New Entry

2.8K 100 34
                                    

P.S.- I love Amar Vidrohi but not including his character rn, and Misri ki jagah, there will.. ahhh just a sec.. I am such a fool in writing that I didn't even tell you about the backstory so...
Haseena is accused of illegal trafficking of Guns and is wanted. Police are searching for her, as well as Karishma,
Karishma 's reason is different because she wants to know the answers, which were roaming in her mind and the most important questions is
"Don't You Trust Me Maddam Sir?"
Since a year, Karishma fully devoted herself to Haseena. She was her idol and her best friend. But since the fake drama of Urmilla and events that happened after that, Karishma somewhere developed an insecurity towards her love of Her Maddam Sir. Though she never complained but each and every harsh act of Haseena, peicerd her heart. She was sitting on her desk, playing with the paper weight when, Phuspa Ji comes and keeps her hand over her head.
.
PJ- Kya Hua?
.
KS- Kuch nai Phuspa Ji, hume akele chodh dijiye pls.
.
PJ- Kaisi baatein kar rahi hai aap, bahu hai aap humari, hume chinta hai aapki.
.
KS- Bahu Phuspa Ji? Aapne Bahu kaha?

Karishma finally looks into Pshupa Ji's eyes, and those eyes were freaking tired. Tired of work or life, no one could tell that.

Hum toh chudail, dayan, pishachini aur pta nai kya hai! Par aapke bahu toh kabhi nai the. Ek baar bhi kabhi aapne mai dil se pyaar kiya hai? Samman diya hai? Aapko aapki Bahurani tab yaad aati hai jab woh kuch acha karde yaa department se uski koi tareef aa jaye. Tab bhi hum aapke Lalla ki biwi hoti hai, kabhi kya aapne hume, aapki senior Karishma Singh samajh ke izzat di hai? Phuspa Ji, neend! Neend Tak mai aap hume kosti hai, har ek insaan ko jaa ke humari burai karti hai! Ek baar bhi! Ek baar bhi socha hai Hume kaise lagta hoga? Ek baar tab aapko humari Saas hona yaad aata hai? Aapki baatein bhale hi hum majaak mai taal de, par woh chubti hai, har waqt dard deti hai, har waqt hume aasaksham hone ka ahsaas dilati hai.... Kabhi bhi aapne woh pyaar jo aap Haseena Maddam, Santu aur Cheetah se karti hai woh hume Kari hai? Kyu hamesha hum hi use hote hai! Humare so called Desh Bhakth Bhaiyaa, humari Best Friend SHO Haseena Mallik, humari pyaari saas Phuspa Singh, inn sab ko sirf humari wardi se matlab tha. Humse toh kuch tha hi nai. Aur aap, aapko Lalla ka Lalla chahiye, par kabhi yeh socha hai ki hume kya chaiye? Har waqt aapke paas hum hote hai blame daalne ke liye par humare paas? Kisko share kare hum? Kisko blame kare hum? Khair.... Hum bhi kahan aa gaye, bas aapse itna kehna chahte hai ki yeh faltu ka bahu drama mat kariyega humare saath. Chalte hai (leaves)

Phuspa Ji feels uneasy after listening this, she was confused that a small joke how hampered Karishma. But after listening to her, she gets sad and goes to her desk quietly.

Meanwhile Karishma orders herself for a special tea and unlocks her phone, opens gallery and stares at a photo, where Haseena was sitting at her chair and Karishma was standing behind it back hugging Haseena.

Meanwhile, A girl in her 20s with a one star on her shoulders and and carrying a bag stands in front of Mahila Police Thana. She removes her sunglasses and sees another police officer sitting on the shop right beside her. She comes near her and taps on her right shoulder but slightly shifts to left.

KS- Amma kon hai yeh...

The girl sits beside Karishma and looks at her, then her phone.

G- Hmm....kisi ki kaafi yaad aa rahi hai, but nafrat itni hai ki self respect ke aagey jeet nai paa rahi, but that's a good thing. Well, babydoll aapke aakhon mai yeh aason ache nai lag rahe. Pucho isse. ( Wipes her tears and )
Yeh naa bhut precious hote hai.

KS- Kon ho tum?

G- Ohh shit... Aapko dekh kar khud ka intro dena hi bhul gayi.
Jai Hind Maddam, Additional Sub Inspector Samairaa Vashisht Reporting!

KS- Toh idhar kyu?

SV- Aapko... Ohh okay, yeh raha mera transfer letter. Aapke yahan jo tragedy hui hai, uske baad mujhe as an ASI appoint kiya gaya hai, so that I can help you in the case and as well as take training from you.

KS- Hume toh DSP Sir ne kuch nai bataya.

SV- Unko khaane se fursat mile tab naa (mummers)

KS- Humare kaan bhut tez hai toh agli baar sambhal ke baat karna.

SV (aside) - Hmm Strict hai yeh, khair mujhe kya, mera toh Kaam SHO Haseena Mallik ko dhundh nikalne ka hai.
.
KS introduces SV to everyone and explains her work to SV.
.
SV- Okay, ab mai jaun?
.
KS- Ama abhi toh aayi ho?
.
SV- Haan, toh waise bhi mera kaam toh kal se chalu hoga naa, aaj waise bhi mere ko ek room dhundhna hai, itna bada department hai aur ek chota sa room nai dhundh sakta. Huh!
.
KS- Haan, department ne toh tumahra hi responsibility liya hai naa.
.
SV- Le bhi toh mujhe koi atraaz nai (laughs)
.
KS rubs her forehead in frustration and indicates her to go.
.
SV goes out of MPT and calls someone.
.
SV- Yoo boss, humare plan ka first step ho gaya hai, dheere dheere hum apne mission mai bhi sucessful ho jaayenge.
.
SV cuts the call and leaves.

By Your Side जहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें