Chapter 42

654 57 21
                                    

" In Pakistan"
Kuch din baad......

Kal Emaan ki mehndi hain or parsu  uski shaddi.
Emaan ke room ka darwaza kisi ne khatktaya.
- Kon?- Emaan ne poocha or darwze ki taraf chali ghai. Emaan darwaza khola to samne uski friends darwaze phar thi.
- Alina, Hayaa tum logh- Emaan unee dekh kar bht kush  hui.
- Suprise- Alina ne muskura kar kaha.
- Ao na andar - Emaan ne une andar bithaya.
- Hum tum se naraaz hain- Hayaa ne kaha.
- Are kya huwa?- Emaan ne poocha.
- Acha j madam ko patah bhi nhi kya huwa- Alina ne kaha.
- Yaar tum dono kya keh rhi ho , mujhe kuch samaj nhi a rha- Emaan ne kaha.
- Shadi kar rhi ho or upar se hum sab ko choor kar America chali jao ghi- Hayaa or Alina mayuus ho ghai, wo 3no bachpan ki friends thi.
- wo sab kuch itni jaldi main huwa, mujhe time hi nhi mila- Emaan ne une samjana chaha.
- j ab bhane na bnao- Alina ne use tang karne ke lie kaha.
- Tumara bhi patah hain, Dua ne btaya - Emaan bhi Alina phar baras parih.
- Wo ...w.- Alina apne phe baat ane phar nervious ho  ghai.
- Ab kya huwa Alina- Hayaa ne mazaak se kaha. Wo 3no Hayaa ki baat phe hansne laghi.
- Emaan?- Alina ko kuch yaad ayaa.
- Ha , kya huwa?- Emaan ne poocha.
- Tum Ejaaz se kyu shadi kar rhi ho, Tum to Danial ko pasand karti thi- Alina ne poocha.
- Nhi main Danial se muhabbat nhi karti- Emaan ne un 2no se sach chupana chaha.
- Emaan tum kuch chupaa rhi ho, maine dekha hain Daniañ ki ankhu main tumare lie pyaar- Alina ne kaha.
- Main usse muhabbat nhi karti- Emaan ne kaha.
- Leekhin....- Alina ne kuch kehna chaha.
- Ab choro bhi in batoo ko , tum logh kuch sunao- Emaan ne topic change kar dia.
- Hayaa ke bhai ke ghar betha huwaa hain- Alina ne btaya.
- Wao mubarak ho- Emaan ne Hayaa se kaha.
- Thanks- Hayaa ne kaha.
Wo 3no batoo main masruuf thi , room ke darwaze phar kisi ne dastah di.
- Main dekhti hu- Emaan ne kaha or darwaza kolne chali ghai, samne Dadi khari thi.
- kesi ho bachyo?- Dadi ne poocha.
- Theek hain dadi, aap kese hain?- Alina or Hayaa ne poocha.
- Main bhi theek hu, hmari Emaan ki shadi  phe aoghi na- Dadi ne miskura kar Emaan ki taraf dekha.
- J zroor- Un dono ne jawab diya.
- Are betha kuch kao ghi ya phir baato se hi apna peeth bar lia- Dadi ne mazaak se kaha.
- Wo main to buul hi ghai, main abhi kuch le kar athi hu- Emaan ne kaha or niche janee laghi.
- Emaan tum baate karo main bijhwati hu- Dadi ne use rookh lia.
-  J Dadi - Emaan ne muskura kar kaha.
- Main abhi bijhwati hu- Dadi niche chali ghai.
Emaan phirse apni saheliu ko taraf chali ghai.
              **********

" In England"

- Mom bhai kafhi disturb lagh rhe hain in dino- Sherry ne poocha.
- Ha Mom- Sarah ne bhi kaha.
- Office ke kaam ki wajah se hogha- Zoyah ne bhana bnaya. Use Danial ki pareshani ki wajah patah thi , leekhin wo is baar kuch nhi kar sakti thi.
- Nhi Mom ,mujhe patah  hain ke wo kyu pareshan hain- Sarah ne kaha.
- Esi koi baat nhi- Zoyah ne kaha.
- Mom Emaan ne bhai ko reject kar dia hain is lie wo sad hain na- Sarah ne kaha.
- Kya! , Emaan Api ne bhai ko reject kiya hain, wo esa nhi kar sakti - Sherry heraan reh gya is baat phe.
- Ab is bare main koi baat nhi kare gha- Zoyah nhi chahti thi ke Danial ke samne wo Emaan ki ghuftgu kareh.
- J Mom- Un dono ne kaha.
Main door ke kulne ki awaaz ai, Danial bht hi ghuse main andar ayaa or shide hi apne room main chala gya.
- Danial- Zoyah ne awaaz di.
-  Bhai ,- Sherry or Sarah ne awaaz di.
- Kya huwa bhai ko?- Sherry ne poocha.
- Main dekh ke au Mom?- Sarah ne poocha.
- Nhi tum dono beeth jao hudh hi niche a jaengha- Zoyah ne kaha .
Thori deer baad Danial niche ayaa, uske haat main bag tha or wo bgheer kuch kahe bahir chala gya, Zoyah use awaaz dethi rhi leekhin usne mur kar bhi na dekha. Bahir Bilal ghari le kar khara tha.
- Chalo Bilal- Danial ne kaha.
- Leekhin kaha yaar, mujhe to  btao- Bilal ko kuch samaj na ai.
- Tu ghari start kar btata hu- Danial ne kaha.
- Ha - Bilal ne ghari start ki .
- Airpot chal- Danial ki baat phe Bilal ne ghari rook di.
- Airpot? Tum pakistan ja rhe ho?- Bilal heraan reh gya.
- Ha- Danial ne kaha.
- Yaar plz ab esa kuch na karna jis se koi bhi hurt ho- Bilal ne use samjaya.
- Dont worry mujhe patah hain main kya kar rha hu- Danial ne kaha.
- jesi teri marzi- Bilal ne kaha.
- Ab ghari start karo- Danial ne kaha, or Bilal ne phirse gharii start ki. Airpot pohanchne tak saara rasta
hamoosh rhe.
- Tum ne ghar kisi ko bhi nhi btaya?- Bilal ne poocha.
- Nhi,  or tum bhi na btana- Danial ne kaha.
- Leekhin yaar aghar mujhse kisi ne poocha to main juut nhi bolu gha- Bilal ne kaha.
- Tum mere lie yeh bhi nhi kar sakte- Danial ne use emotional blackmail kiya.
- Tujh se koi bhi jeet sakta- Bilal ne muskura kar kaha.
- Mujhe tumse eek favour chahiye- Danial ne kaha.
- Everything for you-Bilal ne kaha.
- Mujhe ghar or ghari ki zroorat hain- Danial ne kaha .
- Ho jaengha- Bilal ne muskura kar kaha.
- Thanks bro- Danial ne use hug kiya.
- Chalo yaar ab jao bhi- Bilal ne mazaak se kaha.
- Kaminey - Danial ne baigs uthae or andar jane lagha.
- Bye  - Bilal ne awaaz di.
Danial apni zindagi ko paane ke mukaam phar nikhal gya tha ,usne sooch  lia ke uske bgher wapis nhii ae gha.

IshqHikayelerin yaşadığı yer. Şimdi keşfedin