Aur Pyaar Ho Gaya (4.7)

1.2K 215 31
                                    

Later That Night...

Shehnaaz was continuously wiping her tears while talking to Pinky on phone.

"Shehnaaz abhi aise rone ka kya fayda? Tu ek baar baata ke dekhti unhe." Said Pinky trying to console Shehnaaz.

"Kya baatati main unhe? Woh inne bade admi hai. Humare school ke trusty ke Bete, America mein job karte hai. Aur ek main hoon, Chandni Chowk mein rehne wali bilkool aam ladki. Jo padhai mein acchi nahi hai, jiski life ka koi motive nahi hai. Main kis muh se unse apne pyaar ka izhar karu? Woh toh mere hasiyat ke bahar hai." Said Shehnaaz crying.

"Yeh baate tere muh se acchi nahi lagti. Tu hi toh kehti thi na ki tu apni favourite hai. Toh abhi kyu tu khud ko itna chhota mehsoos kar rahi hai?"

Shehnaaz smiled sadly and said, "Kyu ki saamne wala insaan bohut bada hai yaar. Sirf hasiyat se nahi, dil se bhi. Aur mujhe unke pyaar ke kaabil ban na hoga. Khud ko uss muqam tak pohuchana hoga jaha main unke saamne khadi hoke apne pyaar ka izhar kar saku. Yeh jo Shehnaaz hai na, yeh ab mujhe bhi pasand nahi aa rahi. Aaj se iss Shehnaaz ko ek behtar Shehnaaz bana ne ke liye mujhe jo karna hoga main karungi. Yeh maine waada kiya hai, Sidharth Sir se bhi, aur khud se bhi."

"Lekin uss mein toh bohut time lagega. Tujhe lagta hai Sidharth Sir tab tak tera wait karenge?"

"Sayad nahi karenge. Karna bhi nahi chahiye. Woh mujhse bohut acchi ladki deserve karte hai. Aur unke wait karne yaa naa karne se kya fark padhta hai? Mera pyaar kaafi hai. Aur ab aage ke safar mein yeh pyaar hi banega meri taqat." Said Shehnaaz being determined.

After somedays...

Shehnaaz's exams started and SidNaaz hardly got any time to talk to each other. Also Shehnaaz was trying to avoid Sidharth as she didn't want to express her emotions infront of him. She kept herself busy in her preparation for exams.

On the other hand, Sidharth resigned from the school. He started packing as he was leaving for America soon. Somewhere in his heart he was feeling very empty. He was feeling that he was leaving something here which was very precious to him. But he couldn't figure out what it was.

It was the day of Sidharth's flight. He bid goodbye to his family and then got inside his car.

In his way to airport, he stopped outside Shehnaaz's exam center. He came out of his car and looked at his watch. He still had some time.

Shehnaaz was coming there and suddenly stopped seeing him. A smile came to Sidharth's face.

"Sir aap?" She asked.

"Woh airport jaa raha tha. Socha jaane se pehle ek baar mil loon." He said smiling.

Shehnaaz's eyes became teary hearing that he was leaving but she managed to hide them from him.

"How's your exams going?" He asked further.

"Abhi tak toh accha hi jaa raha. Dekhte hai aage kya hota hai. Aap ki flight kab hai?"

"Do ghante baad."

"Dhyan se jaaiyega."

Sidharth was going to say something more but the bell rang making Shehnaaz relieved as she wouldn't be able to control herself if she stayed there for long.

"Sir mujhe jaana hoga. Bye!"

Saying that Shehnaaz ran inside. Sidharth had many things to say but he couldn't even say bye to her properly.

He again got inside his car and the driver started driving. After sometime he reached the airport. Soon he left for America but a piece of his heart stayed in Chandni Chowk, near his Shehnaaz.

SidNaaz Ki Duniya: Collection of Short Stories and OS (On Hold)Where stories live. Discover now