You did a blunder Karishma

419 59 3
                                    

DS leaves the cabin and goes back home. A few hours ago she was so freaking happy for her child who is going to turn 18 tomorrow, and tomorrow she will get the most disheartening news. She just goes inside her room and lies on the bed. She was hella tensed about what will happen tomorrow, she was also sad because her daughter didn't trust her and hid such a big thing from her. She calls Anubhav to ask exactly what he saw that day.
.
AS- Amma, humne aapko bataya toh tha, jab hum behne ke school gaye the tab unhone kisi ko gale se lagaya tha aur unke chehre mai ek alag hi chamak thi, ab hum nai jaante ki woh sach mai Haseena hai ki nai, aap hi sochiye agar hum jaate toh unhe shak ho jaata humpe.
.
DS- Kya tum kal uske school jaa ke pta laga sakte ho woh ladki exactly kon thi?
.
AS- Par Amma aap ab kyu yeh sab puch rahi hai? Koi chinta ki baat hai kya?
.
DS shows him the pills and tells him everything. Anubhav didn't react anything. He was also shocked listening that Karishma had fooled them.
.
As- Beh...
.
DS- Hum iske baare mai koi baat nai karenge. Jo hoga kal hoga. Mujhe akela chodh do. (Coldly)
.
AS- Hmm.
.
Anubhav with much guilt closes the door and leaves Divya alone in the room.
.
Karishma comes back and sees the house is so quiet, like few hours ago, Divya was shouting and guiding every staff for the decorations and now she can see no one is present in hall. She goes to DS room.
.
KS opens the room and finds it completely dark. She turns on the light and sees DS who was lying on the bed, she comes near her and sits beside her. DS opens her eyes and sees Karishma there. Her eyes gets moist looking at her, then she keeps her head on Karishma's lap. Karishma caress her hair and asks her.
.
KS- Amma aapki tabiyat theek hai?
.
DS- Haan theek hai beta, thak gayi thi.
.
KS- Ab itna kaam karengi toh woi hoga naa.
.
DS- Ab humari pyaari beti ka birthday hai, hum excited nai rahenge toh kon rahega?Acha Karishma kya hum tumse ek gift maang sakte hai?
.
KS: Haan Amma kyu nai, boliye aapko kya chahiye.
.
DS- Kuch nai, kya tum iss saal Haseena ko bhi bula sakti ho? Plz, mai jaanti hun tum usse do saal se baat nai kar rahi ho, par tumhare naa baat karne se yeh fact nai badal jayega ki Aaj tum jaisi ho woh Haseena ki wajah se hua hai. Ek baar usse chance do, usse bulao.
.
KS- Nai Amma, hum aapki saari baatein maan lete, par yeh nai, kyuki Haseena khud kabhi aana nai chahegi.
.
DS- Tumhe kaise pta?
.
KS- Humne unse pucha tha.
.
DS- Agar hum bulaye toh?
.
KS (nervous)- Nai... Nai Amma aap aisa nai karengi, unhe nai pasand... Humne kaha na woh nai aayenge chahe unse koi bhi baat kare. Aur waise bhi jab do saal se hume umhe contact nai kiya toh ab kyu? Hum chalte hai.
.
DS checks the time and it's almost dinner time. She washes her face, goes to the kitchen and serves the food to KS and AV. After eating KS goes to her room and shouts at DS.
.
KS- Aammmaa!
.
DS- Kya hua Karishma, Aise kon chilata hai?
.
KS- Aamma, aapne humara room kyu khola humare permission ke bina, aapko pta hai naa hume nai pasand ( angrily)
.
DS- Ab chupane ka koi fayda nai hai Karishma, hume sab pta chal gaya hai. Tumne itne saalon se jo naatak kiya hai. Tumne (remembers what she is going to say, then controls herself) Tumne humse jhooth bola dawaiyon ko le ke, aaj agar hum tumhara room saaf nai karte toh hume pta hi nai chalta ki tum kya kar rahi ho. Bhut acha kiya tumne, apni Maa se sach chupa. Very Good Karishma Singh (slowly claps for her)
.
KS - Aamaa...
.
DS cuts her- Abhi bhi tumhe bolna hai? Kyu tumne jhooth bola, kyu medicines nai khaaye, kyu yeh itna bada natak kiya Karishma?
.
KS- Kyuki Aamma hum thik ho chuke the, Hume Has.. (hesitates) Haseena ne mana kiya tha, dawai lene se.
.
DS- Kyaa!
.
KS: Haan Haseena ne kaha tha ki jab hum unke saath hai, hume koi dawai ki jarurat nai hai, waise bhi sach toh keh rahi thi, hum theek toh ho chuke hai.
.
DS- Thik haha( laughs sarcastically) Tum...
.
AS- Amma... ( Indicates her to stop)
.
DS gets his gesture and again looks at Karishma.
.
DS- Karishma Singh, jo bhi tumne kiya hai naa, uske liye hum tumhe kabhi maaf nai karenge, tumne apni aamma se baatein chupayi. Woh bhi itni badi! Thank You, Birthday Tumhara tha aur gift toh tumne hume de diya. Thanks A Lot.
.
Divya leaves
.
KS also leaves in anger. Poor Anubhav stood between them, he felt so low, that he couldn't help his family. Then He leaves to his room.
.
Then, Anubhav and Divya were lying on the bed looking at the ceiling aimlessly. Anubhav was tensed that he would loose his little sister again. Whereas Divya was in no condition to think. Her mind was not at all working, she was feeling numb and tired and slowly she slept. Karishma felt bad for behaving with her mother like this, that too on her special day. She thought she would talk to her tomorrow. The Trio slept.
.
Precap
.
KS- Hume in sab mai vishwas nai hai, Haseena aap ho naa, aap sach ho naa, inn sab ko kyu nai dikh rahi ho? Aap... Aap ne wada kiya thaa... Haseena....
.
HM- Yeh Sach hai Karishma Singh... Hum....
.
AS- Behnaaaa...
.
.
.
.

Sorry for updating late everytime, but from today I will update regularly.
.

Beyond Reality's VeilWhere stories live. Discover now