Clingy and Chaotic

241 37 4
                                    

When someone thudded open the door and hurried towards Karishma, she was laying on the hospital bed and using her phone. Due to a loud noise and other disruption, Karishma's phone accidentally falls over her face.

KS- Ama Santu! Aise kon andar aata hai.

Karishma talks while she reclines on the bed. Karishma is embraced tightly by Santosh as she approaches. Karishma gives her younger sister a backrub while smiling.

KS- Santu hum behosh hue the, itna kaahe drama kar rahi ho.

Santosh doesn't say anything; all she does is give a silent admiration hug to Karishma Maddam. Karishma releases Santosh from the hug after a short while and commands her to sit on the bed.

KS- Ama tumhe kya ho gaya?

SS- Maddam Maine aapko kitne din se nai dekha tha, aur fir achanak se aap aaj hospital Mai admit ho gaye. Aap khud ka dhyaan kyu nai rakhti, aapko kuch ho jaata toh?

KS- Par thodi na kuch hua? Aur jab tak humare paas Samairaa hai, tum ho aur humari team hai, hume kon kuch kar payega. Tum rona band karo. Humari Santu ki aakhon mai aasun ache nai lagte.

Karishma speaks with the softest tone possible and in the most convincing manner. Karishma doesn't have to make any extra effort to soften her voice or demeanour when she has to comfort Santu. Haseena, Karishma, or PhuspaJi all treated Santosh Sharma with the utmost gentleness because they all saw her as MPT's kid.

SS- Aapne mujhe bataya bhi nai.

KS- Waah, hum tumhe attention seeker lagte hai jo Jaa Jaa kar sabko call kare. Waise bhi PhuspaJi ne aadhe Lucknow Mai yeh baat faila di hogi.

SS- Haan, mujhe bhi unse hi pta chala.

KS (chuckles)- Dekha.

SS- Par tab bhi Karishma Maddam, aapne kabhi humse share kyu nai Kiya? Mai, Cheetah aur Billu Ji hum toh aapke team Mai hamesha se the naa. Kitne saare cases solve kiye hai humne, fir aapne humse kyu nai share Kiya.

Santosh complains.

KS- Santu hum ab... Chodho naa.

SS- Samairaa Maddam itni important ban gayi aapke liye?

KS- Santu?

SS- Unhone bhi mujhe nai bataya.

KS- Matlab tum iss baat se gussa hoki tumhe kisi ne inform nai Kiya. Aur hume laga tum humare liye pareshan ho. Gazab.

SS- Kaise baat kar rahi hai aap, of course mai aapke liye bhi pareshan hun.

KS- Bhi? Ab kya hum tumhe behosh hote hote batate? Chodhon naa. Thik hai, ab se sabse pehle hum apni Santosh Sharma se baat share karenge. Bhale hi uske liye tumhe singhade aur khaane pade. Thik hai?

Karishma cups Santosh's face while she giggles. Karishma smiles at Santosh's antics as she gives her another embrace.

Samairaa walks into the room holding a package in her right hand.

SV- Hellooo.... Ohhhhh. Hello SS!
Kitne dino baad mil rahe hai.

SS- Aap mujhse parson hi mili thi.

SV- Ohh, time is flying, isn't? Btw mai khana laayi thi, idhar canteen mai kuch khaas nai mil Raha tha toh... Aap bhi khana chahegi?

SS- Nai, thank you.

SV- Okay, Shahi Paneer tha aur naan tha waise.

SS- Ek kaam karna mere liye thoda se bacha Lena last mai.

Karishma restrains her laughter as she considers her childish Santu, who nearly accepted a bribe in exchange for her favourite dish.

SV (whispers)- So called Imandar officer, paneer sunkar jab man badalna hi tha toh pehle bol deti.

By Your Side Where stories live. Discover now