STORY AND ANSWERS

1.9K 144 23
                                    

"KATHA SHURU HOTI HAI SATYUG KE GUHASUR SE, JISNE BRAHMADEV KI TAPASYA KAR UNSE VARDAAN PAYA KI USKI MRITYU NA MANUSHYA DWARA, NA DEVO KE DWARA AUR NAA HI SHIV AUR NARAYAN DWARA HO SAKTI HAI." Dundumali started his tale.

"USNE APNE VARDAAN KA DURUPYOG KIYA, WOH SAMAST JEEV-JANTUO PE ATYACHAR KARTA THA, ISE DEKH DEVTA MAHADEV AUR NARAYAN KE PAAS SAHAYATA KE LIYE GAYE. DONO, DEVO KI SAHAYATA KARNE KO TAIYAAR HUYE KINTU VIDAMBANA YEH THI KI DONO USSE NAHI MAAR SAKTE THE. TOH USKA VADH KAUN KAREGA ?" Dundumali said with a fake worried expression on his face.

"BRAHMADEV !" Nakul said standing up with a proud look on his face.

"NAHI-NAHI RAJKUMAR." Dundumali said, Nakul sat down embarrassed.

"GUHASUR KA VADH DONO SAATH MAI KARENGE." Krishna said.

"SATYA VACHAN." Dundumali laughed, making everyone chuckle.

"DONO MAHADEV AUR NARAYAN NE EK ANANT, ALOGH AUR PRACHAND ROOP DHARAN KIYA. HARIHAR." Dundumali said, everyone smiled.

"HARIHAR NE GUHASUR SE YUDH KIYA AUR USS ADHARMI ASUR KA ANNT KIYA, KINTU JAB DONO EK DUSRE SE ALAG HUYE TOH EK URJA NIKLI JISSE HARIHAR KE STREEYOCHIT SWAROOP KA JANM HUYA. HARIHARESHWARI KA." Dundumali told. Krishna, Draupadi and Subhadra looked at Amarsri smiling, Amarsri winked at them. They all chuckled.

"NARAYAN HARIHARESHWARI KO DEKHKE ATYANT KUSH HUYE, KYUKI MAHADEV AUR MATA PARVATI KE JAISE, UNKE AUR MATA LAXMI KI KOI SANTAANE NAHI THI. WOH HARIHARESHWARI KO LEKE VAIKUNTH CHALEGAYE. TOH YEH THI HARIHARESHWARI KE JANM KI KATHA." Dundumali concluded.

"DUNDUMALI JI, AAGE KYA HUA ?" Sutsom asked.

"AAP SUNNA CHATE HAI ? KYUKI AAGE KI KATHA THODI DUKHAD HAI." Dundumali said nervously.

"SUNA DIJIYE DUNDUMALI JI." Uttara requested.

"AGAR AAP KEHTI HAI TOH MAI SUNA DETA HU." Dundumali said sadly.

"NARAYAN AUR MATA LAXMI, HARIHARESHWARI SE ATYANT PREM KARTE THE AUR MAHADEV AUR MATA PARVATI BHI. NARAYAN TOH UNKE BINA REH HI NAHI PATE THE. SHESHNAAG KO BHI WHO ATYANT PRIYE THI." Dundumali said.

"PATAL LOK MAI SHUKRACHARYA, NARAYAN KO PRASNN KARNE KE LIYE BAHUT DINO SE YAGYA KAR RAHE THE." Dundumali said.

"SHUKRACHARYA ? NARAYAN KO PRASN KARNA CHAHTE THE ? AWASHYA UNKA ISME KUCH SWARTH HOGA." Bheem said.

"SATYA KAHA VRIKODER BHEEM, SHUKRACHARYA KO VISHNU SE NARAYANASTRA AUR VAISHNAVASTRA CHAHIYE THA. TAKI WOH SWARGLOK PE AKRAMAN KAR SAKE. KINTU ISKE LIYE NARAYAN PEHLE PRASAN TOH HO, WOH KAI DINO SE TAPASYA KAR RAHE THE KINTU NARAYAN PRASNN HI NAHI HUYE." Dundumali said.

"ISS LIYE SHUKRACHARYA AUR KUCH ASURO KE SAATH UNKE PAAS GAYE, AUR UNHONE DEKHA KI NARAYAN AUR MATA LAXMI HARIHARESHWARI KE SAATH KHEL RAHE THE. UNHE LAGA KI NARAYAN INKE KARAN ASURO PAR DHYAAN NAHI DE RAHE HAI, KINTU VASTAVIKTA TOH YEH THI KI JO NISWARTH BHAV SE NARAYAN KI TAPASYA KARTA HAI WOH UNHI SE PRASAN HOTE HAI." Dundumali said.

"FIR SHUKRACHARYA NE KYA KIYA ?" Uttar asked.

"TAB SHUKRACHARYA NE NARAYAN KO SHRAAP DEDIYA, KI WOH APNI PUTRI SE ALAG HO JAYENGE AUR KABHI NAHI MILENGE, UNHONE KAHA KI HARIHARESHWARI UNHE PEHCHAAN TAK NAHI PAYEGI." Krishna answered his question sadly. Amarsri gave him a sad smile, the memory was still very fresh with him.

"SATYA VACHAN. NARAYAN ISS SHRAAP KO SUNKE ATYANT KRODHIT HO GAYE, WOH GARUD PE SAWAR HOKE SIDHA PATAL LOK KI TARAF CHALE GAYE AUR WAHA JAA KE HA-HAKAR MACHA DIYA, MAUT KA TANDAV MACHA DIYA. UNKA YEH ROOP MAHADEV KE KAAL-BHAIRAV AUR MAHAKALI KE ROOP SE BHI PRACHAND THA." Dundumali said.

"FIR ? WOH SHANT KAISE HUYE ?" Prativindhya asked.

"APNI PUTRI KO DEKH KAR. BRAHMADEV JO UPAR SE YEH SAB DEKH RAHE THE, VAIKUNTH JAA KE MATA LAXMI AUR HARIHARESHWARI KO LEKE AAYE PATAL LOK. WAHA JAB NARAYAN KI NAZAR APNI PUTRI PAR PADI TOH UNKA KRODH SHANT HOGAYA, TAB TAK MAHADEV AUR MATA PARVATI BHI WAHA AAGAYE." Dundumali said.

"NARAYAN KA AISA KRODH DEKHKE, SHUKRACHARYA NE KAHA KI JAB HARIHARESHWARI DWAPAR KE ANNT MAI 15 VARSH KI HO JAYEGI TAB AGAR MAHADEV YAAD DILAYE TOH INHE SAB YAAD AAJAYEGA." Dundumali said.

"YEH TOH ASAMBHAV HAI." Vrishsena commented.

"UNHE BHI AISA HI LAGA, SHUKRACHARYA NE JAAN-MOOCH KAR HI AISA UPAYE BATAYA THA. KINTU BRAHMADEV NE SUJHAV DIYA KI WOH KAAL CHAKRA SE HARIHARESHWARI KO DWAPAR KE ANNT MAI LEJAYENGE, TAB NARAYAN AUR UNKA MILAN HOJAYEGA." Dundumali said.

"KYA UNKA MILAN HUA ?" Arjun asked.

"HA NARAYAN AUR HARIHARESHWARI KA MILAN HO GAYA." Dundumali said happily.

"WOH DONO ABHI HAI KAHA ?" Uttar asked.

"WOH DONO KAHA NAHI HAI YEH PUCHIYE RAJKUMAR." Dundumali said. Amarsri and Krishna chuckled.

"AGAR HARIHARESHWARI ABHI BHI YAHI PRITHVI LOK MAI HAI TOH UNKI PEHECHAN KAISE HOGI ?" Karna asked.

"HARIHARESHWARI WAHI HAI JISKE PAAS NARAYAN JAISA CHAKRA BHI HAI AUR MAHADEV JAISA TRISHUL BHI." Dundumali said.

"CHAKRA AUR TRISHUL ?" Karna and Arjun whispered to themselves, then suddenly realization hits them. They both snap there heads towards Amarsri, she looks at both them and nods, their eyes widened.

Suddenly another realisation hits them, if Amarsri is Harihareshwari then Krishna must be Narayan. That will explain why he loves Amarsri so much and considers her as his daughter because he finally met her after so long, both of their jaw dropped. They wanted both controlled the urge to scream and cry.

"DUNDUMALI JI, NARAYAN TOH SHRISHTI KE PALANHAR HAI AUR MAHADEV TOH VINASH KARTE HAI. TOH ISS HISAB SE HARIHARESHWARI KYA KARTI HAI ?" Prativindhya asked.

"HARIHARESHWARI, SHRISHTI KA SANCHAR HAI, SHRISHTI KA AADHAR HAI, SHRISHTI KA VISTAR HAI AUR SHRISHTI KA UDDHAR HAI." Dundumali said

"HARIHARESHWARI, WOH HAI JO SAMPURN SANSAR MAI EKTA KA PRAMAN HAI, JO ISS JAGAT KA SANTULAN BANAYE HUYE HAI." Dundumali said.

Now it was Draupadi's turn to be shocked, more than shock she was grateful. She can request Amarsri to change the fate of her sons.
------------------------------
A/N
AHAHA KYA KAHANI THI, WAH MAJA AAGAYA.

THIS IS THE LAST UPDATE FOR TODAY.
VOTING IS OPTIONAL BUT APPREECIATED.
STAY SAFE ❤️

HARIHARESHWARI 1 : DHARMSTHAPNAWhere stories live. Discover now