Part 24

643 94 10
                                    

It's been two days he has left but she still doesn't know about that. But she badly started missing him and other side he was feeling she don't care about him and only loves her work. He doesn't even exist for her. Other side she got free from her work and thought to see social media. When she opened social media, she became shock to know he has left for out of India.

"Itna gussa hai Sidharth mujse ki jane se pahle batana bhi jaruri nai samja, par uske liye responsible bhi main he to hun jahan wo apne end se efforts dal raha tha to muj bhi to dalne chahiye the na efforts, uske jitne na sahi dalti to sahi. Main uske layak he nai hun main uske kya kisi aur ke layak bhi nai hun. Main uske ate he usse rishta khatam kar lungi main nai chati wo mere wajh se suffer kare main uske layak bilkul nai hun meri wajh se uski life bhi kharab ho jaygi aur wo main nai dekh paungi ki usse meri wajh se takleef ho" she was lost in her own thoughts.

In all these days her father was getting worried seeing her all lost some where who don't even shout on helpers or any of the employee. Other side her employees were also not able to digest her this behavior, some of her employees even asked her father too that why is she behaving like that but himself was unaware of that. So, he thought to ask her directly.

It was night and after dinner they were taking rounds in silence and soon, he himself broke the silence.

"Shehnaaz bache tere aur Sidharth ke bich kuch hua hai kya"

"Nai to dad, aur aap aise kun puch rahe ho"

"Kunki tum ajkal bahut he jyada khoyi khoyi rahne lagi ho aur jisse main aur tere employees jante the tum wo nai ho"

"Kuch nai hua hai dad"

"Mujse jhuth"

"Jhuth nai bol rahi dad"

"To jaldi batao kya baat hui hai"

"Bas thori si bahes hui thi"

"Acha theek hai mat bata, par meri ek baat sunle ye jo rishte hote hai na unko bahut sambhalke rakhna parta hai aur muj pata hai ye sab tujse nai hota tu kitna bhi try karegi par inn sab main tu uss insaan ko to takleef nai de jo tere liye efforts le raha hai to tu kun nai le sakti ya fir flow ke sath chal jaise wo kar raha hai atleast uske hisab se to kuch kar. Aur kam zindagi bhar chalta rahega ye rishte aur insaan nai. Tere sath jo hua tha muj nai pata bache aur ye bhi nai pata usse tuj itna affect kun hua but uss ek incident ke piche apni zindgi mat kharab kar apni. Aur muj pata hai tu Sidharth ke sath hai fir bhi uske sath nai hai aur ye sab muj usne nai bataya maine khud observe kiya hai. Isliye bol raha hun thora sa uske upar aur apne upar dyan de, iss rishte ko sambhal apne end se bhi kunki usne bahut efforts dale hai aur agar abhi uski jagah koi aur hota to kuch dino main he tujse alag ho jata par usne tera sath nai shora. Aur jab tune he uske aghe shadi ka proposal rakha hai to kun usse takleef de rahi ho. Sochna meri baat ko uske baat he kuch decide karna ya fir usse iss rishte se ajad kar de. Dekh main tera baap hun to tere aise behavior ko accept kar lunga, aur kar lunga kya kar raha hun par koi aur itna nai kar sakta na bache. Tuj pata hai kuch din pahle usse BEST ACTOR ka award mila hai par wo khud nai gaya uske film ka director gaya tha receive karne. Jahan wo tuj apne sath leke jane ke liye itna excited tha"

She was thinking all the while what her father said and it was getting hard for her to digest that he didn't attend the event of his life.

"Nai main usse aur takleef nai de sakti apne wajh se main usse shod dungi aur iss rishte ko khatam kar dungi wo muj jaisi ko desrve nai karta maine usse uski hassi tak sheen li hai aur apne jaisa bana rahi hun meri to life hai he kharab main uski kun kar rahi hun. Par main usko kaise shod dun muj uski adat lag gayi hai jaise wo muj chahiye aur wo mera he to hai main usse kun khud se dur jane dun. Nai wo mera hai main ussi apne se dur nai jane dungi chahe fir muj jo karna pare. Par uski Khushi ka kya. Wo mere sath khush rahega jab main uske sath time spend karungi par kaise abi to wo mere se dur gaya hua hai" She determined all this but the way she was choosing may get her in more trouble or make her life smooth with him that was depending upon the time. Both were just the puppet of time.

Few more days passed, and on the other hand he was very disappointed and not even able to concentrate on his work. He was speaking to his mother who sensed some tense in his voice and asked him,

"Tuj kam acha nai lag raha to cancel kar de na bache aise udas mann se tu kab se kam karne laga hai"

"Mom there is nothing like that it's just I'm missing her"

Pyaar Ya ZiddWhere stories live. Discover now