TUTI JANGHA

1.4K 110 17
                                    

Duryodhan stood there with wide eyes and then snapped his head at Sehdev angrily.

"SEHDEV !!! MAI TUMHARE PRATYEK ANG UKHAD KAR TUMHARA VADH KARUNGA !!" Duryodhan yells and run towards Sehdev.

Bheem looks at them and quickly picks up Shakuni's dead body and throws it so far that it fell in the river.

"DURYODHAN !! PEHLE APNE MAMASHREE KA ANTIM SANSKAR TOH KARLO !! KAHI AISA NA HO KI MACHLI UNHE APNA BHOJAN BANA LE !! UNHE KABHI MUKTI PRAPT NAHI HOGI !! JAO !!" Bheem yelled.

Duryodhan gives a scream of frustration and runs towards the river. By now Amarsri and Krishna also came towards them.

"DURYODHAN KA VADH KARNE KE LIYE KOI TOH MAARG HOGA, HUME YOJNA BANANI HOGI." Arjun said.

"PRAHAR HI MAARG HAI AUR GHAV HI YOJNA. JAB TAK MAI JEEVIT RAHUNGA AKELA HI DURYODHAN KE SAATH DWAND KARUNGA." Bheem said.

--

Inside the river Duryodhan was mourning over Shakuni's body when he suddenly heard Bheem calling for him.

"KAHA CHUPE HO DURYODHAN ?! SAAMNE AAO !! MAMASHREE KE SAATH JAL SAMADHI LELI KYA !?! PAANI MAI MAR MAT JANA !! BAHAR AAO !!" Bheem roared.

The Kaunteyas along with Krishna and Amarsri stood behind, eager to see the death of Duryodhan.

"PUTRI, JAO JAAKE SAKHI KO BULALAO." Krishna whispered to her. Amarsri nodded and left.

--

Amarsri entered the tent where Draupadi and Uttara were present, they both worriedly looked at her.

"HARIHARESHWARI ? AAP YAHA RANBHUMI CHODKE ? SAB KUSHAL TOH HAI NA ?" Draupadi asked.

"PAVAN KA PRAVAH BADAL GAYA HAI DRAUPADI, HUMARI VIJAY KI OOR JAANE WALA PRAVAH AB PARAJAYE KI OOR JAA RAHA HAI." Amarsri said.

"AISI ASHUBH BAATE KYU BOL RAHI HAI JIJI ?" Uttara asked

"DURYODHAN KA SHARIR VAJRA KA HO GAYA HAI, USS PAR KISI BHI ASTRA KA KOI PRABHAV NAHI PAD RAHA HAI." Amarsri said.

"GOVIND KOI PARAMARSH KYU NAHI DE RAHE HAI ?" Draupadi asked.

"TATSHREE BALRAM NE UNHE AADESH DIYA HAI KI WOH TUM LOGO KO SAHAYATA YA PARAMARSH NAHI DE SAKTE." Amarsri said

"TOH HUME PEHLE SRIMAN BALRAM KE PAAS JANA HOGA." Draupadi announces, She and Amarsri make their way towards Balram's tent.

"PRANIPAT YADAV-SHRESHT BALRAM !" Draupadi greets.

"AGAR TUM DONO SAHAYATA KE LIYE AAYI HO TOH LAUT JAO, KYUKI KISI KI SAHAYATA SE JEETA YUDH DHARM YUDH NAHI HO SAKTA." Balram said.

"AAPKO DHRITRASHTRA PUTRO SE ITNA LAGAV KYU HAI, TATSHREE ?" Amarsri asked, Balram got up and went towards them.

"KYUKI JIS DYUT SABHA KE KARAN YEH MAHAYUDH HO RAHA HAI USME DONO PAKSHO KI OOR SE ADHARM HUYA THA. TOH DAND KEVAL DURYODHAN KO HI KYU ?" Balram said.

"YEH YUDH KEVAL DYUT SABHA KE KARAN SE NAHI HO RAHA HAI, YEH YUDH VARSHO SE KAUNTEYO KE PRATI KAURAVO KE DWARA KIYE GAYE PRAPANCH ATHWA ADHARMO KE KARAN HO RAHA HAI. DYUT SABHA NE TOH KEVAL ISS MAHAYUDH KA MAARG DARSHAN KIYA THA." Amarsri said.

"BINA PAKSHPAT KIYE, SEEDHI SI BAAT HAI KI DURYODHAN KI MRITYU AWASHYAK HAI." Amarsri said.

"MAI TUM DONO KI KOI SAHAYATA NAHI KAR SAKTA AUR NAA HI KOI PARAMARSH DE SAKTA HU." Balram said.

"MAI SAHAYATA YA PARAMARSH NAHI MANG RAHI HU, NAA HI YEH JANANE AAYI HU KI DURYODHAN KI NIRBALTA KYA HAI MUJHE KEVAL ITNA BATAYIYE KI HUMARI NIRBALTA KYA HAI ?" Draupadi asked.

HARIHARESHWARI 1 : DHARMSTHAPNAWhere stories live. Discover now