Qubool Hai (9.2)

907 191 43
                                    

Please vote before, while or after reading this part 🙏🙏
______________________________________

It was night time. The Ahmed family was having dinner silently sitting at the dining table. Sid was taking glance at his father, Zakir Ahmed. He badly wanted to talk to him but was not getting a chance. He knew how strict he was and didn't like talking while eating. But still he need to talk to him. It was about his future.

"Abba jaan humein aap se kuch baat karni hai." Said Sid suddenly dragging everyone's attention.

"Thik hai. Khane ke baad humare kamre mein aa jaana." Said Zakir Ji calmly without even looking at him.

"Abba jaan humein abhi...."

Zakir Ji didn't let him say and told, "Kaha na khane ke baad?"

Sid took a deep breath and gathered courage. He had to speak at any cost.

"Abba jaan humein yeh nikah nahi karna." Said Sid in one go making the elders frown.

"Kyu?" Asked Fatima Ji immediately.

"Aap samjhi nahi Ammi? Bhai jaan ko koi aur pasand hai. Hum toh kehte hai, girlfriend ka naam baata hi di jiye Bhai jaan." Said Rihana, Sid's younger sister, in a teasing way.

"Rihana!" Shouted Fatima Ji. "Humne kitni baar kaha hai badho ke bich mein baat nahi karte."

"Lekin Ammi hum badhe ho chuke hai....."

"Jaao jaa ke Dadi Jaan ko khana khila ke aao." Said Fatima Ji handing her a plate of food.

Rihana made a sad face and left from there with the plate.

"Sid Beta, rishta accha hai. Humare jaan pehchaan mein bhi hai. Phir tumhe nikah kyu nahi karna?" Asked Arshad Ji, Sidharth's uncle.

"Kyu ki Taya jaan, Nusrat humare khala ki Beti hai. Bachpan se jaante hai hum usse. Humesha ek behen ki tarah maana hai. Ab hum aise achanak se usse apni biwi toh nahi maan sakte na." Explained Sid.

"Iss mein dikkat kya hai? Tum iss duniya ke pehle mard nahi ho jo apni khala ki beti se nikah kar rahe ho. Haan agar iss nikah se inkar karne ke peeche tumhari koi aur wajah hoti toh hum zaroor sochte. Lekin yeh wajah hum nahi maan sakte." Said Zakir Ji.

"Aur toh aur maine Nagma se waada kiya tha ki uski Beti ka nikah humare bete ke saath hoga. Main apni behen se kiya hua waada nahi tod sakti." Said Fatima Ji.

"Aur Nusrat itni pyaari bacchi hai. Sid Beta tum maan jaao na. Phir humare Aftab aur tumhara nikah ek hi saath ho jayega. Hum sab ke sir se zinmedari bhi thodi kam ho jayegi." Said Shabnam Ji, Sid's aunt.

Sid understood that they were not going to hear anything. He looked at Aftab who was eating and said, "Bhai jaan aap...."

"Keep me out of this." Said Aftab immediately. "Hum apne nikah ko le ke pehle se hi tension mein hai. Inn sab mamle mein humein nahi padhna."

Sid then looked at Shahid.

"Humein kyu aise dekh rahe hai? Hum toh chhote hai. Faisla toh ghar ke badhe lenge na?" Said Shahid.

With a sigh, Sid stood up and said, "Thik hai. Aap hi log li jiye saara faisla. Humari zindagi pe toh humara koi haq hi nahi hai na? Toh phir kariye jo karna hai."

Saying that, he left from there being annoyed.

"Sid khana chhor ke kidhar jaa rahe ho? Siddiqui!" Shouted Fatima Ji but he didn't stop.

"Kaha tha mat bhejiye USA. Badal gaya hai humara Sid. Zuban lada raha hai hum se. Agar nikah karne se maana kar diya toh hum Nagma ko kya muh dikhayenge?" Said Fatima Ji to her husband.

SidNaaz Ki Duniya: Collection of Short Stories and OS (On Hold)Where stories live. Discover now