VIDUR'S HOSPITALITY

1.6K 132 16
                                    

The Swarnarath entered the gates of the Palace and was welcomed with people showering flowers and colours on the way, showing a form of Joy and their affection. Amarsri must admit her welcome was done in a beautiful manner.

She got off the rath and climbed the stairs with people showering flowers on her way.

"PRANIPAT MAHARAJ." Amarsri greeted Dhritrashtra.

"KALYAN HO PUTRI !" Dhritrashtra blessed.

"MAI YAHA APKE SAMAKSH KUNTIPUTRO KA SANDESH LEKE UPASHTHIT HUYI HU." Amarsri said.

"HEY RAJKUMARI, BASURI TOH KEVAL PHUK KO SWAR MAI BADAL KARDETI HAI. KINTU KUNTIPUTRO KE SANDESH TOH GYAAN MAI BADALNE KI KSHAMTA, WOH TOH KEVAL AAP HI RAKH SAKTI HAI." Dhritrashtra chuckled belittling Kuntiputras, Amarsri smiled.

"MAHARAJ, MERE BASURI KE SUR SUNKAR, DWARIKA KI GAYE TOH ADHIK DUDH DETI THI. KINTU GADHE TOH APNA HI SUR BAJATE THE. SURO KA MAHATWA TOH SUNNE WALE SE HOTA HAI MAHARAJ." Amarsri sweetly insulted the Kauravas.

"PRANIPAT MAHARANI." Amarsri greeted Gandhari, she welcomed her by doing Aarti.

"HASTINAPOOR MAI APKA EK BAAR FIRSE SWAGAT HAI PUTRI. KURUVANSH JIS SANKAT KE MOD PAR KHADA HAI WAHA AAPHI KOI SHANTI KA MAARG DIKHA SAKTE HAI." Gandhari said.

"MAI AAPKO ASHWASAN DILATI HU, ISS SANGHARSH KO TALNE KA PRAYATNA MAI PURN MAN SE KARUNGI." Amarsri said.

Amarsri then greeted Kunti, Bhism, Vidur and Dronacharya, they all were delighted to see her again. She then moved to the other direction where all the sinners were standing.

"JAB RAJ SABHA SAMAPT HOGI TAB YEH SAB HASENGE ISS PAR, KINTU ISSE PEHLE MUJHE ISSE KUCH KEHNA HAI." Duryodhan said. Shakuni got confused.

"PRANIPAT GANDHAR RAJ." Amarsri greeted Shakuni.

"AAPKA KALYAN HO, RAJKUMARI." Shakuni said extra sweetly.

"PRANIPAT YUVRAJ DURYODHAN." Amarsri greeted.

"PRANIPAT RAJKUMARI AVANTIKA, PUTRI LAXMANA NE AAPKE BAARE MAI BATAYA THA, KI AAPNE USKA RAKSHAN KIYA. ISKE LIYE APKA...UM...APKA..." Duryodhan got nervous, Should he say it ?

"...DHANYAWAAD ?" Amarsri completed his sentence.

"HA..WAHI, APKA DHANYAWAAD." Duryodhan said. Shakuni got shocked, from where has the sun arisen today ?

"ISKI KOI AWASHYAKTA NAHI HAI." Amarsri said smiling.

"PADHARIYE RAJKUMARI, AAPKE NIWAS AUR BHOJAN KA PRABANDH MAINE APNE HI BHAWAN MAI KIYA HAI. MERI PATNI BHANUMATI AAPKE SADKAR MAI KOI KAMI NAHI HONE DEGI." Duryodhan offered.

"NAHI YUVRAJ, SHANTI KA PRASTAV LEKE AAYI HU, SHARNAGATI KA NAHI. MAI AAPKE BHAVAN MAI NAHI RUK SAKTI." Amarsri said.

"AAPKO HUM PAR VISHWAS NAHI HAI KYA ?" Shakuni asked or more-like accused.

"KADA BHI NAHI HAI. BURA MAT MANIYEGA KINTU APKO MERE VISHWAS KI KYA AWASHAKTA ?" Amarsri said smiling. 

"MAI MAHAMANTRI VIDUR KE BHAWAN MAI REHNA PASAND KARUNGI. AGAR UNHE KOI AAPATI NAHI HAI TOH ?" Amarsri asked, Vidur smiled.

"YEH TOH MERA SAUBHAGYA HOGA, PADHARIYE RAJKUMARI." Vidur said gratefully.

"KAL-PRATAH KAL RAJ SABHA MAI BHET HOGI." Amarsri said and followed Vidur to his side of the Palace.

--

Vidur's wife Rashavi was serving food to Kunti, Amarsri and Vidur. Not much was made just Rice, Roti and Shaakh. Vidur felt a little embarrassed, feeling he didn't take care of his guest.

"RASHAVI, KEVAL ITNA HI PAKAYA HAI ? MISHTHAN NAHI BANAYA AAPNE ?" Vidur asked shyly. Rashavi also looked at the food embarrassed.

"KSHAMA KIJIYE RAJKUMARI, DYUT SABHA KE GHATNAO KE PASHCHAT, HUM SABHI PRATIDIN YAHI BHOJAN KARTE HAI. HASTNIPOOR KE BHAGYA JAISE KADVE PATTE, AUR HUMARI BHAVNAO KE BHATI SUKHI ROTI. AAPKE LIYE MISHTHAN BANANE KI ICCHA THI KINTU JIJI NE ROK LIYA." Rashavi said apologetically. Amarsri looked at Kunti.

"AISA KYU MATA KUNTI ? MUJHE TOH MISHTHAN PASAND HAI." Amarsri asked.

"AMARSRI, MERE DRISHTI SE SAMNE MUJHE KURUVANSH KA NAASH HOTE DIKH RAHA HAI. EK MAN KEHTA HAI KI ITNA BADA VIDHVANSH UCHIT NAHI, KINTU DUSRA MAN KEHTA HAI KI NYAYE KE LIYE YADI SAMAGRAH VISHWA BHI JAL JAYE TAB BHI UCHIT HAI. AISI STITHI MAI KIS PRAKAR SUKH PRAPT HO SAKTA HAI AMARSRI ?" Kunti said sadly.

"SUKH TOH PEHECHANE KI VASTU HAI BUA, PRAPT KARNE KI VASTU NAHI. JO VYAKTI VASTU KO SUKH MANTA HAI USSE VASTAVIK SUKH PRAPT HI NAHI HOTA. JO SATTA ATHVA SAMPATI KO SUKH MAANTA HAI WOH AWASHYA APNE LIYE VINASH KO NIMANTRAN DETA HAI. SAMAGRAH KURU VANSH KA VINASH ANIVARYA HAI, KYUKI MAHARAJ DHRITRASHTRA NE VASTAVIK SUKH KO JANA HI NAHI, AUR UNKE PUTRO NE BHI SATTA MAI HI SUKH DEKHA." Amarsri sighed.

"KYA SAARE VANSH KA NAASH HOJAYEGA ? KISI KI BHI RAKSHA NAHI HO PAYEGI, RAJKUMARI ?" Rashavi asked worried.

"RAKSHA AWASHYA HOGI MATA RASHAVI, DHARM AUR NYAYE KI RAKSHA HOGI. JO NAASH KE PAATRA HAI UNKA NAASH HOGA AUR JINKI RAKSHA KARNA AWASHYAK HAI UNKI RAKSHA AWASHYA HOGI." Amarsri said.

"LIJIYE AB MAI AAPKE HATH KE BANE MISHTHAN KA SUKH KO PEHECHANUNGI." Amarsri said trying to lighten the mood. Rashavi looked at her confused, she didn't make any sweet dishes.

Amarsri tore a small piece of roti and dipped it in Shaakh, she brought it near her mouth and it magically transformed into ladoo. They all looked at her surprised. She took a bite of the ladoo and smiled at the taste, all their hearts got melted seeing the smile.

Kunti and Vidur also prepared their bite, but before they could put it in their mouth, Kunti's bite changed into her favourite rasgulla and Vidur's bite changed into his favourite Ladoo made of besan. They both chuckled.

Of course, if Harihareshwari is in the house, there is no room for sadness and suffering.

---------------------------------------
A/N
I ALMOST FORGOT TO WISH YOU ALL A VERY HAPPY DHANTERAS AND HAPPY DIWALI.

HARIHARESHWARI 1 : DHARMSTHAPNAWhere stories live. Discover now