Tera kuch nahi ho sakta

3.2K 92 6
                                    

Hi guys I know you all are waiting for the next part but it is on processing only half is there just wait for sometime.

This I don't know what I have written. It's a story or poem or anything else I really don't know so if you guys get what it is  after reading then pls let me knw too.

I was actually in a conflict whether I want to post or not. It's on the spot written no re editing or reading.

I'm hell nervous now. At last I decided to post hoping for the best.


                    Tera kuch nahi ho sakta

Kahi se ek awaaz suni
" ab tera kya hoga?"

Jawab to diya hi nahi
Doosara sawal bhi aaya
" karna  kya chahte ho?"

Uski Jawab socha hi nahi
Ek nayi awaaz mile
" kya tum kuch karna bhi chahte ho?"
" agar chahte bhi ho to kya?"

Sab awaaz ko bas use tang karna dha
Bina jaane yeh sab vo khudse poochti hoon

Achanak  ek aur sur suna
"  areey bhai chodo na yeh kya karooga
Uska kuch nahi ho sakta"

Ek aur awaaz yeh kahlayi
" jab use pata hi nahi us ko kya chahiye
Karega bhi kya hai
Tera kuch nahi ho sakta "

Kahi ye bhi kaha
" jab vo khudhki  khushi nahi paa  sakte to
Doosarom ka kya khushi degi
Tera kuch nahi ho sakta "

Hazarom awaaz se vo bus yeh samajha
" tera kuch nahi ho sakta "

Man mein yeh bitakkar vo chal padi
Doorse ek awaaz phir dastakath thi
Uski dil tha ya koi aur yeh nahi  jaanta
Bas itna kaha

" rukh ja yeh sab mat sun
Jab tum us din tera dost ka dard kam kiya
Bina jaane vo dard mein tha
Jab tum us din bina jaaye kisika jaan bachaya
US din tumhare  ghatiya joke kisiko sukoon diya
Tumhari na samajhi kisiko sahi rag dikhayi
Tumhari hare huye kadam kisiki experience bani
Tumhari not give up formula kisiko hausala
Bina kuch jaane itna kiya hai to sab jaankar
Kya kya nahi karoogi
Tum apne not give up kaise bhool sakti hoon
" tumse bahuth kuch hoga bahut kuch "

Bas yeh yaad rakhna sabse pehle khudko rakho
Taki Tum Doosarom ko bhi madad kar sakoom
Khudpe barosa rakho
"Tera bahut kuch ho sakta hai
Bahut kuch "





Arshi ff -Jaan Hai❤ ( Completed ) Where stories live. Discover now