chapter 8

500 59 18
                                    

Vansh come home..

He shout..

V:Ammmaaaaaa 😡😡😡😡..

Ganga come..

G:kya hua chilla kyu raha haii..

V:tumhari himmat kaise hui riddhima ky sath woh sab karne ki..

G:humne kya kiya 🙄🙄or kon riddhima..

V:zyada bholi mat bano humain sab pata chal gaya hai tumhe ne uss 2 taky ky inspertor ko paise diye thy na woh sab karne ky liyee...aik baat tum achy sy jaan lo riddhima par aik anch bhi aai na to hum bhi zinda nahi rahengy ..

G:tu galat samjh raha hai beta humne to..

V:bas humain sab samjh agaya hai ..yeh pehle baar hai isseliye chup hai agar bubara aisa kuch hua to humse bura koi nahi hoga..

Vansh left..

G:iss larki ka kuch to karna hi parega ..humara beta to isky peechy pagal hua ja raha hai...😡😡😡😡..

.
.
..
.
.
Riddhima is crying and her mother is consoling her...

M:beta ro mat dekho ab sab thek hai..

R:kuch thek nahi hai 🙂🙂😭..kash humare sar par bhi baap ka saya hota ..kash abbu zinda hoty to aaj kissi ji himmat na hoti humse aise sawal karne ki 😭😭😭😭...

M:beta har kam mein Allah ki koi na koi maslihat hoti hai ..

R:😭😭😭..

.
.
.
.

Riddhima and sejal coming from collage..

Vansh stop his jeep infront of them..
He get down from it..

R:yeh kya batameezi hai..

V:zyada nahi sirf 5 min chahye apky..

R:humare pass apky liye aik min bhi nahi hai ...

V:please ..

S:riddhima sun ly na aik baar uski baat ..

R:jaldi boliye ..

Vansh bend down on her knees..

V:riddhima hum buhat pyaar karty hain apse ..itna jitna shayad humne aaj tak kissi sy nahi kiya ..aap humain aik moka dekar to dekhain hum wadaa karty hain ky apko shikayat ka moka nahi daingy 😔..hum chahty to kab ka apko apna bana chaky hoty par woh apki marzi ky khilaaf hota ..hum apse pyaar karty hain isseliye apko apki razamandi sy apnana chahty hain..isky badly ap jo chahye humse mang sakti hain..

R:to aap humse humara hi suada kar rahe hain ..

V:aap humain galat samjh rahi hain..

R:bilkul sahi samjh rahe hain hum ..kya samjhty hain aap khud ko ky aap jo chahye gy apko mil jayega ..apne ap ko dekhain apko lagta hai ky humain to kya ap kissi bhi larki ko deserve karty hain haan ...aap jaisa khud garz insaan kissi bhi achi or shareef larki ko deserve nahi karta ..aree ap to insaan kehlane ky bhi layak nahi kaise ap masoom logo par zulm karty hain or bina sochy samjhy kissi ki bhi jaan ly lety hain ap mein to dil naam ki cheez hi nahi ....

Vansh is froze on his place ..

S:riddhima bas kar..

R:nahi sejal humain mat roko ..humare sath jo kuch bhi hua uski wajha bhi yehi hain...or humse bhi apko koi pyaar vyaat nahi hai bas apki hawas hai .....humse dor rahye khuda ky liye warna hum apni jaan ly laingy samjhy aap..😡..

V:apko apni jaan lene ki koi zaroorat nahi 🙂🙂hum wadaa karty hain dubara apky samny nahi ayengy ..

R:acha hai ..chalo sejal..

Mere Mehram Where stories live. Discover now