Khali Panne

105 18 8
                                    

Byom looked at her shocked face and laughed out loud. Her eyes, they were her best asset according to him. Her innocence, her embarrassment, her purity it was all there in her eyes for the world to see. But he wanted to eradicate her fear of him…

And the best way to do that was to befriend her. He didn’t like her to be this troubled and sick because of him…

Nilu got up again but this time more steadily and then…

Nilu: Nahi, aisa nahi hai Chhoto Raja babu… Mujhse galati se galati hogayi. Ab nahi karungi. 

Byom : Kya nahi karogi Nilu… Tumhara pura naam Neelima hai haina? Aur mujhe Byom bolte hai… Nileema toh hai hi Byom ki humesha se haina? Toh batao kab shadi karni hai? Mimi ko sab intezam karna padega naa…

Bulau maa ko?...

Nilu's face turned bright red and she kept looking down in her hands. The pain of the mockery of something on which her whole existence stood. Her eyes welled up with tears and she blinked hard to make them go away. She looked at the lines in her hand and then swallowed the lump in her throat. 

Byom saw all this with extreme confusion and apprehension. Nilu hardly ever spoke in front of him… So she didn't say anything even now but the pain was there. 

Byom: Nilu, mazak kar raha hu. Itna daro mat. Vaise main itna bura patr hu mujhe bilkul nahi pata tha...

Nilu: Aisa nahi hai… 

Byom: Chalo toh main tumhe apne hospital leke jaane ayaa hu… mujhe tumhe dikhana hai ke main kaha kaam karta hu… aur tumhare kuchh tests bhi kar lenge waha… 

Nilu: Ji achhaa..

Byom: Aur ek baat…. bolu? Itna chup chup kyu rehti ho…. Pupli ko dekho pura ghar sar pe uthaye rakhti hai… apne dil ki baat keh deni chahiye… varna sehat pe asar padta hai… aur yeh achhi baat toh nahi….

Dekho toh main kya laya hu tumhare liye…. yeh stationery set. Yeh dekho isme ek fountain pen hai, yeh special maroon ink hai, aur black and blue ink bhi hai, yeh ek handmade paper ki diary hai aur yeh letter writing set hai… is mein tum mujhe khat likh sakti ho… mujhe khat bohot pasand hai… pata hai kya? Mimi Baba ko 4 saal tak roz khat likhti thi.

Nilu: Par aap mere khat ka kya karenge.Maa toh Raja Baba ko bachpan se janti thi… Aur Baba unhe bohot mante the...

Main toh aapki koi nahi lagti.

Jonakir KhelagharWhere stories live. Discover now