CHAPTER 63 : DHOKHA

1.6K 121 71
                                    

word count: 1407

dated: october 07, 2022

karan- dekhiya main aakhri baar keh raha hu.. mujhe apke yaan apki beti ke paiso se koi lena dena nhi hain.. i am independent man.. itni salary milti hain mujhe ki aaram se apni biwi ki khuwaishe puri kar saku.. aur rahi baat pyaar ki.. tab bhi bola tha.. aaj bhi bol raha hu.. mujhe pyaar hua hain uss ladki se jo apni mom ki tarah desh ki sewa karna chahti hain.. last time request kar raha hu ki plzz mujhe aur meri wife ko akela chodh dijiya..

deepak- akela tum chodho meri beti ko.. aur bhaad main gaya yhh tumhara yhh pyaar aur deshbhakti wala gun gaan.. aisi baatein na sirf bolne main achi lagti hain.. sach kya hain yhh main ache se jaanta hu.. jis tarh kuch paiso ke liya meri beti ko fasa sakte ho.. ussi tarah kuch paiso ke liya desh tak ko baich sakte ho..

karan- bus.. (karan said loosing his all calm..) bahut bol liya aapne.. aur bahut sun liya maine.. mere desh ke khilaaf ek shabd aur main bhul jaayunga ki aapka meri biwi ke saath kya rishta hain.. main apne desh ke saath aur apni biwi ke saath kitna loyal hu.. uske baare main mujhe aap se jaane ki koi zarurat nhi hain.. aur rahi baat.. mere profession ki toh.. aapko bada pata hain maine kya kiya hain.. kahin aisa toh nhi ki aap issi tarah paisa kamate hain.. apna zameer baich ke..

monami- karan.. (monami whispered.. as she came into scene.. from backside..)

deepak- monami tum.. beta dekha tumne.. kaise batmeezi se baat kar raha hain..

monami- dekha maine papa.. sab dekha..

deepak- isliya beta shuru se kaha tha tumhe.. yhh tumhe khush nhi rakh paayega.. dhokha de raha hain tumhe.. tum chalo mere saath..

monami- sach hi kehta hain.. jispe sabse zyada bharosa karo.. aksar wahi dhokha de jaata hain.. (she said.. as she wiped the tears which has collected in her eyes..)

deepak- exactly.. jaise tumne ispe kiya.. beta yhh insaan sahi nhi hain.. he has got double standards..

monami- galat insaan par bharosa karna toh ab meri aadat si hi ban gayi hain.. pehle aneesh.. aur ab.. (she stops..) aur natiza sabke samne hain..

deepak- aneesh.. beta aneesh bahut acha ladka hain.. infact main toh chahta tha ki tum usse hi shaadi karo.. tumhe zarur koi galatfaimi hui hain..

monami- haan zarur karwayega usse meri shaadi.. doctor hain.. london return hain.. 300 se zyada successful surgeries ki hain.. usse meri shaadi hogi toh aapka status symbol kitna uncha ho jaayega.. nhi..

deepak- right.. tum chalo ab mere saath.. main tumhe iss jaise dhokebaaz ke saath nhi rehne dunga..

monami- yes.. lets go.. (walnut has a winning smile on his face..) karan maine kaha chalo.. we just cant spoil our special day bczz of him.. (as monami said.. walnut smile drop.. and karan had a smirk on his face..)

deepak- tumhe mere saath chalna hain monami..

monami- taaki aap phir ek baar mere bharosa tod de..

deepak- yhh tum kya keh rahi ho beta.. zarur iss karan ne tumhe mere khilaaf bharkaya hoga.. tum iski baaton main matt aayo.. aur chalo mere saath.. maine tumhari life best way main plan kar rakhi hain.. sab khushiya milegi tumhe..

monami- for god sake papa ab bus bhi ki jiya.. sab sun liya hain maine... aap kyu nhi samjhte meri khushi aapki di hui life main nhi hain.. meri khushi karan ke saath hai.. meri khushi ek commando banke desh ki sewa karne main hain.. aapne jo mere liya plan kiya hain its not what i need..

deepak- yhh tumhe brain wash kar rha hain.. tum iski baaton main matt aana.. tum mere saath abhi chal rahi ho.. warna..

monami- warna kya..

deepak- warna main bhul jaayunga ki tum meri beti ho..

monami- woh toh aap kabka bhul chuke hain.. beti mante hote toh itni giri hui harkat kabhi nhi karte.. ek fauzi ke liya uski wardi uska desh.. uska maan hota hain.. aur aap ussi pe kichad uchal rahe the.. (she said with disgust and then took a pause..) but u know what.. i never expected this from u..

deepak- toh kya expect kiya tha.. ki main tumhe iss 2 kodi ke insaan ke saath rehne dunga.. tum chal rahi ho mere saath.. abhi issi wakt.. (and saying so he holds monami hand.. and tried to drag her.. but karan removed his hand from her wrist..)

karan- bol liya aapne jitna bolna tha.. aapko pata hain main kabhi nhi chahta tha ki aapki beti ko aapki sachayi pata chale.. ek baap ko apni hi beti ki nazaro se utarta hua nhi dekhna chahta tha.. shayad isliya.. kabhi maine usse sach nhi bataya.. par aapne woh kaam bhi kar diya.. thank u mr mahajan.. bus ek favour aur kar dijiya.. ki mere aur meri biwi ke raaste main kabhi mat aana.. (and saying so.. he takes hold of her hand.. and monami smiles at him.. he too smiles back..)

deepak- yaad rakhna monami.. agar aaj tum iske saath gayi.. toh mere saare rishte tumse khatam ho jaayenge.. (monami ignores him.. and looks at their together hands.. and smile at karan.. he too smile back.. and like this they walk out from there.. leaving walnut fuming in anger.. it certainly hit his male ego..)

FLASHBACK ENDS

monami- kya main itni buri hu karan.. pehle mumma chodh gayi.. aur phir papa.. (and she brokes apart.. karan just hug her tightly.. and start rubbing her back..)

karan- shh.. shh.. kuch nhi hua.. sab theek hain.. main hu tumhare saath.. aur tumhe kabhi chodh ke nhi jaayunga.. i promise.. hmm.. (monami nods amidst her tears.. karan brokes the hug.. and then wipes her tears..) always remember.. koi tumhare saath rahe yaan nahi... main hamesha hu.. aur chahe kuch bhi ho jaaye.. hamesha rahunga.. (monami nods with a smile.. karan kiss on her forehead.. and monami close her eyes to feel the love and truthfulness in his words..)

scene ends..

it has been.. 1 week to that hospital wala incident.. param is recovering well.. now he is even able to move his hand a little bit.. in this time span.. barkha has taken full care of him.. from feeding him.. to giving him support.. she performed the duties of a wife perfectly.. param is happy with this little changed behaviour of his wife.. towards him..

barkha was dressing param wound.. and param was looking at her observing her each an every move.. as she wrapped the band aid around his right arm..

param- barkha.. tumse ek sawaal puchu..

barkha- hmm..(she said.. still foccussed in her work of dressing his wound..)

param- tum mera itna khayal kyu rakh rahi ho.. i mean achanak se mere liya itn soft kaise hogayi..

barkha- kya matlab khayal kyu rakh rahi hu.. biwi hu main aapki.. maana gussa hu par isse aapke liya mere dil main jo pyaar hain woh khatam toh nhi ho jaata na.. (param smiled like an idiot on this..)

param- toh kya tumne mujhe maaf kardiya..

barkha- maine aisa kab kaha..

param smile drop a little.. but he still managed to ask- toh kya maaf karna shuru kardiya..

barkha- koshish zarur karungi.. par yhh mere liya itna bhi aasan nhi hone wala..

param- main jaanta hu.. maine jo kuch bhi kiya uske baad.. tumhare mujhe maaf karna..

barkha cuts- param aap badal raha hain.. toh kya main saara gussa bhula kar.. aapko ek mauka nhi de sakti..

param- iska matlab.. tum tum.. mujhe.. maafi ka ek mauka dogi.. (he asked with hope.. barkha nods her head in yes with a smile.. param too smiles at her..)

param- thank u.. thank u so much barkha.. tum dekhna.. main tumhara yhh bharosa nhi tutne dunga.. aur tumhari maafi ke kaabil banke dikhayunga.. (barkha just smiles at him..)

so aaj ke liya bus itna hi.. i hope u like the part.. if yes then vote comment and not to forget to share with ur friends.. and follow me as well.. so parkha main bhi slow progression ho raha hain.. and finally barkha bhi pura dil se usse ek chance dene ke liya ready ho gayi hain... so kya lagta hain aage kya hoga jaan ne ke liya bane rahiya humare saath.. and yes guys do check the recent announcement which I have posted in conversations.. baki tab tak ke liya horn ohk tata bye bye rab rakha..

jasmine signing off..

CRAVING FOR YOUR LOVEWhere stories live. Discover now