Life of Karishma

962 68 5
                                    

It's 8 in the morning.
Karishma's mother Divya Singh calls Karishma and her elder brother Anubhav to have breakfast.
.
(P S. - Anushma are not cousins in this story)
.
She comes to the dining area and sees Karishma sitting over there silently.
.
Divya- Kar... Ohh tum uth gayi. Good morning. Aur anubhav kahan hai?
.
KS- Amma bhaiya soo rahe the toh humne unhe uthaya nai, waise bhi woh thoda late soye the kal.
.
DS- Acha koi nai tum breakfast kar lo.
.
She smiles at Karishma, but Karishma just looks at her. She tries smiling at her mother but as if it's been stuck there. She quickly diverts her eyes in another direction.
.
DS- Koi baat nai bacha. Tum jo mere liye koshish bhi karti ho naa, bhut hai. (Goes to wake anubhav up)
.
KS was sitting at the table looking down, she can feel that her heart is pumping very low. She is trying but her head is down looking at the floor. She wants to cry,  very hard. But her tears are not coming down. In frustration, she punches the wall. Without eating anything she goes to pack her bag.
.
Anubhav and her mother catch her punching the wall but say nothing because they know if they will stop Karishma now, she will turn more dangerous. Which is uncontrollable by anyone.
.
Anu- Amma 5 saal ho gaye hai, agar hum uss sadme se nikal gaye, aap uss sadme se nikal gayi toh Karishma kyu nai? Har din, har pal usko aise dekhne se maano huamre hriday mai khajar khukta hai. Hum itna bechain mehsos karte hai. Behna ki madad hum chah ke bhi nai kar sakte. (Crying)
.
DS- Anubhav tum hi nai hume bhi woi lagta hai. Humari bachi(tears) lagta hi nai yeh woh hi Karishma hai jo kisi ke chehre mai dukh nai dekh paati hai. Har kisi ko hasati thi. Khush rehti thi. Kahan gayi woh humari Karishma. Khair isme Karishma ka bhi kasoor nai hai. Uss din ne hum sab ki zindagi badal thi. Aur Karishma ki toh zindagi cheen li hai. Bhagwan se aasha karte hai koi usse zarur mile, joh uska dil halka kar sake, uske dukh baat sake, uski khamoshiyan sun suke, aur hume wapas woh Karishma laa kar dede.(pauses) Chodho yeh sab, breakfast kar lo.
.
Anubhav nods and Karishma enters the room with her bag.
.
KS- Amma, hum school jaa rahe hai. Bye bhaiya, bye amma.
( DS and AS wave back at Karishma, and as soon as  Karishma turns her mother sees a mark on Karishma's neck)
.
DS - Ek min, yeh chot, kaise lagi tumko. (Strictly)
.
KS (says in one go)- Woh hum room se bahar nikal rahe the toh cut gaya. (Goes out of the house)
.
DS- Dekha, yeh Karishma Singh jooth bhi bolne lagi. Darne lagi hai. Hume pta hai iske school ke classmates ne isse firse maara hai.
.
AS- Amma, agar aapko pta hai toh aap kuch kar kyu nai rahi.
.
DS- Kyuki hume uss din ka intezar hai, jab Karishma Singh fir uthegi, jo sahi ke saath sahi, aur galat ke saath galat karne ki himmat rakhti thi. Humne usse bhut samjhaya hai, ab baari uski hai.
.
Anubhav nods and goes to get ready for school.
.
At School
.
As soon as Karishma enters the school gate, someone pushes her to the ground harshly.
She gets hurt. She turns back to see who pushed her. A group of students were standing there and laughing at her.
.
Group- Arrey re re Karishma kaisa laga gir kar. Hahahahahaha
.
KS tries to get up but one boy from the group kicked her stomach.
.
KS- Aaaah, topa hoo kaaa, hum tumhe kuch nai kar rahe, khaahe humare peeche  pade ho? (Cries) Hume pareshan mat karo plz.(cries louder)
Then a girl from a group comes and pulls her chin
.
Girl- Woh kya hai naa tumhe tang karne mai hume alag sukoon milta hai. Bhut rob tha na tumhe apne papa ke S.H.O hone kaa. Ab jab tumhare papa hi nai hai, ab bhugto. Bhut topper ban ke ghumna tha na tumhe. Ab tum sirf ek kamzor ladki ho, jiska koi dost nai hai, waise bhi ek pagal ladki se kon dosti karega. Jo chize imagine karti hai, aur usse sach maan leti hai (laughs and turns towards her group) btao aise ladki se kon dosti karega. Tumse toh sab dur bhagte hai (laughs)
Tum sirf ek Pagal Ladki ho jo kamzor hai. (Slaps her)
.
KS- Par humne kabhi apne papa ke naam ka misuse nai kiya. (Cries) Kyu aap hume tang kar rahi chodh dijiye hume. (Tightens her wrist in anger).
.
The group goes from there, Karishma stands in pain
.
KS- Inki maiyaa kaa (stops) Nai Karishma gussa nai. (Calms herself down and takes a tablet)
KS goes to her classroom she was late due to all misfortune that happened to her a few minutes back. She enters the classroom and asks the teacher to come inside. The teacher shouts at Karishma.
.
KS- Good Morning Mam, May I come in?
.
T- Good Morning KS, this is the time to arrive at the class? Wait look at yourself. Your Uniform is so untidy. Don't you know how to wear and carry your clothes?
.
KS- I am sorry mam, I fell while I was entering the gate.
.
T- Stop excusing KS! For a year you are saying that. Am I a fool? (Shouts)
.
KS- But Mam...
.
T (cuts her)- Great! You are arguing with me. KS you are such a brat! Itna dimag apni studies mai laga liya hota toh, fail nai hoti tum.
.
KS- Mam, I...
.
T- Dare if you open your mouth again, Get out of my class you Idiot! And I will take you to the principal. Just wait.
.
KS was hell angry, she goes outside and eats another tablet.
.
Karishma has high anger issues, in the act of not harming anybody she takes the tablet to calm herself down so that she couldn't harm someone.
.
KS looks at the gloomy corridor, there was silence in her eyes. She then hears someone laughing, she looks towards the sound and sees, two girls laughing and playing with each other. They were going to keep their hands on each other's shoulders. It looks like they have the best company. But As soon as they look at Karishma, they changed their paths. Karishma sees that and thinks...
.
KS- Kaa galti hai humari? Hume aise ajeeb sa kyu sab ahsas karate hai. Hume koi samajhta kyu nai hai bhala. Aur jo samajhta tha woh kyu chale gaye hume chodh kar? Kya galti ki thi humne shiv ji? Humne toh kisi ko chot nai pahuchaya, par sab hume dukh dete hai. Aise behave karte hai jaise hum.... Jaise hum unhe abhi kacha chaba jayege. Hum bhi ek dost chahte hai, par hume dekh toh sab bhag jaate hai. Maante hai hume thodi maansik kathinayi hai, par koi kabhi yeh kyu nai pta lagane ki koshish karta, ki hum aise kyu hai? Sab hume blame karte hai, Teachers bure grade ke liye daatte hai, kaise bataye unko, nai aa raha humare dimaag mai kuch, kyuki unhone kabhi hume samjhane ki koshish nai ki, har waqt bahar khada kar deti hai. Koi bhi aake hume maar deta hai, aur hum chup chap seh lete hai. Koi toh ho jo humare liye lade. Humare saath khandhe se khandha mila kar khada ho. Humare sukh mai dukh mai humare saath rahe. Hume ek pal ke liye bhi akela na chodhe. Aur sabse jaruri baat, Hume samajh sake, hum jaise hai, pagal hi sahi, hume accept kare. Batao hum demand bhi kisse kar rahe hai. Huh. Jisne humse humari zindagi cheen li. (She wipes her tears).
.
KS was looking through the corridor and sees some people invading with loaded guns in the school.
.
KS- Ama yeh kaa hai? Hume pta lagana hoga. Kya chal raha hai idhar.
KS follows that group to the top floor, not knowing someone is keeping an eye on her.
.
KS comes onto the terrace of the school, the group catches her they aim their guns at her and come towards her. To save herself Karishma goes backwards, her whole body was sweating, and her heart was pumping at a very high speed. She was feeling a bit dizzy as she has not eaten anything and the rays of the sun directly hitting on her head.
.
KS- Kon ho tum, aur yeh sab kya chal raha hai, hum sabko bta denge tum kya karne aaye ho.
.
G- Tumhe toh yahan aana nai chahiye tha, batana tab jab yahan se zinda bachogi. HAHA. Bhut oversmart ho tum jo yahan akele aa gayi. (Approaches toward her)
.
KS takes one more step behind but that was the end of the ground, she falls off the terrace.

Beyond Reality's Veilजहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें