Part 38

618 86 10
                                    

Here she got a slap from Sidharth.

"How dare you?"

"Should I show you how dare I?"

Her father went out leaving both alone because this time he too was much angrier for her behaviour.

"Ye ladki samjti kun nai issi wajh se hum isse khote khote bache hain warna aaj ye humare bich" Her father was thinking and even not able to complete the thought came in his mind.

"Tumhe akal nam ki cheej hai ya nai? Tujhe yaad hai na ki tum kuch time pahle he hosh main ayi ho aur uss halat main jane ke piche ka reason tera aise hyper hona tha"

"Sidharth leave me alone"

"Taki fir tum khudko harm karo"

"Sidharth just leave"

"Hamesha ke liye chala jaunga samji na aur kabi meri shakal bhi nai dekh paogi"

She pulled his collar and said in anger, "Tu jake dikha kahin ya kisi aur ke aas pass, ya koi tere aghe ake dikhaye sala wahin pe murder kar dungi uska and I'm damn serious. Vishwas nai ho to try kark dekhna"

"Tujhe lagta hai main teri inn damkiyon se dar jaunga to meri bhi sunn le uss din tu muj bhi kho degi hamesha ke liye samji na"

"Tu muj nai shod payga kunki tera jo ye Dil hai na usko main chahiye hun pass, par mere case main maine abi tak apne iss Dil ko wo haq nai diye hai ki muj hurt kar paye"

"Wo to muj pata hai ki Jalad hamesha jalad he rahne wali hai wo naram Dil nai hone wali, aur rahi baat meri to tuj bata dun ki muj khudko sambhalna ache se ata hai agar ye Dil tere pe aa sakta hai aur tere jaisi se Pyaar kar sakta hai to soch Zidd main wahi Dil nafrat karne main kitni hadh tak ja sakta hai"

"Tu muj damki de raha hai"

"Wahi samaj le"

"You bastard"

Days were passing and in all these days both have changed behaviour which was not digested but both. Here Sidharth was getting too much protected towards her and she was obsessed and upon that his over protective behaviour was irking her also. But his ignorance was something which was making her bend over. He knows this and take advantage of that also. It was visible that he was in love with her but she is also falling for him but her mind was not making her accept. She was in fight with mind and heart and this time her heart was not letting her mind win. But in all this she was pissed and upon that his over protective behaviour was adding the fuel. She was not getting why all of sudden he is behaving like this. Here he was afraid to lose her because he clearly knows how much she tries but at some point, of time she will get angry and this is going to be dangerous for her. In this he may lost her for always and he can't afford, but still he was thinking to make her feel the feeling of love and when you don't get how much this affect. But in this her last reaction was roaming in his eyes which was the only thing which was stopping him to stop any plan. It was a fine day when she finally thought to have a word with him for his changing behaviour, and after meeting when they were in cabin she finally spoke. But instead of asking him for his behaviour she did opposite and asked him about why he is not resuming his shoots.

"Sidharth ab to main bilkul theek ho gayi hun tum wapis se apni shoots resume kun nai karte"

"Kun tumhe koi problem hai agar main yahan kam karun to"

"Nai muj koi problem nai hai par ye tera profession nai hai na isliye bol rahi hun"

"Muj iss profession main koi problem nai hai to tumhe bhi nai honi chahiye"

"Maine kab kaha muj problem hai"

"Tere bolne ka way bata raha hai ki tujhe problem ho rahi hai"

"Acha baba nai bol rahi kuch jo karna hai kar"

"Bari maherbani meri manne ke liye"

"Acha sunn muj meeting ke liye SEYCHELLES jana hai kal"

"Tu akele jaa rahi hai kya"

"Haan"

"Nai tu akele nai jaygi"

"Sidharth main choti bachi nai hun jo kahin bahar akele nai jaa sakti"

"Maine kaha na tu akele nai jaygi"

"Sidharth ye kya faltu ki Zid hai teri"

"Maine kahe diya bas tu akele nai jaygi"

"Main akele he jaungi aur kal subh ko he ja rahi hun main"

"Tujhe samaj nai aa raha kya ek baar main tum akele nai jaogi"

"Main akele he jaungi, aur dekhti hun kon rokta hai akele jane se, Aur haan main koi choti bachi nai hun pahle bhi maine akele jaya karti thi koi kal paheli baar nai jaungi theek hai na"

After this argument both parted their ways.

"Sidharth ko ho kya gaya hai saye ki tarah mere piche pada hua hai iska bas chale to ye muj washroom main bhi follow kare, aur iska yahi behavior muj ab bahut jyada irritate kar raha hai jaise gutan ho rahi hai aur isse bolo to jagda kar raha hai. Ye kya muj choti si bachi samj raha hai kya jo yahan nai jana wahan nai jana akele nai jana, upar se dad bhi uska side le rahe. Jaise main he galat hun. Par ye aisa to nai tha ye aise mere piche to nai padta tha kisi bhi baat ke liye to ab kun aise behave kar raha hai ye? Isko main wapis ake dekhungi abi to muj packing karni hai to main jaldi nikal jaungi" With this she wrapped her work and left.

Pyaar Ya ZiddWhere stories live. Discover now