💜|~Gulab~|💜

1.2K 184 187
                                    

In College's Canteen

"Sir aap yahan canteen mein kya kar rahe hai..!" Yash asked Anubhav, while sitting in front of him.

Anubhav-kyun hum yahan baith nhi sakte...(raised his brows).

Yash-maine aisa kab kaha sir, aap baith sakte hai magar teachers aane lag gye canteen mein toh hum students masti kidhar karenge...(smiling).

Anubhav-hume aisa kyun lag raha hai ki humne tumhe pehle bhi kahin dekha hai...(questioningly).

Yash-arey sir jis din aap Haseena mam ko class ke bahar se nihar rahe the usi din dekha hoga...(he said teasingly while Anubhav eyes popped out).

Anubhav-dheere bolo aur hum unhe nihar nhi rahe the bas nazar pad gayi hamari...(he said nervously).

Yash-koi baat nhi sir hota hai hota..ab mam hai hi itni pyaari ki aapka kya college ke student bhi unhe dekhte rah jate hai...(teasingly).

"Toh sir kya kam handsome hai...!" A girl said flirtatiously, joining them.

Yash-baat toh tu bhi sahi kah rahi hai, sir bhi handsome hai bas baal thode chhote ho jaye aur sir thoda gym join kar le toh pakka SRK lagenge...

Anubhav starts looking himself in his phone screen.

Vidhi-sir aap aise hi bahut handsome hai, agar vishwas nhi hai toh is canteen mein baithe kisi bhi student se puchh sakte hai...

Yash-maine bhi toh wahi kaha bas look mein thoda sa change karne ko bola...

Vidhi-zaroorat nhi hai aise hi sir acche lag rahe hai...(smiling at Anubhav).

Yash-acche hai par....(interrupted by Anubhav).

Anubhav-bas karo aap dono aur chain se hume hamara lunch khane do..(annoyed).

Yash-sorry, hum bhul gye the...(nervously).

Vidhi-waise sir aap hamare canteen ke Samose try kariye bahut tasty hai...(licked her dry lips).

Yash-haan sir, pure Vrindavan mein itne tasty samose aapko kahin nhi milenge...

Anubhav(suspicious)-accha..itne tasty hai?

Yash-bahot sir, itne ki ek do mein toh man na bhare aapka...(he said with water dripping mouth).

Anubhav-aur kya kya milta hai yahan tasty...(he asked while scanning the canteen tables and students).

Vidhi-main order karti hoon hum teeno ke liye...(smiling).

Anubhav-nhi nhi hume samose pasand nhi hai...(he lied with a smile).

Yash-accha aur kya kya pasand nhi hai aapko sir...?

Anubhav-kyun hum kyun bataye aapko?

Vidhi-sir aap ignore karo is Yash ke bacche ko aur yeh lijiye aapka mood achha ho jayega...(she said smilingly, forwarding a rose towards him).

Anubhav-shikshak hai hum aapke...(strictly).

Vidhi-janti hoon sir, par ek Rose lene mein kya ho jayega....(she said with puppy eyes).

Yash looks at Vidhi and thinks

"Aaj toh pakka Sona di murder kar dengi mera..!"

Vidhi-please sir...(pleading eyes).

Anubhav thinks for a second and then takes the rose from her.

A few hours later...

"Kahan rah gaye the aap, hum kab se wait kar rahe hai aapka..!" Haseena asked Anubhav keeping her phone in her bag.

Anuseena-𝑬𝒌 𝑷𝒓𝒆𝒎 𝑲𝒂𝒉𝒂𝒏𝒊 ✔Where stories live. Discover now