsurat Awara Sadkon Pe

Kabhi Kabhi eIttefaq Se

Kitne Anjaan Log Mil Jaatein Hain

Unn Mein Se Kuch Log Bhool Jaatein Hain

Kuch Yaad Reh Jaate Hain

Unn Mein Se Kuch Log Bhool Jaatein Hain

Kuch Yaad Reh Jaate Hain (X2)

Aawaz Ki Duniya Ke Doston

Kal Raat isi Jagah Mujhko

Kis Kadar Yeh Haseen Khayal Mila Hain

Raah Mein Ek Reshmi Rumal Mila Hain(X2)

Jo Giraya Tha Kisine Jaankar

Jiska Ho Le Jaaye Wo Pehchankar

Warna Main Rakh Loonga Ussko Apna Jaankar

Kisi Husn Wale Ki Nishani Maankar

Nishaani Maankar

Hanste Gaate Logon Ki Baaton Hi Baaton Mein

Kabhi Kabhie Ek Mazaaq Se

Kitne Jawaan Kisse Ban Jaate Hain

Un Kisso Mein Chund Bhool Jaate Hain

Chund Yaad Reh Jaate Hain

Unn Mein Se Kuch Log Bhool Jaatein Hain

Kuch Yaad Reh Jaate Hain

Taqdeer Mujhpe Meherbaan Hai

Jis Shaukh Ki Yeh Daastaan Hai

Usne Bhi Shaayad Yeh Paighaam Suna Ho

Mere Geeton Mein Apna Naam Suna Ho (X2)

Door Baithi Yeh Raaz Wo Jaan Le

Meri Aawaz Ko Pehchaan Le

Kaash Phir Kal Raat Jaisi Barsaat Ho

Aur Meri Uski Kahin Mulaqaat Ho

Mulaaqat Ho

Lambi Lambi Raaton Mein Neend Nahin Jab Aati

Kabhi Kabhie Iss Firaaq Se

Kitne Haseen Khwab Ban Jaate Hain

Unn Mein Se Kuch Khwab Bhool Jaate Hain

Kuch Yaad Reh Jaate Hain

Unn Mein Se Kuch Log Bhool Jaatein Hain

Kuch Yaad Reh Jaate Hain"

"Mr. Shukla manna padega apke love confession karne ke way ko"

"You are wrong here because it's not LOVE confession"

"The meaning this song have been of love confession"

"Apki jankari ke liye bata dun jab ye song Rajesh Kumar ne gaya tha in movie for a girl she was listening to it but mere case main aisa kuch hai he na kunki jiske liye ye song chalaya usse iss entertainment industry se nafrat hai upar se attitude bhai sahab"

"Ohh that's a big tragedy"

"Excuse me can you explain how its tragedy?"

"Like you said the song you dedicated is not even heard by the one whom you dedicated in that way tragedy"

"No problem I will have some other solution for it"

"Nice sprit you have Mr. Shukla"

"Thanks for the complement"

"I would like to Thank You for sparing me a wonderful time of yours and hope all the listeners will be happy with today's interview and also All the best for your upcoming movie and we are sure that this movie will also hit the hearts of audience with your screen presence and your awesome acting skills which put the live in the character which you play"

"Thank you too for inviting me as your guest and for your warm wishes. I'm also glad to share the moments with you and have fun"

The radio went off air, and here in car Shehnaaz who was listening to radio was little confused because she remembered he only call her as girl with lots of attitude. There definitely was thing about her that she doesn't like entertainment industry but she always like where people put their all efforts to just entertain other people's especially those who works in radio, stage dramas, live performance. But she chose to hide this from others for unknown reasons.

"If he likes me then why he always has to fight with me and why he didn't tell this directly to me or he just want to be a topic of media. But, if I assume that he did on purpose to gain media then he could have taken my name but he hasn't, why he will like a person like me whom he hates for every single thing. This person is trying to make me nuts, So, I should ignore him will be the good option and my mind will also stop think about him all the day. But agar wo sach main pyaar karta hoga mujse to? Kya main uske liye sahi choice hun? Usko to bahut se achi ladkiyan mil jayngi. To usne meri taraf ishara kark kun kaha. Main uske liye sahi nai hun aur agar wo muj direct bhi bolega to main na he bolne wali hun kunki wo muj ya muj jaisi ko deserve nai karta, usko to koi pyari si milne chahiye jo uske bachpane aur zindadili ko kahin gayab na hone de jo mere sath raheke jarur gayab ho jaygi. Main usse apne karib nai ane dungi ab se. Par kya main usse khud se dur rakh paungi kunki shayad wo muj affect karne laga hai. Par muj ye karna hoga main usse uski hasi cheenne ka reason nai ban sakti." here she closing her mind and went to her house.

Pyaar Ya ZiddWhere stories live. Discover now