WHY?

408 58 15
                                    

Aap hume aise dekhengi toh aapki shayad aakhein hi bhahar aa jaaye
.
Naam hai HASEENA MALLIK. Aap sab ki nayi classmate aur inki (turns towards Karishma) nayi dost.
.
Aur Karishma se panga lene se pehle, hume kuch kar ke dikhayo, humare hote hue Karishma ka baal bhi baaka nai ho sakta. Is that clear?
.
HM- Relax, Karishma Singh, aap toh humse aise behave kar rahi hai, jaise hum aapke koi senior hai. Waise hai, par agar aap mai jhel paayi toh,
.
HM- Friends?
.
HM- Karishma Singh, ek baat hamesha yaad rakhna, hum yahin hai, aapke paas hamesha. Aur aapki har problems mai aapki dhaal ban ke kahde rahenge.
.
Ainda se kabhi bhi akelapan lagey yaa khud ko harm karne ka man karey, aankhen band karna aur hume yaad karna. Hum hazzir ho jaayenge. Okay?
.
KS- Haseena aap kahan rehti hai?
HM- Aapke Man mai
KS- Hein?
HM - Kyu nai rehte kya? (Blinks)
.
KS smiles- aapko itna time kaise lag gaya?
HM- Aapane aap se hi puch lijiye. Aapne kuch kahya hoga.
KS- Haan khaya tha, abhi 1 ghante pehle apni dawai li thi. Par aapko kaise pta? Aur humare khaane se kya connection hai?
HM- Kuch nai. Bas kya aap bhi, dawai khaati rehti hai! Theek nai hongi agar itni khaayengi toh.
.
Pta hai aapko, hum aap hi hai. Hum aapko chodh ke kabhi nai jaayenge Karishma Singh. Aur yeh Haseena Mallik ka wada hai. Aur hume bhi aapki aadat hai. Aapke bina do minute bhi chain se nai reh paate hum aapko pta hai. Aap naa oxygen cylinder hai humari (laughs)
.
Yeh aapki aur humari bhalai ke liye hai
.
Aap humari Soul hai Karishma.
.
Jaante hai, yeh bhi jaante hai hum fir shayad hi mil paayenge. Isliye abhi aapko surprise diya.
.
Karishma, Hum aapko kabhi chodh ke nai jaayenge.
.
KS with a loud gasp wakes up. She was unconscious and all those lines written above, where echoing in her mind. Her head starts paining badly.
.
KS- Ahhhhh! Kahan hai hum.
.
After few seconds KS remembers everything that happened few hours back. She falls back on the bed. Tears comes out of her eyes and she just stares at the window. She then, whispers- HAPPY BIRTHDAY KARISHMA.
Karishma was not able to process anything, she was damn sure she did meet Haseena, and they have spent times together, not in Karishma's world, but in reality. She tries to remember everything which happened from past two years. But, now she noticed that Haseena always gave her a hint, that she is not real, and Karishma didn't pay heed to her words. That's were she did a big blunder. That's were she ruined her two years. She keeps her hand over her face in shame. She again troubled Divya. She again played with her unintentionally. She played with her own emotions. She wanted to sleep, sleep forever, but can't leave her family. Broken and tired Karishma, just lies there. She wanted to forget everything, Haseena, times spent with her, everything, but yaadein aakhirkar jaati kahan hai?
.
KS gets up from the hospital bed and goes out, she sees DS and Anubhav were sitting in the chair, waiting for Karishma, and the doctor was treating others. Doctor looks at Karishma, who was looking at him with pleading eyes. He tells her to sit, and will talk to her after treating the other. Karishma sits beside Divya, Divya looks at Karishma, but Karishma didn't have the power to look into her eyes. With utmost guilt she sat there looking down at the floor. Losing everything.
.
After 20 mins, Doctor calls Karishma.
.
Doctor- Baitho Karishma
.
Karsihma sits infront of him.
.
Doctor- Jo hua bhut galat hua Karishma, but isme tumhari koi galti nai thi.
.
Finally Karishma looks at the doctor and says-
.
KS- Galti nai thi ( on verge of crying) Galti nai thi humari ( laughs hollowly) Sab humare aankhon se samne ho raha tha, aur hum aakhon mai patti band ke ghum rahe the. Hum khud ke saath aisa kaise kar sakte hai. Hum...
.
Doctor looks at her, and listens to her patiently.
.
KS- Hume abhi bhi samajh nai aa raha, hume abhi bhi lagta hai woh hai, humare paas hai, humare saath iss duniya mai exist karti hai, hum.... Hum yeh baat ko nai taal paa rahe. Abhi kuch der pehle hume dikh rahi thi, aur ab nai? Kyu aur kaise!
.
Doctor- Karishma,.calm down, jo paani mai diya tha usme tumhare hallucination ki tablet mix kardi thi, aur stress ki wajah se tum dawai pee ke behosh ho gayi thi. Dekho, I know yeh baat ko digest karna bhut mushkil hai, but it's the truth, and you have to accept that.
.
KS- Kya hum ghar jaa sakte hai, please. (Cold)
.
Doctor disappointedly nods.
.
Karishma goes out of the clinic, Divya tells Anubhav to bring the car infront of the gate because it was raining heavily.
.
Karishma looks at the sky, water drops falls on her eyes, as if the sky is crying, the sky is
resembling Karishma's state of mind instead of her. Anubhav brings the car in front of Karishma, and Karishma seats behind the driver seat, looking outside the window. Then Divya sits beside Anubhav. Anubhav starts the car and they drive back to home. While looking outside, Karishma sees two girls are jumping on the puddle, dancing throwing mud on each other. How happy they were looking, as if they have everything, and want nothing else.
.
Flash...
.
Haseena and Karishma were walking on the road, and suddenly it starts raining there. Karishma takes Haseena's hand and drags her infront of a shop for shelter.
.
HM- Kyaa Karishma, aapne hume andar kyu laya?
.
KS- Ofcourse It's raining out here, bheeg jayenge iss liye andar laaya.
.
HM- Par humko toh bheegna tha.
.
KS- Aapko baarish pasand hai?
.
HM- Haan! Bhut.
.
KS- Hume nai, kitna ajeeb lagta hai yeh masum, achanak se paani, har jagah khichad, kapde pure gille ho jaate hai aur fir sukhte bhi nai, fir barish ke baad itna hummid
Hume nai acha lagta.
.
HM- Boring.
.
KS- Kaa?
.
HM- Barish kitni khubsurat hoti hai Karishma, kitni pyaari vibes aati hai, yeh mitii ke khushbu, yeh paani ke girne ka awaj, uff.
.
KS- Khali dekhne ki hoti hai yeh sab cheeze, practical life mai yeh sirf kaam badhati hai.
.
HM- Toh aap konsa practical life mai ji rahi hai!
.
KS- Kaa?
.
HM- Chaliye (holds her hand and drags her out of the shelter)
.
KS- Arrey, Haseena kahan?
.
HM takes her to a nearby park and splashes the water on her, then she jumps on a puddle and all the muddy water falls over Karishma. Karishma looks at her angrily, and too jumps on water to throw it on Haseena. And they both do that till they make each other completely dirty with mud.
.
HM- Khud ko Dekhiye 😂
.
KS- Sab aapki meherbani hai.🙂
.
HM- Acha toh aur lijiye.
This time Haseena slips on water and falls down, Karishma laughs looking at her. And our Haseena makes her fall too.
.
KS- Amaaaa bhakk!
.
HM- Maza aaya (makes a funny face)
.

Beyond Reality's VeilWhere stories live. Discover now