Part 29

736 96 10
                                    

"Are yaar chill kar main bhi kisi se kam to hun nai jo uski sunke lungi aur ye to tuj tera pyar dilane ki baat hai to main piche kaise rahe sakti hun. Aur wo dosti he kya jismain risk na li jaye apne dost ke liye"

"Ye risk nai khudko khai main girana hai"

"Abey tu kabse itna darpok ho gaya bey"

"Chal chal darta nai hun bas chitna hai aur kuch nai"

"Haan to theek hai muj bhi chinta hai teri bas aur isliye main ye sab kar rahi hun aur haan aunty ko bata dena plan please"

"But mom ko kun batana hai"

"Abey unko muj tere sath dekh ke Khushi hogi to wo baat bhi usse.. samaj raha hai na main kya kahena chah rahi hun"

"Par tujhe lag raha hai ye kam karega plan nai matlab agar wo mere pass ane ki jagah aur dur chali gayi to"

"To tum khich ke apne pass wapis leke ana"

"Hmm"

"Abey devdas mat ho kunki pics main devdason wali shakal nai dekhni muj teri theek hai na"

"Nai aa rahi andar se wo Khushi jo shayad Shehnaaz ke pass hone se ati hai"

"Yaar tu aur teri ye baaten, ek baat decide kar samja na warna jaa yahan se dafa ho kute"

"Yaar ab tu kun badak rahi hai chal dekh maine smile kiya"

He smiled for her and they spoke for some time and then ended the call. Here she was arranging party for Sidharth and her plan execution in the same hotel and other side Shehnaaz was in Delma that what she should do to get him back. She was ready to take even wrong step just to get him back or kill someone.

"Yaar kya karunnn? This is really fucking bull shit. And why don't he is getting this small thing I'm not that lovey dovey kind of person, and I don't even want to be one"

Here she resumed her work back to divert her mind for some time. Other side Sidharth got a text from his friend to message Shehnaaz that he is parting his ways with her for good sake of both.

"Ek taraf meri bachpan ki dost hai Danvi aur dusri taraf hai Shehnaaz, dono main kitna difference hai aur bhagwan aap sabko ek jaisa banate to kya hota kam se kam muj aise risk to nai leni padti, are han Danvi ke liye guards appoint karne hai. Pahle wo karta hun fir Shehnaaz ke message ka dekhta hun. Kunki muj pakka pata hai usse pata chala to wo Danvi ko harm karne ki try jarur karegi aur main ye risk nai le sakta" with this he called to his manager and asked to do the needful.

In this he forgot to text Shehnaaz. In evening Danvi reached to his place where he was staying after shooting.

"Tune massage kiya usse" she asked thinking he must have done but he stuck his tongue between teeth showing her a puppy face

"Yaar kya kar raha hai tu"

"Bhul gaya na kam ka load bhi to dekh kitna hai"

"Han han ban mat abi aur pahle usse abi ke abi massage kar aur waise kal last day hai shoot ka teri, right, fir ek music video Mumbai main hai sahi na"

"Haan" and the same time he was typing a massage

"Shehnaaz yahin hai ya Mumbai wapis chali gayi"

"Wo itna asani se jaygi tuj lagta hai"

"Bilkul nai lagta kunki jitna uske liye sunna hai she is damn"

"To fir puchne ka kya matlab"

"Are muj laga may bhi wo apne words pe stick rahe isliye"

"Wo aisi ladki hai jise jeetna he pasand hai harna nai wo chahe kya bhi ho, aisa nai hai muj uski ye adat buri lagti hai nai par wo jab galat way use karti hai wo baat muj nai pasand par uske baad bhi muj usse pyaar ho gaya. Aur wahi haar jeet wo rishton main bhi lati hai, yahi reason hai hum dono abhi aise drama karne jaa rahe usko ahisaas dilane ke liye ki Rishta dil se hota hai dimag se nai"

"Sidharth ek baat kahun"

"Haan bol na"

"Tuj nai lagta ye way use karna humpe bhari bhi pad sakta hai aur usse aur matlab dekh usne apne Dil ko rok rakha hai kunki jitna maine notice kiya hai wo jab bhi Dil ki sunne jati hai uska Dimag usse rok leta hai aur ye to tab hota hai na ki kissi incidents ko leke uss insaan ke mann main dar baitha hua ho"

"Danvi tum sach kahe rahi ho usne apne Dil ke sare raste salon se band kar diye hai kunki muj jab pata chala tha uske related tab muj bhi bahut bura laga tha par exactly kya hua tha muj bhi nai pata kunki usne kisi ko pata he nai lagne diya"

Flashback Start

She was in her 9th Standard when she asked one of the girls' gangs to help her in getting ready for the stage show where she got a lead instead of her friend whom she asked to help her.

"Hi aliya can you please help me to get ready for the show because I'm Zero in all these make up things, please"

"Yes, sure darling and I would be delighted to help you out in grooming" she said with a smirk

Both of them went in green room where she asked her to change the outfit so that she does the make-up accordingly

She did like she was asked.

Pyaar Ya ZiddWhere stories live. Discover now