Schizophrenia-4

399 54 8
                                    

SACH

KS- Kyaaa?
.
DS- Karishma, tum kab aayi? Aur tum toh park gayi thi naa, itni jaldi?
.
The neighbour leaves their house. DS was just looking at Karishma who was waiting for her answers.
.
KS- Amma? Yeh kya bol rahi thi aunty? Hume kya hua hai? Aur... Aur papa ko? Inhone papa ke baare mai aisa kyu bola. Woh toh mission mai gaye the naa? ( In Anger and shouts) HUME SACH BATAIYE! KYA CHAL RAHA HAI YAHAN. KYA CHUPA RAHI HAI AAP? PAPA KAHAN HAI? KYA HUA HAI UNKO?
.
DS- (closes her eyes and says coldly) Tumhare papa ko mare ek mahina ho chuka hai Karishma, aur jo bhi tumhe dikhta tha sunayi deta tha, woh sab... Sab ek vaham tha. Tumhara dimaag tumse yeh karwa raha tha.
.
KS- (cries) Nai... Nai aap jooth bol rahi hai. Aap aisa kaise keh sakti hai, hum unse phone pe bhi toh baat karte the. Woh kaise possible hai.
.
DS- Woh Anubhav tha. Aur koi chara bhi toh nai thaa. (shouts)
.
KS- Aapne humare saath aisa kyu kiyaa? Kya mila aapko humare jazbaat ke saath khel ke?
.
DS- ( In anger) Humne khela Karishma? Shuruvat toh tumne ki thi. Khud ko maara, peeta, pagal jaise harkatein ki. Kaise sach bolti mai? Uss din jab koshish ki thi toh tumhe yaad hai naa tumne kya Kiya thaa! Toh tumhe kaise sach batati.
.
KS- Toh woh sab jo dawai thi, isaliye thi?
.
DS- Haan, (cries) Mujhe maaf kardo Karishma, par mai kya karti ? Mai tumhe nai kho sakti thi. Aur jis tarike se tum behave kar rahi thi... Mai dar gayi thi. Isliye doctor ne bhi bola tha, tumhe dheere dheere yeh sach pta chale, par....
.
KS- (realizes her mistake) Hum.... Hume maaf kar dijiye, jis samay hume aapki dhaal banni thi, hum aapki pareshani ban gaye. Hum... (Beats herself) Hume maaf kar dijiye Amma. Hum pagal ho gaye hai. Humare wajah se hua sab (cries badly)
.
DS consoles her.
.
DS- Koi baat nai Karishma, ab jab tumhe sach pta chal gaya, hai toh sab theek ho jayega. Sab bhool jao, thik hai. Ab ek naye sirhe se shuruvat karenge. Hum hai naa tumhare saath. Relax (hugs her)
.
Karishma sleeps on her lap, DS also sleeps next to her, Meanwhile Anubhav comes and sees her mother and sister sleeping peacefully. He then goes towards the kitchen to have something to eat. But soon his eyes gets widen after looking at the condition of living room, everything was scattered. Anubhav assumes that Karishma has got to know the truth, and she will not spare him, for talking to her like his father. He waits for her mother to wake-up.
.
But KS wakes up first, she sees her mother sleeping, a tear drops from her eyes after remembering whatever happened few hours back. She goes out of the room and finds Anubhav sitting at the balcony. Anubhav apologies to her. Karishma asks for an apology instead. They both hug each other and cry a bit. Then Anubhav cooks maggie for both of them. While all these activities, Anubhav notices that Karishma is a bit silent and not interested in doing anything. He understands that this might be because of the shock, and thinks she will be alright within a week.
But, but, but, that silence took 2 years, and Karishma has still not recovered.
                                 .............

END OF THE FLASHBACK
.

Bonus Part is here. Thank You for having Patience 💖

Beyond Reality's VeilWhere stories live. Discover now