A day before her Birthday

440 62 6
                                    

Two years Later
.
1 day before Karishma's Birthday
.
Morning
.
DS- Karishma utho, 18 saal ki hone wali ho tum, aur harkatein ekdum 5 saal ki bachon jaisi!
.
KS- Amma, sone do naa subah 9 baje kon uthata hai? Bhaiya bhi so rahe hai kabse unhe uthao na.
.
DS- Pehle toh tum 8 baje uth jaati thi, heyy bhagwaan yeh kya ho gaya hai meri bacho ko,(overdramatic tone) humare toh bhagya hi phoot gaye. Dono ke dono nayalak.
.
KS (gets irritated and wakes up)- Uth gaye maatey hum uth gaye (join her hands)
.
DS- Very Good, ab jao nashta karo. (Smirks)
.
KS nods and goes
.
While eating her breakfast she receives a notification.
.
Notification-
Good Morning Karu, yaad hai naa, aapko aaj kahan aana hai, plz bhul mat jana, hum aapka intezar karenge. Bye.
.
KS remembers and sees the time, it was 9:30 a.m., she quickly finishes her breakfast and rushes outside the house.
.
DS sees her going out, she then goes to Anubhav's room.
.
DS- Karishma bahar gayi hai, chalo kal ke liye plan karte hai. Yeh party uski life ki sabse yaadgaar din hoga.
.
AS- Jii Amma, bataiye kya karna hai. Hum saare saman ka arrangement kar denge, aap bas sajane ka kaam dekh lijiye.
.
DS- Haan woh hum dekh lenge, par usse pehle hume pure ghar ki safaai karni hogi. Dekho naa kitna ganda ho gaya hai ghar, pure jaale, har cheez. (Excitedly)
.
AS- Haan, Amma hum samajhte hai, aur hum bhi bhut excited hai iss party ke liye, ab behna 18 saal ki ho jayegi. Waise aapne humare aatharve janamdin ke liye itni taiyaari nai ki thi. (Complains and looks at her with innocent eyes)
.
DS smiles and hugs Anubhav.
.
DS- Woh kya hai naa, meri bachi ne bhut saha hai, ab uski life jab ek naya turn le rahi hai tab, mujhe bhut khushi hai. Aur tum dono hi toh ho meri pyaari si zindagi.
.
AS- Jaante hai maa.
.
DS- Chalo, bhut ho gayi yeh emotional baate, ab kaam pe lagte hai, pura ghar saaf karna hai, kitnaa kaam hai. Tumhe list bejh di hai maine jaa ke le aao
.
Scene shifts to Karishma who reached a park. She was breathing heavily, because she was running all way long. She goes near a bench which was facing opposite to her. She back hugs Haseena who was sitting there with a grumpy face.
.
KS- Toh Lake se kya baatein ho rahi hai?
.
HM- Yahi, ki aapko udhar phek de.
.
KS- Gussa ho?
.
HM- Apna phone check karo pehle!
.
KS (takes her phone out)- Shit! Call kiya tha?
.
HM- Nai (sweetly) 10 baar galti se lag gaya.
.
KS- Arrey baba, silent mai thaa phone. Sorry naa!
.
HM- Jaiye hume aapse baat nai karni.
.
KS sits beside her
.
KS- Kyu?
.
HM- Kyu? Kya time bole the hum aane ke liye 8 baje, aur aap aa kab rahi hai 10 baje. Shaam ko hi aa jaati. Hum toh tab bhi aapka intezar karte baithe rehte. Huh
.
KS- Sorry naa! Hum bhul gaye the. Agli baar promise nai bhulegne. Par aapne bulaya kyu? Woh bhi idhar?
.
HM- Nai hum nai batayenge.
.
KS in mind- Abhi bhi gussa hai, sachi mai choti bachi hai yeh! Koi nai hume imhe manana aata hai. Hehe)
.
Karishma takes a flower from the garden and kneels down.
.
KS- Haseena ji, kya aap hume maaf karke hume aapka surprise jaane ka saubhagya dengi?
.
HM ignores
.
KS- Toh Thik hai
.
KS stands and hugs Haseena tightly and kisses her on her forehead. HM hugs her back.
.
KS- Aakhir maan gayi naa!
.
HM- Par yeh hamesha nai chalega.
.
KS- Ab hum karenge bhi nai, sorry! Ab toh bta dijiye kya surprise hai.
.
HM- Aakhein band kijiye
.
KS closes her eyes. HM pushes a moving table infront of KS. There was a Cake placed on the tray. Haseena puts her hand over KS eyes and brings her closer to the table. Then, she goes beside her and tells her to open her eyes. As soon as Karishma opens her eyes, Haseena bursts a party pooper. Karishma first gets shocked but feels happy to see the beautiful decorated cake, with the view of Lake infront of it.
.
HM- Happy Birthday Karu.
.
KS looks at HM with eyes full of love and gratitude, she hugs her tightly, and whispers thank you. Haseena smiles and rubs her back. KS breaks the hug.
.
KS- Par Humara birthday toh kal hai.
.
HM- Jaante hai, yeh bhi jaante hai hum fir shayad hi mil paayenge. Isliye abhi aapko surprise diya.
.
KS- Shyaad kyu?
.
HM- Of course, Kal aapka, aapki family ke saath bhi toh celebrate karna hai, aur aapki mamma toh lagin bhi bhut khoob taiyaari mai. Toh hume laga kyu naa aapko aaj surprise de de. Taaki kal aap ache se celebrate kare. Par aapke irade aane ke the hi nai (taunts)
.
KS- Arrey maaf kar dijiye Amma.
.
HM laughs.
.
HM- Ab cake kaatiye, hume bhookh lag rahi hai.
.
KS was going to cut the cake, but stops. HM looks at her confused. Then, Karishma takes HM hands and cuts the cake with her. HM looks at KS and asks her, what was that?
.
KS- Aap aur hum, alag thodi naa hai? Haan mana aap humse do saal badi hai, par aap humari soul hai, isliye yeh cake aur aagey jitne bhi cakes honge, hum aapke saath hi kaatenge.
.
HM- Emotional aur filmy baaton mai aapka koi jawaab nai.
.
KS- Par yeh baat aur aapke liye humare Zazbaat sach hai
.
HM- Acha bataiye kya b'day gift chahiye.
.
KS- Woi jo hamesha maangte hai, aap hamseha humare saath rehna. Kabhi hume chodh ke mat jaana.
.
HM- Kabhi nai.
.
Then KarEena sits on the bench chit- chatting about whatsoever topic comes in their mind.
.
KS sees the time it was 1 p.m.
.
KS- Chaliye ab hum ghar chalte hai, amma intezaar kar rahi hongi.
.
HM- Thik hai. Bye
.
KS didn't reply, she was gazing at the sky in a serious expression.
.
HM- Karishma? Kya hua?
.
KS- Pta nai Haseena, hume bhut ajeeb lag raha hai. Aisa lag raha hai, kuch chuth raha hai chutne wala hai.
.
HM smiles - Hota hai Karishma abhi aap 18 ki hone wali ho, thoda alag lagta hai, relax. Okay?
.
KS- Aap hai naa. Hume kya hi hoga.
.
HM- Jaante hai. Ab jaiye aapko bhukh lag rahi hai.
.
KS- Aapko kaise pta chala?
.
HM- Bas chal gaya (winks)
.
Scene shifts to Home.
.
DS- Aadhi safai maine kar li hai baaki ka kal kar lungi, ho jayega. Kal Karishma ka room saaf karungi.
.
.
.
.
.
.
Precap
KS- Aamma, aapne humara room kyu khola humare permission ke bina, aapko pta hai naa hume nai pasand ( angrily)
.
DS- Ab chupane ka koi fayda nai hai Karishma, hume sab pta chal gaya hai. Tum....
.
.
.
P.C- Instagram

Beyond Reality's VeilWhere stories live. Discover now