KURUKSHETRA

1.5K 119 7
                                    

Amarsri walked towards her rath, when someone called her.

"RAJKUMARI AVANTIKA !" Yuyutsu called from behind.

"JI RAJKUMAR ?" Amarsri acknowledged.

"KRIPIYA MUJHE APNE SAATH LE CHALIYE, MAI YAHA AB EK SHAN AUR NAHI RUK SAKTA." Yuyutsu requested coming towards her with a horse.

"AAP ACHANAK KYU KUNTIPUTRO KE SAATH CHALNA CHAHTE HAI ?" Amarsri asked.

"MAI YAHA RUKA HUYA THA MAHARAJ KE PRATI NISHTHA KE KARAN, KINTU YAHA MERA KABHI SAMMAAN HUA HI NAHI. AB MAI DHARM KE PAKSH MAI REHNA CHAHTA HU." Yuyutsu said.

"AWASHYA." Amarsri smiled.

--

The Kuntiputras accepted Yuyutsu with open hearts, finally Yuyutsu felt wanted, respected and loved. Every king who were in alliance were present and right now everyone were in the throne room of Virat nagar, discussing important matters related to the war.

"APNE-APNE SHASHTRA AUR SAHAS KO SAMBHALO, AUR YUDH KARNE KE LIYE SAJYA HO JAYO." Yuddhistir said.

"HUME VIRAT MAI STREEYO KI SURAKSHA KARNI HOGI, JAHA TAK MAI DURYODHAN KO JANTA HU WOH AWASHYA PANCHALI, SUBHADRA YA UTTARA KO HAANI PAHUCHANE KE UDESHYA SE KISIKO YAHA AWASHYA BHEJEGA." Yuyutsu advised.

"USKI AWASHYAKTA NAHI HAI, BHRATA YUYUTSU." Draupadi said entering the throne room.

"HUM KURUVANSH KI STREEYA RANBHUMI MAI HI NIWAS KARENGI, JAL, BHOJAN AUR PEEDITO KI SEWA KA KARYA HUM STREEYA KARENGI. AUR JAB PANDUPUTRA BHEEM KAURAVO KA VADH KARENGE, TAB MERA WAHA HONA ANIVARYA HAI." Draupadi said.

After sometime, all the armies gathered at Kurukshetra, the warriors stood in a line as Draupadi puts tilak on their forehead, first to the children and then to her husbands and Karna. And lastly to Dhrishtadyumn, Shikhandini and Amarsri.

"SENA PRAYAN KE LIYE SAJYA HAI TATSHREE, HUM SABHI BHAI TATHA UTTAR APNE-APNE DAL KE SAATH ADESH KI PRATIKSHA KAR RAHE HAI." Abhimanyu said to Yuddhistir.

"SHIGRAH HI SENAPATIYO DWARA PARIKSHAN KIYA JAYEGA, PUTRA. USKE PASCHAT HI PRAYAN KA ADESH MILEGA." Yuddhistir said.

"SAMRAT AAPNE KUNTIPUTRA KARN AUR ARJUN KO HI SENAPATI NYUKT KIYA HAI NA ?" Virat asked.

"NAHI MAHARAJ. KAURAVO KE SENAPATI MAHAMAHIM BHISM HAI ISLIYE HUMARA SENAPATI BHI WAHI HO SAKTA HAI JO UNKO NISHASHTRA KAR SAKE, ARTHAT SHIKHANDINI." Yuddhistir said.

"SAMRAT, SENA AUR YODHAO KE MANOBAL BADHANE KE LIYE 2 SHABD KAHIYE." Dilip suggested.

"YEH SAMMAN MUJHE NAHI JYESHT BHRATA KARN KO MILNA CHAHIYE." Yuddhistir said.

"DHANYWAAD ANUJ, KINTU ISS SAMMAN KE LIYE MUJHSE ADHIK YOGYA RAJKUMARI AMARSRI HAI. JINHONE PAG-PAG PAR MERA MAARG DARSHAN KIYA HAI, TOH SENA KA MARG DARSHAN WAHI KARE TOH UCHIT RAHE GA." Karna said looking at Amarsri. She smiled and nodded, Amarsri got on her Rath looked at everyone.

"YAHA UPASTHIT SABHI YODHAO KO MERA NAMAN. AAP SAB KO GYATH HONA CHAHIYE KI JISS BHUMI MAI HUM YUDH KARENGE WOH KURUKSHETRA HAI, JO ATYANT PAVITRA STHAN HAI. BHAGWAN PARSHURAM NE JAB YAHA PAPIYO KA VINASH KIYA THA, TAB YAHA PAR RAKT KE PAACH SAROVAR BANE THE ISILIYE YEH STHAN SAMANT PANCHAK KE NAAM SE BHI JANA JATA HAI. YEH STHAN PAR DHARM KI STHAPNA HOGI AUR HUM SHATRU KE MRITYU NAHI MUKTI KE LIYE YUDH KARENGE. KRITIKA AUR ROHINI NAKSHTRA KE SANDHI KE DIN, MAARG-SHISH KE CHATURDASHI KO YEH YUDH AARAMBH HOGA. ARTHAT AAJ SE 3 DIN PASHCHAT ARAMBH HOGA MAHABHARAT !! " Amarsri said.

"HAR-HAR MAHADEV !" Shikhandini roared as she raised her weapons.

"HAR-HAR MAHADEV !" Rest of the Warriors repeated also raising their weapons. The battle cried marked the beginning of end.
----------------------------
A/N
ARE YOU READY ?!!!!!!
JAI BHAVANI!!!!! HAR HAR MAHADEV!!!!!

THIS IS THE THIRD UPDATE FOR TODAY.
VOTING IS OPTIONAL BUT APPRECIATED.
STAY SAFE ❤️

HARIHARESHWARI 1 : DHARMSTHAPNAWhere stories live. Discover now