Chapter 23 - Prespectives & Advices

4.3K 679 108
                                    

Sana was in actual distress when she reached home and Bua ji who opened the main door was stunned to say the least.

"Ke hogya bahu", Bua ji asked with a gasp.

She assumed as if Sana was in daze as she didn't stepped in so Bua ji held her shoulders to pull her in before closing the door back.

"Idhar aa yaha beith", Bua ji said helping her to settle on the sofa and Sana let her be.

Sana sat there like a statue while Bua ji brought her a glass of Water.

"Yo le", Bua ji said offering water which Sana obliged.

"Chori ke hoya hein batavegi", Bua ji asked after Sana kept the glass aside.

"K.. Kuch nahi", Sana reverted wanting to somehow compose herself.

"Acha! Bina kise baat ke tu nu itna chuze jitna muh bana ri se", Bua ji asked.

"Mujhe job se nikal diya", Sana told monotonously.

"Oh!", Bua ji said looking a little shocked.

"Kal dophar baad na jaan ki vajah te", Bua ji asked to which Sana nodded.

"Bahut bekar log the, ek mauka to dena chiye tha", Bua ji questioned.

"Yaha aise hi hota hein bua ji mein nayi thi, voh jagah bhi or shuru mein galati karne pe mauka nahi milta, mere pass zero experience tha and itne saal ho gaye meri uss degree ko bhi lekin phir bhi insab ke bawjood mujhe job mil gayi thi yahi badi baat thi aab toh pata nahi kya hoga kuch smajah nahi aaraha", Sana said disappointingly.

"Ek baat bata", Bua ji spoke after a while.

"Ji", Sana replied.

"Bada kya hein", Bua ji asked.

"Matlab", Sana frowned.

"Matlab bada kya hein, safalta ya iraada", Bua ji asked.

"Dono",Sana replied.

"Hein toh dono hi badein beta! Lekin safalta irade se aati hein agar safalata ko pane ka irada hi naa ho toh uska koi rasta bhi nahi hota, tujhe itne salon mein aisa kuch soojha tha", Bua ji gently asked and Sana shook her head.

"Toh beta mein nu kahu hoon ke yo baat pakki hein ki tne naukri karni hein, tujhe yu pata hein ki tujhe ek kaam karna hein tujhe uska rasta dhundhna hein or kya pata tujhe or achi naukri milni ho isliye Yeh vali gayi ho, kya pata bghwan ne tere liye kuch aur bhi acha soch ke rakha ho, uspe or khud pe dono pe bharosa rakh nirash nahi karega tujhe voh, voh already bahut kuch bura kar chuka hein tere sath aab agey bus sab acha hoga", Bua ji made her understand.

"Thank you", Sana couldn't help but hugged the lady in front of her who seemed to be on the hating side but here she is, actually giving her genuine confidence to fight back.

****

It was the next morning and Sana woke up with a new determination, ie to get a new job that too a better one's.

"Raam raam! Bua ji" , Sana wished as soon as Bua ji came out of her room.

"Ke baat aaj subah subah yo akhbara (newspaper) ka ambar kyu laga ri hein", Bua ji asked referring to the mess around.

"Voh mein job ke liye dekh rahi hoon", Sana replied marking the circles.

"Acha! Ye naukri ke ishtiyar aaj bhi akhbar mein aya karein aajkal voh ke khya karein net nut pe ni aata ke kuj", Bua ji asked taking a seat beside her.

"Oho! Mere toh dimag se hi nikal gaya! Thank you so much bua ji mein abhi phone leke aati hoon", Sana said hurrying inside.

"Acha baat toh sun", Bua ji called from behind.

Bhabhi [Completed] ✔️Where stories live. Discover now