Part 47

527 89 12
                                    

She was quiet, but started her dinner. After dinner she went to her room. Shehnaaz went in garden and was looking aimlessly. After hour Sidharth came back and saw her in garden.

"Kahan khoyi hui ho"

"Mom bahut jyada gussa hain mere se kaise manaun unko"

"Simple hai sorry bolke"

"Sorry se nai hoga unka gussa kam aur ye tuj bhi pata hai"

"Abey tu to koi bhi tigram lagati ho na jeetne ke liye to yahan bhi laga"

"Sidharth ab tu khud muj kaise bol sakta hai rishte aur business ko mix karun jabki tu he hai jisse ye sab bilkul nai pasand"

"Hmm par mom nai manegi itna jaldi"

"Main unko manake rahungi"

"Kaise"

"Jaise main apni mom ko manaya karti thi"

"Aur wo kaise"

"Tuj kun bataun"

"Huhh"

"Jaa jake naha le khana garam karne ke liye bol deti hun"

Next day she was pacing in living area, she was waiting for his mother. She came back from temple.

"Mom"

But she went without looking at her. Shehnaaz went behind her in kitchen.

"Mom please baat karo na"

No response.

"Mom please, acha saza he dedo. Muj pata hai mere uss natak se apko bhi bahut takleef hui hai par main bhi kya karti jab sunna Sidharth usse pyar karta hai aur apko bhi wo apni bahu pasand hai to, main chahti thi aap aur Sidharth mere se nafrat kare, par mere se bardash nai ho raha ye sab"

"Mom please aise chup mat raho na, warna iss baar muj sach main kuch ho jayga"

"Acha aap batao kya bana rahe ho main bhi apki help karti hun"

She was taking things from her hands to do by herself and was ending up creating mess, but his mother ignored that too.

Whole day she was behind her trying to make her speak. Finally, she spoke.

"Jab tu khud he chahti thi hum tere se nafrat karen to ab kar rahi hun na to ab kun piche piche lagi hui ho"

"Kunki main apko nai khona chahti aap main maine apni mom ko dekha hai wo bhi hamesha aise he muj pyar karti thi"

"To tune apni mom ko bhi aise he hurt kiya hai matlab"

"Nai mom main unhe aise jan bhuj ke kabi hurt nai karti thi"

"To jab muj main apni maa ko dekhti ho to muj kun hurt kiya"

"Main nai karna chahti thi par apko pata hai na apki beti kitni bari bewakoof hai, usmain bilkul akal nai hai ki kab kya karna hai. Tabi to apka beta muj jalad bolta hai na isliye main chahti thi ap se dur rahun taki apko hurt na karun par dekho akhir kar he diya na hurt. Please iss baar maaf kardo main apni maa ko dubara nai kho sakti"

"Muj nind aa rahi hai"

"Mom aap so jao main yahin hun"

She didn't say anything. New day started and it was same like yesterday his mother was quiet not speaking to her. So, at last she made the Sorry card which she uses to do for her mother. While she was making, she was crying remembering her mother whom she loves so much.

"Mumma, mom ka gussa kam karo na, apke baad pahli baar muj aisa laga tha aap mere pass wapis aa gaye ho aur main apko wapis khudse dur nai jane dungi. Itne ssal main apka wait kiya hai, to aap apni beti ke sath aise kun kar rahi ho" She while crying fell asleep.

It was evening when they were in living area for tea.

"Mom yaar maaf kardo na Shehnaaz ko aur usse maine he mana kiya tha aap dono ko batane ke liye kunki main nai chhata tha aap dono ko hurt ho wo to aap dono ko batana chahti thi. Please aur gussa mat karo usse"

"Dad aap bhi usse gussa mat karo please, agar aap muj beta bolte ho to please Shehnaaz ko maaf kar do"

Both didn't utter a word.

After tea they went to their respective rooms. While going, his mother saw Shehnaaz room door is open. She thought to peak inside. Seeing her she went inside; she was sleeping while making sorry card. She caressed her hairs. Feeling hand Shehnaaz stirred and snuggled more in her lap without acknowledge that who the person is. In mean time she saw the card which Shehnaaz was making, this made her emotional.

Sidharth and her father saw the scenario and smiled, at the same time they left for living area.

"Dekha dad, ye meri mom hai mere upar chila rahi thi ab kaise usko khudse lipta ke rakha hai jaise main to hun he nai"

"To main hun na mere bache tere liye"

They spent some time and left for their rooms. His mother also slept there in sitting position. It was next morning when Shehnaaz woke up and saw his mom in very uncomfortable position. She wake her up.

"Mom uthiye, aap aise kun so rahe ho"

This broke her sleep and saw Shehnaaz but without word she moved to her room.

"Mom ko gussa karne bhi nai aa raha ache se, par baat nai kar rahi to manana padega aur bhi merko. Are card main jo card bana rahi thi, dekh liya mom ne uske baad bhi gussa karna hai unko. Chalo fresh hoke lag jati hun aur aaj unko mere se baat karni he padegi meri bhi Zidd hai ab" 

Pyaar Ya ZiddWhere stories live. Discover now