Part 2: Game of Mind

363 43 4
                                    

Swasti- Uss din ke baad humne Karishma pe haath nai uthaya naa hi kabhi tang kiya, par nafrat hamesha se karte rahe. Aur ek, humne Karishma ki diary dekhi jo ki usne bhut secretly chupa rakhi thi sabse. Aise hi ek Monday ko jab humara P.T. Period tha, Karishma ke ground jaane ke baad mai wapas class mai aayi thi aur uski dairy aur apna phone leke washroom chali gayi. Wahan jaake mai uski diary ke har ek page ki photo li aur wapas class mai rakh diya, same ussi jagah mai jahan usko pta naa chale.
Ghar aake maine jab woh sab pages padhi toh mujhe pta chala ki Karishma ne Haseena ko apne saath hi rakh liya hai, jo insaan Jaipur mai rehta hai woh achanak se Lucknow mai Karishma ke saath time kaise spend kar sakta hai? Do minute ke liye toh mujhe bhi laga ki mai pagal ho rahi hun, sab ekdum jhooth sa lag raha tha, fir maine iske baare mai research ki and guess what, I was right, Karishma was hallucinating it all. Uss ek incident aur woh ek ladki Haseena ne Karishma ke dimaag Mai itna gehra impact chodh diya ki, Haseena usko real lagni lagi, ofc woh real hai but, but Karishma ko lagne laga ki woh uske paas hai, uske saath hai. Aur usse badla lene ke liye isse bhala aur kya idea tha. Phir maine Karishma ko follow Kiya, aur maine dekha, Karishma aksar class 12th Mai jaake baat karti thi, woh bhi khud se. Jaise hum phone mai baat karte hai, bas yahan phone nai tha. Unfortunately ek din Karishma ne mujhe pakkad liya, and that day, I saw Karishma in that situation which made me terrified. Agar uss din uski Haseena nai hoti toh shayad Karishma mujhe maar hi deti.
Iss liye mai uske baad uski life mai kabhi interfere nai kiya, socha, uski family ko bta dun, par man nai kiya, kyuki jitna jayda memories utna jayda dard!
( after saying this, she laughs loudly, making her own brother gulp in fear)
.
Karishma and Divya reach the house and Divya leaves her alone and goes to work. Karishma enters the room tiredly and lies on the bed.
.
KS- Aaj humne bhut kuch kar diya, par hume uska jara sa bhi guilt nai hai. Par ab .....
Ab hume nai jeena, kyuki har ek cheez juthi lagti hai, har ek baat galat lagta hai, aisa lagta hai jaise koi sapna hai aur ab sab badal jayega. Kaash hum, hume kabhi sach pta hi nai chalta, kash....
Kabhi Papa mujhe chodh ke nai gaye hote.
.......
Karishma then goes to her almirah, opens it and takes his father's uniform, she looks at it with innocent eyes filled with tears.

She remembers how happy she was when she had him, the only person she could rely on, all her memories flashes in her mind, she keeps her hand over her mouth and cries without making any sound, actually struggling to stay quiet, then she keeps the uniform back and closes the almirah, as soon as she closes the wardrobe she sees Haseena standing right in front of her.

KS- Phir aa gayi aap? Aaiye aapse baat karni thi Hume,
Ek baat puchen?
(HM nods)
Agar hum aapko imagine karte hai toh, aap ko feel kaise kar sakte hai? Hume uss din pe belive nai ho raha Haseena, jis dim hume pta chala ki aap, aap humara vaham hai, hume uss din pe belive nai ho raha jis din aap hume bachane aayi thi. Woh din jab hum aapse pehli baar mile the. Ek min sorry, HALLUCINATE kiye the. Kyu aap ko mehsoos kar sakte hai hum, jab aap hai hi nai! Kyu?
.
HM speaks nothing, she just stares at Karishma blankly.
.
They share a brief eye-lock, Karishma fierce eyes were shouting, moaning , yelling so many things but her mouth went numb. As if the lips were stick to each other And she shouts, with all the pain in her heart, with all the doubts in her mind, with all the disappointment in her eyes, she cries out loudly. It's been a day and she dealt with so many things, how will she spend her whole life like this? Thinking this, her bawl got another energy and she shouts more loudly
.
Haseena who had never seen this avtar of Karishma, sheds tear silently.

Karishma looks at Haseena and eats her medicine, slowly Haseena disappears and Karishma goes to her balcony.
.
KS is sitting on the balcony when she sees two girls who were talking sitting on a mat together. The scene was ordinary, but it meant everything to Karishma. She was feeling lonely at the time. Karishma yearned for a better life. A life like others', or at the very least a happy life. After much deliberation, she pulls her diary from her bag and tears one page, placing it on the desk.
She makes a note in her diary.
.
Dear Diary,
Jab hum dusron ko dekhte the naa, ki inke paas sab hai tab bhi yeh itne dhukhi kyu? Aaj jaake woh jawab hume mila hai. Insaan jo chahta hai usse kabhi milta nai! Aur agar mil jaaye toh short- lived. Pal do pal ki zindagi hoti hai aur usme bhi itne saare struggles. Kon jhelega.
Hum... Karishma Singh.. ek boj hai.
Humari Amma ke liye musibat jisse woh puri duniya se bachati hai, defend karti hai. Humare bhaiyaa jo humare khilaf ek shabd nai sun sakte hai. Aaj jab hum unko dekhte hai lagta hai, kya woh yeh deserve karte hai?
Nai, nai karte woh, unhone humare saath sirf acha kiya aur humne? Unko itni badnaami di. Itni tension di. Seriously, hume nai pta hum kyu aise hai, aur hum theek hona chahte bhi the. Dil se, par hum haar maante hai. Hum aaj humari life ko khatam kar rahe hai. Shayad papa ke paas jaaye toh acha lage. Shayad kahin na kahin Haseena hume mil jaaye. Humari soul toh Haseena thi, humari dost, humare papa the. Jab life nai humare souls ko humse cheen hi liya toh hum kya kare yahan reh ke?

Karishma tears this page and places it on the table.
She closes her eyes and presses the corridor's door rod. She opens her eyes and stands over it in a matter of seconds. She turns towards the other side and closes her eyes, and........

P.S- The Cover owns my heart ❤️
Aaiyoo Amma she is so cute 🥰❤️

Beyond Reality's VeilWhere stories live. Discover now