Chapter 48

2K 145 15
                                    

"Sir, aaj shaam 5 baje Anurag Central Park ki taraf jaa raha hai." Ronit is telling about Anurag's phone conversation to Naveen, hiding behind Anurag's cabin door. 

"Good, yeh acha mauka hai.. tum ek kaam karo jaise hi voh vaha se nikal jaaye , mujhe inform kar dena" Naveen said to him on the phone, 

"Ji sir" He hung up the call and went from there.

..................

....................

"Aaj toh Anurag ka chapter phir se close ho jaayenge" Naveen said to himself

"Suniye, yeh dekho, Mohini jiji ne kithna sundar haar di hai aur yeh jhumke" Madhuri came there and sat on the sofa with jewelry sets.

"Hmm phir bhi voh jo unhone sagaayi pe pehni di voh kitne sundar the, mujhe vahi chahiye thi" She said in disappointment. Naveen came towards her and sat beside her. He held her shoulders lovingly,

"Koyi baat nahi meri jaaneman, voh kya usse zyaada mil jaayegi tumhe. Pehle uss Anurag ko toh udaalu"

"Kya? iss tede dimaag mein kya chal raha hai?"

"voh TV mein kehte hai na, Wait & Watch, tum vahi karo"

Then he took his phone and dialed someone

"Hello"

"Aaj shaam 5 baje, Central Park . Koyi gadbud nahi hona chahiye. Aaj Anurag Basu ke liye uski aakhri shaam hona chahiye"

.........................................

.......................................

Evening

Central Park

"Bhaayi, aapko kya lagta hai, main yeh kar paaungi?" Sid and Nandini were walking 

"Nannii, tumhe apni pyaar par bharosa hai na, toh phir?!"

"Bas ese hi... kher voh sab chodo, aap mujhe yeh batao ki kya aap Pari ko pehle se jaante the?"

"Hmm..."

"Kab se?"

"Bachpan se... main 5 saal ka tha, Prerna iss duniya mein aayi... Veena Maa, mere liye meri Maa ki barabar tha. Jab Prerna aayi, tab se Baaba har din uski paas jaathi thi, mujhe bhi saath lekar. Veena Maa mere liye tarah tarah ki midhaayiya, pakode sab banati the, aur voh khud apni haatho se mujhe khilati the. Ussi tarah jaise jaise hum dono bade hote gaye, aur Prerna aur main best friends ban gaye. Main usse milne vaha jaata tha, voh mujhe milne Baasu baady aathi thi. Ek saath khelna, ek saath school jana, padaayi karna uske saath saath ladayi bhi karna... Ek dusre ke bina ek din bhi nahi jaate the. Ek din hum dono luka-chuppi khel rahe the, main chup raha tha, tabhi uss Naveen mujhe udhake le gaya. I'm sure, Prerna bahut royi hogi....."

"Bhaayi, ek baat puchu?"

"Hm?"

"Kya aap Pari se pyaar karthe the?"

"..................................  ..........  Pata nahi!" He said after thinking a lot

"Bhaayi, agar... agar Manik ko sab yaad aa gaya aur voh mujhe pehchaan paaya, toh kya aap Pari ki voh pehlawaala Anurag banoge?"

"Nannii, tu pagal hai, uski shaadi honewala hai, iska matlab yahi hua na ki voh Anurag se pyaar karti hai"

"Nahi Bhaayi, voh yeh shaadi sirf apni gharwaalon ke liye kar rahi hai. Usse abhi tak pyar nahi hua hai. Aur jaha tak main jaanti hu, Manik aur Pari achi dost hai aur usne mujhse khud kaha ki uski dil mein Manik ke liye Love waali feelings nahi hai"

"Anyway, voh sab chodo, yeh lo certificates, ek baar check karlo, kuch bhi missed out hai toh bata dena, ok"

"Hmm, Bhaayi,....."

"Kya hua?"

"Voh,...  Pari ko meri Manik se pyaar toh nahi ho jaayegi na?!,,,, agar esa hua toh, main kya karungi?! Manik ko main...."

"Nanni, tu yeh sab baate chodo, esa kuch nahi honewaala, Manik tera hai aur tera hi rahega"

..

"Ab tum ghar chali jaa, bahut derr ho gaya"

"Hmmm"

They hugged each other and Nandini exited the park.

At the same time, a car got parked at the opposite side of the road and  Anurag came out while doing something on his phone.

Nandini came to a halt seeing Anurag. She froze at that moment looking t him.

At the same time, Prerna also came there and started walking towards the park gate. On the way, she also saw Anurag is about to cross the road.

Anurag is actually trying to call Prerna, to know whether she reached or not. 

For a bit second, Nandini and Prerna, both saw a truck coming with full speed, towards Anurag

"Manikkkkkkkkkkkkkkk"

"Anuraggggggggggggg"

.................................................................................................................................................................................................................................................................................................................................

..............................................................................................................................................................................................................................................................................................................................

"My" Soul! "My" Love!Where stories live. Discover now