CHAPTER 28

444 63 13
                                    

Heyy!! Hope you remember this book.
Sorry for late update.

~~~~~~~~~~~~~~~~~

Anirudh didn't know what to do. He knew that now was the time to tell bondita about what a marital relationship actually means. She will be turning 15 soon. He was late about educating her about menstruation and sampoorna used that for her benefit and manipulated bondita. That was a tough phase for both of them, with bondita not talking or even showing her face to him, it was difficult for him to understand why she was doing it. It was that letter through which anirudh came to know that bondita had her first period and he was not there for her. 

He knew that bondita was naive, not like other girls of her age who were also tied in the evil practice of child marriage. They were forced to learn about marital relationship and most of them were already mother of a child at this young age. He has kept bondita away from all this but for how long. There will come a day where he'll have to tell her about what a marriage actually was or some other person might tell her before he does. Now the latter happens, bondita might get scared about it. So it is better that he only explains it to her. But the question was how? He was feeling shy and embarrassed. He took a deep breath and asked bondita to sit on the mat that was spread on the floor. After settling themselves both looked at each other. Bondita with questions in her eyes and anirudh avoiding eye contact.

"Toh bondita, tumhe yaad hai na aacha chuna aur bura chuna?"

"Haan pati babu. Jab kisike chune se aacha lage unke pass rhene ka maan kare toh unka chuna aacha hai aur jab kisi ke chune se ghin aae unse dur jane ka maan kare toh voh bura chuna hua."

"Shabash bondita! Tumhe pata hai pati patni ka rishta samaan ka hota hai. Na koi kisi se aage na koi peeche. Iss rishte mei vishvas, izzat, wafadari aur pyaar hota hai. Ik dusre par vishvas karne se iss rishte ki niv rakhi jati hai, izzat karne se dono ko ik saman ho jate hai rishte mei, wafadar hone se rishta aur mazbut hota hai hume pata chal jata hai ki chahe kaise bhi halat aae pati patni ka saath nhi chutega aur pyaar hume unhe apne jazbaat dikhane mei madad karta hai. Pyaar hum apne patni ya pati ko kafi tariko se dikha sakte hai. Unka dhyan rakh kar, unki kisi mushkil gadhi mei madad kar ke ya bas uss gadhi mei unn ke pass hone se, unhe kisi musibat se bacha kar rakhne se, unka saath dene se."

"Maine kabhi aisa nhi socha patibabu. Hum dono ik dusre pe vishvas karte hai, ik dusre ki izzat karte ha, wafadar hai aur jaise apne pyaar ke baare mei batya voh bhi hum karte hai. Toh kya humara rishta bbhi baki pati patnio jaisa hai?"

"Bondita inn sab ke ilawa ik aur tarika hai pyaar jatane ka. Voh hai ik dusre ko chu kar." Anirudh gulped, how was he supposed to answer her question that they share a normal husband wife relation. He didn't even consider her as his wife, having a normal marriage is far away from question. He looked at her and started explaining. "Bondita jab do log ik dusre se pyaar karte hai toh voh ik dusre ko voh pyaar dikhana bhi chahte hai."

"Chu kar kasie? Haath pakad kar ya gale lag kar?"

"Haan aur bhi bhout kuch hota hai. Aacha tum batao ki tumhe pata  hai ki bache iss duniya mei kasie aate hai?"

"Haan patibabu, aapko nhi pata kya? Ik pari aakar raat mei bacha dekar jati hai."

Anirudh looked at her, he'll have to explain everything to her. "Nhi bondita, bache waise nhi aate. Jab do log ik dusre se pyaar karte hai tab voh ik dusre ko chu kar jatate hai. Humari body mei reproductive organs hoti hai...." and anirudh explained her about sex education. "Zaroori nhi ki har pati patni pyaar jatane ke liye yeh sab kare par.." He looke at her, eyes down and face all red.

"Bondita?"

"Yeh kaisa pyaar hua?"

"Yeh vhi pyaar hai jiski baat gao ki aurtein kar rhi thi, khass pati patni ka pyaar."

Bondita didn't know where to look. She has been asking no no demanding this from her patibabu. She looked at him and again looked down, she couldn't meet his eyes. What would he be thinking of her. She was embarrassed. 

"Bondita upar dekho." He held her chin and make her look at him.
"Kya hua?"

"Maaf karna patibabu, mujhe nhi pata tha ki main aapse yeh.."

"Bondita ismei tumhari koi galti nhi, unn aurto ne tumhe adhi baat batai aur tumne unki sun li. Ulta mujhe hi tumhe inn sab ke baare mei jaldi batna chahiye tha. Main hi budhu hu tumhe sab late batata hu."

"Nhi patibabu aap toh meri har duvidha ka hal nikal dete hai."

"Ab tum samaj gyi na khass pyaar ke baare mei?"

"Haan patibabu." bondita said in embarrassment. 

"Bondita main tumhara patibabu hu, mujhse sharmane ki koi zaroorat nhi. Tumhe aur bhi kuch puchna hai kya?"

"Patibabu voh jab hum gao mei thee tab vimla kaki ke ghar se awaazein aa rhi thi jaise ki unka pati unhe maar rha ho. Jab maine subha unn se pucha toh voh kheti ki voh maar nhi pyaar tha toh uska matlab ki..."

Anirudh was shocked, he looked at her with wide eyes, mouth opened wide. "Bon.. bondita haan... uhh aise kisi ke ghar ki baatein sunna aacha nhi."

"Par maine nhi suni, voh toh khud..."

"Bonditaaa." 

"Aacha aacha patibabu. Par patibabu sona ko inn sab ka kaise pata voh toh mujhse bhi chotti hai aur voh toh mujhe khe rhi thi ki yeh pyaar khass nhi hota par dardnaak hota hai."

"Sona vhi asha kaki ki bahu na? Jiske saath tum khelti thi?"

"Haan vhi patibabu. Voh maa banne wali hai."

"Yeh sb bal vivaah ka asar hai bondita. Yeh chotti chotti ladkia khelne kudhne ki umar mei vivaah karke ghar griyasti ke kaam mei lag jati hai aur chotti umar mei maa ban jati hai."

Anirudh looked at her, this night is going to be long one.

-x-

Hey guys!
Hope you liked this part.

Kindly do vote and comment :)

Anidita : With you alwaysWhere stories live. Discover now