Chapter 31: Fark Padhta Hai

4.6K 473 42
                                    

After trying many times to talk to Naaz, Sidharth finally gave up and went to his room to change.

"Ab hogaya late. Kya karu? Kaam hai mera. Chhor toh nahi sakta na. Zyada nakhre dikha rahi hai. Aur mere dono Jiju, kitna footage le rahe the uske saamne. Huh! Jaisa kitna time dete hai apni apni biwion ko. Inn logo ko bas mujhe bura dikhana hai. Aur kuch nahi." Said Sidharth in his mind while wearing a t-shirt.

Suddenly Naaz came and kept a bottle of water on the table. Sidharth noticed her.

Naaz was about to leave when Sidharth called her, "Naaz!"

Naaz stopped but didn't look at him.

Sidharth went to Naaz and said, "Tum abhi bhi gussa ho mujhse?"

Naaz didn't reply.

"Naaz I'm really sorry. Main zaldi wapas aana chahta tha lekin ho nahi paaya. Kaam ka bohut pressure tha."

Naaz looked at him and said, "Nahi nahi. Aap kyu sorry bol rahe hai? Sorry toh mujhe bolna chahiye. Sorry for expecting that you will come early for me. Kyu ki aap ke paas iss duniya mein sab ke liye time hai except me. Meri toh koi importance hi nahi hai nah aap ki life mein."

"I hope mujhe yeh samjhane ki zaroorat nahi hai ki meri life mein tumhari kitni importance hai. Aur waise bhi itni chhoti si baat ke liye itna gussa kyu ho rahi ho?"

Naaz got more angry.

"Chhoti si baat? Saalon dur rahi hoon main aap se. Aur ab jab main aap se apne liye thoda time maang rahi hoon toh yeh aap ko chhoti si baat lagti hai?" She said angrily.

"Naaz I didn't mean that." Sidharth tried to explain.

Naaz turned her face showing anger.

"Accha tumhe mere saath time spend karna hai nah? Toh ab kar lete hai. Waise bhi apas mein ladne se humara time waste hi ho raha hai. Isliye baatao mujhe kya karna hai. I can do anything to make it up for you." Said Sidharth.

"Aap sach mein kuch bhi karenge?" Asked Naaz raising her one eyebrow.

"Kuch bhi. Tum bas kaho."  Said Sidharth.

Naaz smiled but again maintained a poker face.

"Phir chaliye mere saath." Said Naaz.

"Kaha?" Asked Sidharth.

"Chaliye nah!" Said Naaz and dragged Sidharth by his hand.

Naaz took him upstairs and they stopped near a room. Naaz opened the door and smiled seeing the piano still there.

"Yaaha kyu laayi ho?" Asked Sidharth.

"Piano bajayenge mere liye?" Asked Naaz.

"Abhi?"

"Hmm. Hostel mein main sochti thi ki main kab aap ko phir se Piano bajate hue sunungi. Toh baataiye, bajayenge mere liye?"

Sidharth smiled and said, "Ab Biwi ki khwahish toh puri karni padegi."

Naaz became happy.

Sidharth sat on the chair and prepared himself for playing. He was about to play but suddenly stopped.

Naaz went near him and said, "Kya hua? Bajaiye."

"I think kisi ne mujhse kaha tha jab woh gaana sikh jaayegi toh mere saath gayegi." Said Sidharth.

Naaz remembered that conversation.

"Aap chahte hai ki main gaau?" Asked Naaz.

"Of course. Mujhe dekhna hai ki tumhe singing school mein daal ke kahi maine apne paise waste toh nahi kar diye."

Masoom Ishq (Completed)Where stories live. Discover now