Chapter 4

1.2K 72 14
                                    

" In Pakistan"

- Dadi jaan , meri pyari Dadi-Emaan Dadi ko maska laghate kaha.
- Kya baat hai, kya kaam hai-Dadi ne poocha.
-Nhi to wese hi- Wo un ke paas a kar beth ghai.
- Acha jao Ayaan ko le ao- Dadi ne kaha.
-Dadi , wo .... Main school ke....f ff function main jana chahti hu- Emaan ne kaha.
- Ha to chali jao- Dadi ne muskurate hue kaha.
- Leekhin Baba jaan se permision nhi mile ghi- Emaan mayus ho ghai.
- Kab hai function?- Dadi ne poocha.
- Parsu hain - Emaan ne kaha.
- Theek hain tum tyari shuru karlo, tumare Baba ko me bta du ghi- Dadi ki baat sun kar wo khush ho ghai.

                      ********

Raat ka time tha Shahraz saheb or Dadi khana ka kar chat ( tearrece) phar chale ghae, Mehak apne bethe Ayaan ko sulane chali ghai. Emaan or Dua kitchen ki safai karne lagh pari, or Ayesha begum chae bnane lagh pari.
Tab hi kisi ka telephone a gya.
- Main dekhti hu- Emaan ne bartan side phar rakh kar call reciev karne chali ghai.

- hello, G salam- Emaan ne kaha.
- G wsal.. Ke.. Ho.. Be...a- call theek se sunai nhi de rhi thi or shayad abroad  ki thi, Emaan eek do baar hello kar ke us ne call khat di or phir se kitchen main chali ghai.
- Kiska phone tha betha?- Ayesha ne poocha.
- Patah nhi ami awaaz nhi a rhi thi- us ne jawab dia.
- Is waqt kiska ho sakta hain- Ayeshaa shochne lagh pari.
- Ami - Dua ne Ayeshaa ko mutawaje kiya.
- hmm- Ayesha ne poocha.
- Shayad Sufyaan chachu ka ho- Dua ne kaha.
- Ha Ami aksar wo logh hi is time karte hai , or number bhi abroad ka tha- Emaan ne kaha.
- Acha, chalo phir phone karlenghe , une tho patah hain na yahaan gaun( villege) me phone ka kitna masla hota hain- Ayesha ne kaha.
- Ha  - Emaan kuch sochne lagh parih.
- Main chat phe ja rhi hu tum dono a jana - Ayesha upar chali ghai.
Emaan or Dua bhi un ke peeche chat phar ja kar Dadi ke shaat beth ghai.
- Kiska phone tha - Shahraz saheb ne poocha.
- Wo baba jaan awaz theek se nhi a rhi thi- Emaan ne jawab dia.
- Acha, chalo jise zaroorat hui wo phir phone karlegha- Shahraz sahib ne hanste hue kaha.
-Betha mujhe tum kuch baat karni hai- Dadi ne Shahraz sahib se kaha.
- Ji Ammi jaan- Uno ne Dadi se poocha.
- Wo beetha Emaan ke college eek function hain parsu, kya wo ja sakti hain waha - Dadi ne pochaa.
- Ammi leekhin ...- Dadi ne Shahraz sahib ko baat puri hi na karne di.
- Leekhin betha mene use wadha( promise) kiya hain- Dadi un ka leekhin sun kar pareshan ho ghai.
- Acha , Ammi jese aap ki marzi - un ka jawab sun kar sare kush ho ghae.
Khafi deer tak wo batee karte rhe , Dadi une purani bathe sunati rhi , sach kehte hain logh Dadi ama ki kahania bht hi maze ki hoti hain.

Dua on multímedia

IshqDove le storie prendono vita. Scoprilo ora