KAHANI

1.5K 109 7
                                    

The Upapandavas with Abhimanyu and Vrishsena were in the tent together, talking and laughing.

"BHRATA VRISHSENA EK YODHA KO KABHI SHASHTRA TYAAGNE NAHI CHAIHIYE." Sutsom said with mace in his hand.

"KINTU KAKASHREE DURYODHAN KE VADH SE YUDH PURN HUYA ANUJ." Vrishsena said.

"NAHI JYEST BHRATA, YUDH TAB PURN HOGA JAB PITASHREE YUDDHISIR HASTINAPOOR KE SINGHSAN PAR VIRAJMAN HONGE. USKE BAAD HI SHASHTRA TYAAGNA UCHIT HOGA." Sutsom said.

"WAISE SUNA HAI KI HASTINAPOOR KE AAM KA PED BAHUT SWADISHT AAM DETE HAI. PITASHREE BALPAN MAI KAHANIYA SUNAYA KARTE THE." Sutsom said putting his mace aside.

"LAGTA HAI SUTSOM KA YUDH PURN HUYA. BHOJAN KA SMARAN HOTE HI SHASHTRO KA VISMARAN HO GAYA." Amarsri said coming inside. Everyone laughed.

"PRANIPAAT JIJI !" They all greeted.

"JIJI AAP YAHA ACHANAK ?" Abhimanyu asked.

"KYU ? MAI APNE CHOTE-CHOTE ANUJO SE MILNE NAHI AA SAKTI ?" Amarsri said.

"AWASHYA AA SAKTI HAI." Abhimanyu said.

"PUTRO !" Draupadi called worriedly, but was relieved to see Amarsri with them.

"KYA HUA MATA SAB KUSHAL TOH HAI ?" Abhimanyu asked. Draupadi nodded nervously.

"MUJHE RAJKUMARI SE KUCH SHAN BAAT KARNI HAI." Draupadi said, Amarsri nodded and they both went outside the tent.

"HARIHARESHWARI MAI MATA KUNTI SE SAATH MAHARANI GANDHARI KE SHIVIR MAI GAYI THI AUR..." Draupadi tried to say but failed as tears came out of her eyes.

"UNHONE KAHA 'JO DUKH MAINE BHOGA APNI PUTRO KI MRITYU SE, YADI TUMNE WOH BHOGA HOTA TOH TUMHE MERA DUKH SAMAJH AATA' YAHI NA ?" Amarsri asked.

"AGAR APKO MERI PAVITRATA PAR KOI SANDEH NAHI TOH AAP MERI PUTRO KI RAKSHA KARENE KA VACHAN DIJIYE." Draupadi said.

"DRAUPADI MAINE KAHA THA KI RADHEY JEEVIT HAI TOH TUMHARE PUTRA BHI JEEVIT RAHENGE." Amarsri said.

"KINTU MAA KA MAN NAHI MAANTA, MUJHE AAP VACHAN DIJIYE." Draupadi cried.

"MAI VACHAN DETI HU." Amarsri said.

"SAMRAGYI AUR RAJKUMARI KI JAI HO, AAP SABHI KO VIJAY PUJAN KE LIYE BULAYA JAA RAHA HAI." A dasi said.

"TUM JAO MAI YAHI HU." Amarsri assured. Draupadi nodded and left, Amarsri too went inside the tent.

"SAB KUSHAL TOH HAI NA JIJI ?" Prativindhya asked.

"SAB KUSHAL HAI, CHINTA MAT KARO." Amarsri said smiling.

"JIJI HUMNE SOCHA HAI KI AAJ RAAT AAP HUME KAHANI SUNAYENGI." Abhimanyu said.

"KAHANI ?" Amarsri asked.

"HA, JAISE AAP HUME BACHPAN MAI SUNAYA KARTI THI JAB HUM SABHI DWARKA MAI EKATRIT HOTE THE." Prativindhya said.

"TOH WAISE HI BAITH JAYO JAISE BAITHTE THE." Amarsri said smiling.

Amarsri sat by leaning on the bed and folding her legs, Abhimanyu sat on her right side keeping his head on her right shoulder while Vrishsena sat on the left side keeping his head on the left shoulder. Prativindhya and Sutsom placed their heads on the either side of her Lap. While the rest Shrutkarma, Shatanika and Shrutsena sat in front of her with pillows in their hand.

"KYA MAINE KABHI TUM LOGO KO BATAYA HAI KI PITASHREE KRISHNA AUR MATA RUKMINI KA VIVAH KAISE HUA ?" Amarsri said.

"NAHI. SUNAYIYE NA." Prativindhya said.

"TOH HUM TEENO YANI MAI, SAKHA ARJUN AUR TUMHARE MAMASHREE KRISHNA GAYE VIDHARBH, JAHA TUMHARI MAMISHREE KA VIVAH HONE WALA THA CHEDI KE YUVRAJ SHISHUPAL SE..." Amarsri started her story with the brothers paying full attention.

"......AUR FIR SAURASHTRA KE MADHAVPUR MAI DONO KA VIVAH HO GAYA." Amarsri completed her story.

"ARTHAT AAP TEENO MAMISHREE KO BHAGA KE LE GAYE." Pravindhya said laughing.

"AUR BRIHANALLA KA JANM AISE HUYA ?!" Abhimanyu laughed.

"HA, AREY MAI NE AUR TUMHARE MAMASHREE KRISHNA NE TOH AISE BAHUT KARYA KIYE HAI JEEVAN MAI." Amarsri said chuckling.

Suddenly Amarsri frowned as she felt a change in the winds, and it was not a good one. It felt like the silence before the storm, an energy she was familiar yet unfamiliar with.

"KYA HUA JIJI ?" Vrishsena asked.

"SHIVIR MAI HI REHNA." Amarsri ordered, The brothers nodded and Amarsri went outside the tent.

----------------------------------
A/N
WHAT'S YOUR FAVOURITE STORY OF KRISHNA ?
FOR ME ITS KALYANAAG AND ALSO GOVARDHAN PARVAT, BOTH THE TALES SO ICONIC.

THIS IS THE FIRST UPDATE FOR TODAY.
VOTING IS OPTIONAL BUT APPRECIATED.
STAY SAFE ❤️

HARIHARESHWARI 1 : DHARMSTHAPNAWhere stories live. Discover now