Part 28

729 108 14
                                    

"Sidharth muj rishton ki itni samaj nai hai aur nahi maine iss main deep jane ki kabi koshish ki hai par itna jarur pata hai rishte main dono ko equal rights hote hai agar ek ko apna side kahne ka haq hai to dusre ko bhi hai aur rahi baat tumne kaha past interviews, to kya tumhe ek baar ke liye bhi ye yaad raha that I hate this entertainment shows who just try to make their TRP by portraying someone good and other one bad. You are saying about you, have you ever tried to know about me. You were very well aware of the fact how I'm, after that too you were the one who proposed me. I'm not saying I'm correct, no I too have ignored you many times and didn't put any effort for our relation and when you tried, I ruined your mood too. But tell me one thing whatever you told me is justifiable? I was wrong then too when I used unwanted words but the way you were speaking was making me feel that only. Its right I don't have any knowledge of relations because after mom and some other situations made me think only from mind and always stopped my heart to act in kind way, But I want to promise you that from now I will also perform my part in our relation, but only if you support me in that. Pata tere wo words ki main kisi ke sath relation main rahne layak nai abi tak mere kano main chub rahe hai. Kya itni he buri hun main? Kya tuj sach main lagta hai ki tune koi galti ki hai muj propose kark to? Aur agar haan to main khud tuj iss rishte se ajad karti hun Sidharth aur kal he subh main wapis chali jaungi aur uske baad tuje kabhi apni shakal bhi nai dikhaungi"

He was quiet and staring at sky continuously. He didn't utter a word.

"Sidharth main tere se baat kar rahi hun, mat de jawab par andar chal khana kha le subh se aise he baitha hai bahar. Chal na yaar kun itna bulwa raha hai"

Finally, she dragged him inside and herself made him eat for the very first time she was feeding him. But he was just lost in his thoughts and at the same time unaware of fact that she was feeding him.

"Akhir isse apni baat bhi suna ke he shoda, kya kahe raha tha main nai sunuga, huhh, tab se bhhut (statue) bana hua hai ek lafz bhi nai bol paya. Kaha tha Shehnaaz Gill kabi nai haar manti jo than leti hai usse pura kark he rahti kunki muj harna bilkul pasand nai hai aur specially jo mera hai wo hamesha ke liye mera hai kisi ko sheenne nai dungi" she smiled with smirk.

Unaware of the fact or say for her misfortune he saw her smirking.

"Kya jis ladki se muj pyar hua ye wahi ladki hai. Nai ye wo Shehnaaz bilkul nai ho sakti. Uss Shehnaaz ke andar maine ek nami dekhi thi par ye, ye bas ek zidd hai aur kuch nai jo muj ek khilona samaj rahi hai nai main iss baar nai rokunga iss isne kaha na ye apni shakal bhi nai dikhaygi muj pata hai mere ignore karne par ye firse kuch kargi kare muj bhi dekhna hai ab to, aur kya kaha ye kal subh he chali jaygi, jaye main nai rokne wala isse. Agar isse zidd hai to ye shayad bhul rahi hai muj isse jyada zidd karne ati hai. Isne mera masti aur joyful nature dekha hai isne par ab ye mera wo face bhi dekhegi jo isne socha bhi nai hoga. Aur meri darling friend usne bhi to agree kar liya hai. Ab isse pata chalega. Par kya main sahi kar raha hun par kya karun pyar karta hun isse aur isko bhi hai par ye jaise sab business ke mind se dekhti hai that is damnn, aur uncle ne bhi to kaha tha jo way chahiye le par unko wo pyari si Shehnaaz jo bachpan main hua karti thi wo wapis lake de. To uske liye bhi muj ye sab karna hoga. Han hurt hum dono honge par wo zindgi bhar ke sath se kam he hoga"

He slept back and she was thinking he won't let her go in morning. Next morning, she was taking her bags to go and at the same time thinking he will stop her at any time but for her dismay he didn't. She left with heavy heart but not to go back instead she booked another room in the same hotel.

"Usse lag raha tha main usse rok lunga, huhh muj aisi heartless Shehnaaz nai chahiye jisse sirf khudka ilm ho baki kisi ka nai, aur muj yakeen hai muj wo Shehnaaz jarur milegi" he was speaking to himself

"Usne muj ek baar bhi nai roka aise kaise ho sakta hai kya sach main mujse chutkara chahta hai par main usse itna asani se muj nai shodne dungi wo mere se itna asani se peecha nai shuda sakta" she was lost in his thoughts to get him back at any cost.

Here, "Yaar jaldi aja aur main pahle he warn kar raha hun wo kuch bhi karne se pahle ek baar nai sochegi aur agar uske baad bhi tum ready ho risk lene ke liye to he milna please" he was sounding worried.













*****************************************

This is probably last story and or after that I will be taking break... as there is not even response I'm getting even after regular updates instead of making you all wait... So it's better I should take a break or leave....

Pyaar Ya ZiddWhere stories live. Discover now