CHAPTER 7: DIL AUR DHADKAN KA MILAN

2.7K 120 26
                                    

word count: 1643

dated: june 21, 2022

faizi- yhh tum kya keh rahe ho karan.. aisa kaise ho sakta hain.. hame lagta hain monami ke jaane ke baad tumhare dimaag pad gehra sadma laga hain..

karan- yhh tu kya bol raha hain faizi.. meri baa....

but faizi cuts..

faizi- hum sahi keh rahe hain karan.. tumhe sadma laga hain tabhi tum aisi behki behki baatein kar rahe ho.. hey allah.. yhh kya kardiya aapne hamare dost ke saath.. plzz hamare dost ko yhh dukh sehni ki himmat do.. hum apne dost ko aisa nhi dekh sakte.. hum..

karan is now fad up by faizi ka melo drama.. so he cuts him in between..

karan shouts- chup.. bilkul chup.. ab tu ek shabd nhi bolega.. pehle meri puri baat sun uske baad apna yhh rona dhona continue karna..

faizi- haan haan.. bolo hum sun rahe hain.. ab bolo bhi... bol kyu nhi rahe.. dahi jama liya hain kya.. aree ab bol bhi do karan.. (faizi continues his blabbering.. giving no chance to Karan to speak..)

karan gives him a death glare..

faizi- acha theek hain tum bolo.. hum chup ho gaye..

karan- dhanywad faizi miyaan.. ki aapne iss nachis ko bolne ki izzazat di.. ab sun.. monami zinda hain.. yhh dekh.. (shows him the bracelet..)

faizi- aree wah karan yhh toh bahut khubsurat hain.. yhh hame dedo.. hum apni mohtarma ko de denge.. waise bhi woh jab dekho humse khafa rehti hain..

karan again gives him death glare..

faizi- acha acha theek hain.. aap janab aage boliya.. yhh apni akhiyon se hamare upar pramanu bomb girana band kijiya..

karan- ab dhayan se sunn.. yhh bracelet monami ka hain.. yhh maine usse gift kiya tha.. aur woh yhh kabhi nhi utarti thi.. aur hum jis mission pe gaye the.. usne tab bhi yhh pehna hua tha.. aur yhh bracelet hame yahan se mila hain.. aur yhh wahan se chal ke toh aayega nhi.. iska matlab hain ki..

before karan could speak.. faizi cuts..

faizi- iska matlab aap janab kehna chahte hain ki.. monami tsunami yaani ki hamari bhabhi jaan zinda hain.. aur yahin kahin hain.. aur unhe yahan bandhi bana rakha hain..

karan internally thanks god.. ki atleast iss saand ko yhh baat samjh toh aayi..

karan- ji haan...

faizi- lekin karan.. aisa bracelets toh market main badi aasani se mil jate hain.. tum itne sure kaise ho ki yhh wahi bracelet hain..

karan- kyunki faizi miyan.. yhh bracelet maine khud specially order deke banwaya tha.. aur iske jaise same to same piece aapko puri market main nhi milega.. aur koi sawaal??

faizi- nhi nhi.. ek sec..

karan- ab kya hua (while getting frustrated..)

faizi- agar bhabhi jaan yahin hain.. toh ham yahan baaton main time kyu barbaad kar rahe hain.. hame jald se jald unn tak pahunchna hoga.. kyunki kuch hi der main yhh jagah khandar ban jayegi..

karan- shukar hain.. der se hi sahi tere dimaag ki batti toh jali.. mujhe toh laga tha tujhe chai pe charcha karni hain.. ab chal.. monami ko dhundna hain..

so now karzi.. starts inspecting the place so they can find monami.. kafi dhundne ke baad bhi unhe monami ka kuch pata nhi chala.. then suddenly karan ki nazar ek painting pe jaati hain.. obviously aise khandar main painting ka kya kaam...so karan ko samjh aa jata hain.. and he smirks.. yes thats a secret door which will take them to monami.. both karzi reach that dark room.. and their they saw monami being tied up with chains.. lying on the chair in a unconscious state.. karan eyes get numb.. and he gets emotional as he is seeing his lady love after 1 month.. he takes baby steps towards monami.. and tries to wake her up.. monami gets back to her senses.. and she slowly opens her eyes.. karan immediately hugs her and kisses on her forehead.. monami looks at him.. he sets her free from those chains.. and again hugs her.. but to his much surprise monami didnt responded to the hug...

CRAVING FOR YOUR LOVEWhere stories live. Discover now