Everything is Alright

422 56 3
                                    

DS gives her a notebook- Karishma abhi hum jo bolenge tumhe isme likhna hai, okay!
.
KS- Par...
.
DS(cuts her)- Par, var kuch nai, humne bola ma likho, matlab likho. (Shouts)
.
KS- Ji pen dijiye.
.
Karishma starts to write.....
.
DS- Likho, "Haseena Mallik aur Karishma Singh ko koi alag nai kar sakta, woh khud bhu nai."
.
KS stops in between and looks at her mother in confusion.
.
KS- Kaa?
.
DS with big scary eyes- Likhooo!
.
Anubhav was smiling and controlling his laugh, as DS was scolding Karishma after a long time. (Sibling thing)
.
KS looks at Anubhav and says- Aapko bhut maza aa raha hai shayad?
.
This was end of Anubhav's paitence and he burst out laughing loud.
Angry Karishma goes towards him, and starts beating, and they start fighting, frustrated DS keeps the paper and notebook on table and goes to stop their fight.
.
DS- Chohte bache ho kya tum dono? Aise kon ladta hai, apne hi bhai aur behen se. Karishma kya kaha tha maine tumhe?
.
KS- Aamma par bhaiyaa
.
DS (cuts her)- Jao woh kaam karo
.
KS( irritated)- Thik hai. Ek glass pani toh mil sakta hai naa, abhi itni dhoop se chal ke aa rahe hai, aur aap likhne baitha di (complains)
.
DS- Thik hai laa rahe hai, tum likhna toh chalu karo.
.
KS- Ji.
.
KS intentionally collides with the table making the notebook and letter to fall. Then Karishma exchanges the letter with another one, with same words, only the Handwriting was different. (Aaj kal ke bache, huh!) Meanwhile DS brings glass of water. KS drinks the water and starts writing. She writes the letter on goes to her room, to get fresh. DS checks the letter and her handwriting again.
.
Anubhav- Kuch Match hua Aamma?
.
DS- Haan, yeh notebook aur Karishma ki handwriting match hui, par yeh Letter bilkul bhi nai hua. Par aise kaise ho sakta hai?
.
AS- Shayad, aamma hum behna par kuch jayda hi shak kar rahe hai. Par ab hume unhe aur tang nai karna chahiye, hum maante hai yeh aapki chinta hai par... Aap samajh rahi hai naa?
.
DS- Thik hai Anubhav (sighs) hum uspe shak nai karenge. Hum kar bhi kaise sakte hai aisa. Hum sach mai pareshan ho gaye hai. Khair ab jab Karishma theek hi ho gayi hai (smiles) hum naa toh aaj ke baad Haseena ka naam lenge naa Shlok ka.
.
KS who was listening to all this conversation feels guilty of hidding the truth but soon feels relaxed.
.
KS- Aacha hua Haseena ne backup rakhne ke liye kaha tha, warna aaj toh pardafaash ho jaata humare jhooth kaa.
.
Flashback
HM- Karishma, aapko humne backup rakhne ke liye kaha tha aapne Kiya? (Serious)
.
KS- Woh, hum....
.
HM- What is this behaviour Karishma? Aapko kisi baat ki gehrai smajh nai aati hai kya? Aapko humne bola tha woh letter kisi aur se likhwane ke liye exact waisa, aapne kyu nai kiya? Agar aise hi hota raha naa... (Shouts and then looks at Karishma who was on verge to cry)
.
HM relazies what she did, then comes near Karishma, puts her Hand on Karishma's shoulder and clams her down)
.
HM- Shhhhh... Shant... Hume maaf kar dijiye... I am sorry. Hum thoda...
.
KS hugs her, tightly and more tightly. HM smiles at her cute behaviour.
.
KS- Aap plz humse gussa mat rahiyega. Aapko nai pta aapki khamoshi hume bhut jayda dara deti hai.
.
HM- Hum agar marr bhi jaayege naa, toh bhi aapse gussa, naraz yaa dur nai rahenge. Aap humari Soul hai Karishma. Hum na aapko bhoot banne darayenge.
.
KS- Acha bhoot? Kaise
.
HM- Aise
HM starts running behind Karishma shouting bhoooo (like a ghost) then catches her. Karishma who was going to run again, was stopped by Haseena. Karishma looks at her and Haseena hugs her. As if they are going to set apart. Confused Karishma hugs her and rubs her back. Both of them were feeling peaceful and Happy.

BGM-

Tere paas harpal rahun

Yahi aarzu hai meri

Saanson mein teri mehek

Ho haathon mein haath tera

Mere seene ki dhadkan hai tu bann gaya

Mahiya mere maahi

Jaaniya dil jaani..

Mahiya mere maahi jaaniya dil jaani

Kinna sona tu sona tu haan

KS- Haseena, aap thik toh hai naa?
.
HM- Aap hai toh hume kya hoga.
.
KS- Aur kabhi hum naa rahe toh?
.
HM(hugs her more tightly)- Aap hai naa, bas Aap hai.
.
KS- Thik hai, ab hume nikalna hai.
.
HM- Kidhar?
.
KS- Aapka Backup karne (smirks)
.
HM- Jaiye
.
In a playground
.
KS- Ama swasti, tumhe pta hai naa kya karna hai.
.
S- Haan mai samajh gayi
.
KS- Toh karo phir. Warna
.
S- Tum baar baar mujhe dhamka nai sakti, mai sabko bta sakti hun, tum kya karna chahti ho.
.
Karishma gives a tight slap to her.
KS- Ama, tum hume dhamkaogi? Bhul gayi, ab hum tumse naa toh tumhari ragging se darte hai. Tum jo yeh bakwaas kar rahi ho naa, isliye kyuki tumhe Karishma Singh ka Asli Bhaukaal nai dekha hai, maiyaa kasam, tumhe itna maarte na ki tumhari saato pushtaniya ragging kya, kisi ko aakh utha ke dekh nai pati, kya samjhi? Ab likho yeh!
.
The girl writes ditto as it was written on the paper, with same ink, same paper and same condition as it was found by DS, only the difference is the Handwriting which was somewhat different from Karsihma.
She writes and gives it to Karishma. Karishma turns to go.
.
S- Aakhir hum hi kyu?
.
KS- Bhut purane hisaaab pure karne the. Toh aaj issi se shuruwat ki, dhyaan rakhna, yeh baat humari beech mai rehni chahiye.
.
S- Thik hai.
.
KS- Good.
(Goes)
Flashback ends.
.
.
.
Guys! Good news, this story is going to end soon, as Next Part will be the starting of the Main track. And I guess I have given enough Kareena scenes. And Bad News that humare priya Sautela Channel ne MS ko 7:00 p.m. pe shift kar diya hai, toh jaao dekho. Kyuki TRP bhut important hai.
.
Maddam Sir Raat 7:00 baje, Monday To Saturday.
.
P.S.- If you guys can watch MS at 10 also, plz do that, bcz you know Sab Tv can go to any way to off-air Maddam Sir. Toh yeh log kisi bhi time ki trp le sakte hai. Stupid Channel.

Beyond Reality's VeilOnde histórias criam vida. Descubra agora