Aapke Saath Hamesha

489 72 2
                                    

Karishma stops crying and sits there thinking about the hell she is going through. She wants to die. She wants to finish this pain for ever but, whenever she tries to think about this, faces of her Mother and Brother flashes over her mind. Meanwhile someone knocks the door, Karishma wipes her tears and opens the door...
.
KS- Kaa hai?
.
G- Bahar aao
.
KS- Dekho, kal ke liye hum sarminda hai, jao hume tang mat karo, warna kal jo haal kiye the usse bhi jayeda bura kardenge samajhiye.
.
G- Kyu aaj bhi tumhari Haseena aa ke bacha legi kya? Hahaha, hum ab tumse darte nai.
.
"Lagta hai laaton ke bhoot baaton se nai maante"
Karishma eyes widens up after looking at Haseena, who was standing leaning on the main door.
.
HM- Toh kya bol rahi thi tum?
.
G- K.... Kuch nai... Mai jaa rahi hun...
(Whispers to Karishma, "tumhe toh mai baad mai dekhungi")
.
HM gives a sarcastic smile and says- Usse nobat nai aayegi.
Aur Karishma se panga lene se pehle, hume kuch kar ke dikhayo, humare hote hue Karishma ka baal bhi baaka nai ho sakta. Is that clear?
.
The Girl runs away.
.
KS- Dhanyawad aapka firse. Hum class ke liye jaa rahe hai.
.
KS was about to go but HM hold her wrist and pulls Karishma towards her.
.
HM- Ek min? Aap nai jaa sakti.
.
KS- Kyu?
.
HM- Kyuki aap bhi na Karishma Singh, gazab hai, aapne apni baat keh di, apni feelings share kar diye par humari baat bina soche samjhe hi chali gayi. Aap koi antaryami hai?
.
KS- Nai kyu?
.
HM- Toh aapne yeh kaise soch liya ki hum aapko chodh denge. Humari baat toh suni nai, chalu ho gayi bhari hui bandook ki tarah.
(Holds her shoulders)
Hum aapke saath hai, aur humesha rahenge. Thik hai?
.
Haseena sits on her knees and removes a friendship band from her pocket, and in proposing style, she says.
.
HM- Toh Karishma Singh, kyaa aap humse, Haseena Mallik se dosti Karengi?
.
KS was so overwhelmed that she remained silent, her years of longing have given her the sweetest and best gift.
.
HM- Karishma jaldi bolo, humare ghutne dukh rahe hai.
.
KS- Haaannnn
.
HM- Yesss
.
She tries the band on her wrist and Karishma hugs her tightly.
.
HM- Karishma Singh, ek baat hamesha yaad rakhna, hum yahin hai, aapke paas hamesha. Aur aapki har problems mai aapki dhaal ban ke kahde rahenge.
.
KS- Hume nai pta, hum kya bole iss waqt, par Thank You! Hume samajhne ke liye. Hume accept karne ke liye. Hume special feel karane ke liye. Thank You Haseena.
.
HM- Bas, ab aur kitni taaref karengi aap humari.
(Breaks the hug and holds her hand, Karishma shouts in pain)
.
HM- Karishma, aapne khud ko fir hurt kiya.
Kyu kiya aapne aisa? (Anger)
.
KS- Nai bas Papa ki yaad aa gayi thi.
.
HM- Toh khud ho maar dogey? Yeh kya baat hui.
.
KS- Sorry (.looks down)
.
HM takes Karishma hands and washes the blood.
.
HM- Har dukh ka ilaaz khud ko dard dena nai hota hai Karishma. Isse dard aur badhta hai. Dukh sirf baatne se khtam hoti hai. Khud ko maarne se naa toh aapka dil ka boj halka hota hai, aur naa man ka. Isliye kabhi khud ko hurt mat karna. Thik hai?
(Explains her in the sweetest way)
.
HM- Aap nai jaanti, bhale hi aapke khud ko maar ke kuch der acha lagey, par jo aapse pyaar karte hai, aapke mamma aapke bhaiyaa, unko kitna bura lagta hoga. Unka dil toh toot jaata hoga. Ainda se kabhi bhi akelapan lagey yaa khud ko harm karne ka man karey, aankhen band karna aur hume yaad karna. Hum hazzir ho jaayenge. Okay?
.
KS simply nods looking at her. She was feeling extremely lucky to have Haseena. The way she is making her understand, her love and concern for her. What else Karishma want!
.
HM- Lagta hai aaj aapka bunk maarne ka irada hai?
.
KS- Kaahe?
.
HM- Karishma aapne aur humne apna first period miss kar diya hai.
.
KS smacks her forehead and both of them run towards their respective classes. KS' s teacher again instructs her to stand outside the class, but Karishma with happy mind agreed to it. The teacher and students were shocked, but ignored it later.....

Beyond Reality's VeilWhere stories live. Discover now