Part 36

698 93 11
                                    

"Huhh waise hum dono alag he rahe to better hai Shehnaaz muj nai lagta main tumhare liye layak hun"

"Ye kya bakwas kar rahe ho ab tum"

"Bol na Sidharth main itni he buri hun? Kya tum sach main mere sath pyaar nai karte ab?"

"Pyaar to main bahut jyada karta hun tere se jitna ki tu soch bhi nai sakti"

"To fir ye sab kun kiya tune bol na aur wo massage aur ladki wo kon hai teri"

"Wo meri bahut purani friend hai Shehnaaz aur ye sab drama maine he kaha usse karne ke liye par muj sach main muj nai pata tha ki ye sab ho jayga"

"Agar pata hota to bhi kya tum muj shod dete aur aunty unko bhi main pasand nai hun na"

"Ye kisne kaha ab tumse ki mom ko tum pasand nai ho wo to tuj mere se bhi jyada pyar karti hai ki unko agar ek word bhi tere against bola matlab apne pair pe khud kulhari marna hai"

"Itna pyar karti hai aunty to fir tu hat main unke sath he rahungi ab se"

"Jaa ja hat aur shod muj tere main se smell aa rahi hai"

"Sidharthhhhhhhh kute tera khoon kar dungi samja na"

"Huhh kuch nai kar paygi"

"Don't challange me ok otherwise i will break your borns"

"Han han khud itna lamba soke uthi hai ab muj sulane ki taiyari kar rahi"

"Kute maine aise to nai kaha aur main aisa nai karungi"

"Jaa soja thori der"

"Muj nind nai aa rahi"

"Haan hum sabke ninden udane ke baad terko kahan se nind aygi"

There was silence for some time but this time not that uncomfortable like before.

"Sidharth kya hum ye rishta fresh start kar sakte hai"

"Ek he condition pe"

"Bol na"

"Ki tum apni ye Zidd karne wali adat shod dogi"

"Bas family ke liye bahar kisi ke liye nai"

"Chalega muj"

"Aur main promise to nai karungi par try karungi ki family matters main dimag ka utna he use karungi jitni need hogi usse jyada nai"

"Aur main tuj mere hisab se change hone ke nai bolunga tu jaise rahena chahti hai waise rahe aur muj tu waise he passand hai meri Miss. Arrogant"

"Fine Mr. Shukla. Par kya parents ko abi batayen ki hum fresh start karna chahte hai ki kuch time baad"

"Kuch time baad sahi rahega Shehnaaz aur isse bich hum dono apna rishta aur strong bhi kar lenge"

"Aur main unhe mere drame wali baat bataun"

"Nai wo batane ki jarurat nai hai wo bahut hurt honge ye janke ki tu jhooth bol rahi thi hum sabse itne time se"

They both called the night and like these few days passed. It's been fifteen days she was still on rest on the order of her father and his mother. Both have not shared much words it's just related to her health. He was still hurt from past events but was trying to ignore but her behavior was same which was not going well with him. She was not getting how to move forward. What to say or do. She again started going office and he also use to accompany her because her father said that he will be with her as in her absence he had handle everything perfectly. But one of the reasons was that he wants both of them to be together so that they can clear out their differences. When she entered the office, all were very happy and asking her for her health. She was getting annoy like before that they are wasting time and was about to say something but stopped because of Sidharth.

"Nai muj khud ko calm rakhna hoga warna main isse ye yakeen nai dila paungi ki main iss rishte ko sach main naye se shuru karna chahti hun. Aur main sach main iske sath future spend karna chahti hun. Nai chahti ki isse aisa lage ki main zabardasti kuch bhi kar rahi hun kunki mere coma main jane ke baad jaise isne meri aur dad ki care ki hai iski jagh koi aur hota to kabi nai karta, jabki ye mere se itna irritate aur gussa tha. Isne meri irritation dad tak nai ane di to main itna sa bhi try kun nai kar sakti ki iske liye thora khud main calmness laun aur waise bhi dad ne already kaha hua hai ki agar maine chilaya hai ya excess gussa kiya hai to baat nai karenge aur unko disappoint nai na kar sakti" she was lost in her thoughts and came back when he shook her.

"Kahan khoyi hui ho"

"Hmm kahin nai, yahi soch rahi hun ki kitna kuch badal gaya hai inn mahino main"

"Wo to hai dad ki personality he aisi hai jo tujse ikdam opposite hai"

"Yaar aur kitna taunt karna hai tuj"

"Puri zindgi theek hai aur tuj sunna bhi padega"

"Tujhe lagta hai aisa hoga"

"Hone ko to kuch bhi ho sakta hai Dracula"

Both were moving towards her cabin which was some like before only. It was afternoon when he asked her for lunch but she denied. He waited for half an hour when she again denied he dragged her to couch where he has plated lunch himself.

"Sidharth muj mere pending wale projects dekhne hai kun leke aya hai"

He did not utter a word and gave her plate of lunch. And also put the medicines there. She finding him quiet ate quietly because his face was saying something else.

"Ugghh firse isne muhn sadaya aur kya jarurat thi muj, chup kark uth jati" she said in her mind

"Sidharth"

"Hmm"

Pyaar Ya ZiddWhere stories live. Discover now