Sleepover

546 71 27
                                    

1 week later...
.
Karishma's home
.
DS- Karishma..
.
KS comes downstairs
.
KS- Ji
.
DS- Karishma, hume aaj important kaam se kanpur jaana padega. Hum kal shaam tak aa jayenge. Aur Anubhav bhi humare saath chalega.
.
KS- Hum akele kaise rahenge (scared)
.
DS- Haan....
.
KS- Nai... Nai .. aap aaram se jaiye hum sambhal lenge. (Excited)
.
DS- Tumhe kya hua?
.
KS- Kuch nai, bas kya hum aaj Haseena ko bula le sleepover ke liye. Please...
.
DS- Yeh toh bhut achi baat hai. Theek hai.
.
KS- Thank you, ab aap jaiye late ho jayega warna aane mai.
.
DS- Okay.
.
After half an hour, DS and Anubhav take off to Kanpur.
.
KS goes inside the house and calls Haseena.
.
HM- Hmm. Boliye Karishma kya hua?
.
KS- k... Haseena... Plz aap jaldi aa jaiye plz... Hum... Hume... Bachaiye.... Hum...
.
HM- Overacting ho gayi ho toh, kaam ki baat kare.
.
KS frowns - Nai, bas aaj aap apna boriya bistar utha ke yahan aa jaiye.
.
HM- Kyu?
.
KS- Woh kaa hai naa, aaj amma aur bhaiya ko koi kaam se bahar jaana padh gaya. Aur hum akele hai. Toh socha aaj sleepover rakhte hai. Aap aayengi?
.
HM- Nai... Woh...
.
KS (cuts her)- Aap aa rahi hai and that's an order.
.
HM- Ji Maddam jaisa aap kahe.
(Laughs)
.
Evening
.
KS- Aaj Haseena aayegi toh hum movie dekhenge, party karenge. Woh Anu bhaiya ne snacks chupa ke rakhe the naa. Haan aaj ussi ko khayenge. (laughs evilly)
.
Around 6 p.m.
Haseena enters through the window.
.
KS- Aap kyu bhool jaati hai, ki humare ghar mai bhut acha bada door bhi hai, jisme aap aaram se aana jaana kar sakti hai, Haseena.
.
HM (adjusts herself to come inside the room) - Karishma.. tajurba kehta hai humara... Ki life mai kuch unique karna chaiye, darwaja toh sab use karte hai.
.
KS- Kammal ka philosophy di hai aap, thik hai, kariye adventure, hum aapki madad nai karenge, atake rahiye.
(Goes out of the room)
.
HM- Aap hume aise fasa ke jaa rahi hai?
.
KS takes her hand and pulls her. Haseena falls inside the room.
.
HM- Ouch! (Rubbing her chin)
.
KS- Sorry!
.
HM stands - Toh kya plan hai?
.
KS- Aap bataiye? Aapko kya karna hai.
.
HM- Khaa ke soo jaate hai. Sleepover mai yehi karte hai na? (Confused)
.
KS- Aap na boring hai thodi.
.
HM- Acha hum boring hai? (Raises her right eyebrow)
.
KS- Haan, yeh sab thodi na karta hai koi! Masti karte hai.
.
HM- Aacha! Masti! Rukiye (Starts tickling her)
.
KS runs downstairs, HM follows her gesturing to tickle her.
.
KS slips on the floor and HM falls over her.
.
They both laugh lying on the floor looking at the bright ceiling. They stay at that position for few minutes, silently.
.
KS- Hume bhookh lag rahi hai.
.
HM- Chaliye, fir khana khaa lete hai. Aapki ammi ne khana banaya hai na?
.
KS- Haan kyu?
.
HM- Kyuki hume bhi bhookh lagi hai.
.
They finish their dinner and KS opens the backdoor to keep the plates. 
A cool breeze after the hot summer day makes her feel delighted. She closes her eyes, and stands at the gate.
.
HM comes to the door searching for KS. Then, she stands beside her silently and back hugs her. Both of them were standing quietly. Feeling the nature.
.
KS, then goes to the Bathroom and takes the clothes and puts it in washing machine, which was located at the same place.
.
HM- Aap abhi kapda dho rahi hai? Itni raat ko?
.
KS- Haan, hum bhul gaye the. Hehe.
.
HM- Aap bhi naa ( nods)
.
KS- Par hume iss samay hi theek lagta hai, jab tak machine chalti hai, hum chaand se baat kar lete hai. Badalon ko dekhte hai. Raat ko na baadal aur bhi sundar dikhte hai, jab woh chaand ke aas paas usse ghere rehte hai.
.
HM- Hmm... Baat toh sahi hai dekhiye, kitna payra lag raha hai.
.
KS then starts talking, and HM listens to her patiently looking at the sky. KS then splash water on her.
.
HM- Ab kya kiya aapne.
.
KS- Aap humari baatein nai sun rahi thi. (Frowns)
.
HM- (smiles)  Sun rahe the baba, bas aapke chaand ko dekh rahe the.  Ab aapka kapda dhona ho gaya ho toh sone chale? Hume bhut neend aa rahi hai. (Yawns)
.
KS- Sahi bol rahe the hum, aap bhut boring hai.
.
HM then drags KS to the bedroom. Then something strikes in Karishma's mind.
.
KS- Haseena!
.
HM- Ji boliye.
.
KS- Aapko chaand ko dekhna tha na?
.
HM- Haan, par abhi hume sona hai.
.
KS then shows something to Haseena and looks at her smiling.
.
HM- Iska kya karna hai?
.
KS- Offo yeh, ek, tent type ki mosquito net  hai.
.
HM- Haan toh (confused)
.
KS- Chaliye humare saath. Do pillow leke aaayeie.
.
KS takes her upstairs and at the terrace. KS then tells Haseena to look up. Haseena looks up and gets astonished. The whole sky was surrounded by twinkling stars. The full moon was big and clouds surrounded them. It was like, they are standing at the galaxy. KS was also enjoying the view. Then she spreads a mat and tent and wraps it up with mosquito  net. She puts the bedsheet and pillows. And some snacks. Haseena who was still looking at the beauty, gets disturbed by Karishma, who keeps her hand on her shoulder.
.
KS- Woh dekhiye.
.
HM- Ohh, toh aapka plan yahan aaj sone ka tha. Maana padega, aapka plan bhut acha hai. Humne (excitedly) aaj tak aise raat nai guzari. Hamesha, room ke andar so, AC ya Fan mai.
.
KS- Toh chaliye aaj, khuli hawa mai sote hai.
.
They get inside the tent and eat the snacks, looking at the sky talking about the galaxy and the stars.
.
Jarishma throws her pillow and places her head on Haseena's arm.
.
Haseena- Karishma?
.
KS- Hmm...
.
HM points towards the sky where stars formed a shape of a heart.
.
HM- Dekhiye woh dil.  Woh naa aapke liye hai.
.
KS- Achaa? Dhanyawad, par hume asli chahiye.
.
HM- Kya dil? Woh toh humne aapko kabka de diya tha.
.
KS- Nai, hum taare ki baat kar rahe hai. Hume ek tara chahiye. Please 🥺.
.
HM- Uff yeh natunaki.
.
HM- Aapko tara chahiye naa.
.
KS nods hopefully.
.
HM- Acha aakhein band kijiye.
.
KS closes her eyes excitedly.
.
KS- Ab?
.
HM- Ab!
.
KS- Ab?
.
HM- Ab!
.
KS- Jaldi batatiye naaa...
.
HM- Aakhein band karke so jaiye aur sapne mai dekh lena. Bye good night.
.
KS opens her eyes and looks at Haseena angrily. Then, she starts tickling Haseena.
.
KS- Sapne mai, rukiye abhi aapko hasa hasa ke taare dikhate hai.
.
HM- Sorry... Hahaha.... Arreyy.... karuuu..... Nai.... Plzz...... Arrey .... Maafff.... Kariyew.... Plzzzz
.
KS- Nai nai. (Smiles devilishly)
.
HM holds KS's hand and starts tickling her.
.
HM- Ab boliye... Bada gudgudi karna tha na aapko.
.
KS- Hume nai hoti... Hahhaa.
.
HM- Kyaa.
.
HM tries every way to tickle her. But Karu was strong enough to hold her laugh.
.
HM- Theek hai aap jeet gayi.
.
KS- Hehe, Hum hi jeet te hai hamseha.
.
KarEena again looked at the sky. And slept within an hour.
.
At morning.
.
KS wakes up, and she founds herself at her room.
.
KS- Ama, hum toh upar soye the yahan kaise aa gaye?
.
HM- Hum lekar aaye. Waise bhut bhari hai aap.
.
HM enters the room massaging her arms.
.
KS- Kyu? Aur aapke haath ko kya hua?
.
HM sits on KS's bed and comes a bit closer to her.
.
HM- Woh kya hai naa, aap puri raat humare haath pe soyi hai, aur 10 baj gaye the dhup hone ko aayi thi, issliye aapko utha ke neeche le aaye, waise aap sote hue naa, bhut hi jayda cute lagti hai. ( Pulls Karishma's cheek)
.
KS- Aap bhi naa, hume hata bhi toh sakti thi agar dukh raha tha toh.
.
HM- Humne Koshish ki thi, par aapke bhaukaal se dar gaye the 😅.
.
KS- Bahukaal?
.
HM- Aur nai toh kya! Jaise hi hum thoda move karne ki koshish kar rahe the, waise hi aap humara haath aur jor se aur gusee se pakad le rahi thi. Uff aap mahan hai Karishma Singh. Aise toh 15 saal ki hai par.. harkatein ekdum bachon ki. (Laughs)
.
KS- Yeh bacha wala side sirf aapke samne aata hai. (Complains)
.
HM- Hume pta hai. Chaliye brush kijiye. Aap already late hai.
.
KS goes to the bathroom to get fresh. When she comes back, she calls Haseena, but founds her nowhere. She goes near the side table to have water. As soon as she picks up the glass of water, she finds a letter.
.
KS- Ama, yeh koun yahan chodh ke gaya? Haseena?
.
She reads-
I hope you never see me again. I hate you Karishma Singh. Bhul jaaiye aap kisi Haseena Mallik ko jaanti thi! Hume lagta tha aapke jaisa dost paake hum, hume... Sab kuch mil gaya hai (Karishma finds teardrops all over the letter) Par aapne hume dhokha diya. Aapne sirf hume use kiya! Khair, kush rehiyega. Aur Humse milne ki koshish bhi mat karna. Bye!
- Haseena Mallik.

Beyond Reality's VeilWhere stories live. Discover now