Every story has an underlying secret.

163 29 8
                                    

Santosh runs from her cyber room to the hall and shouts at everyone, calling for their attention. 
 
SS- Maddam Sir aur Karishma Maddam, please idhar aaiye. 
 
Karishma and Haseena come out of the cabin, and everyone gathers around Santosh. 
 
KS- Kya hua Santosh Sharma? 
 
SS- Maddam, Rakesh ki beti jis company Mai kaam karti thi, uss company ki saari details mil gayi hai. Uske owner ki bhi. 
 
KS- Location pta chali? 
 
SS- Yes Maddam. 
 
KS- Chalo.
 
HM- Karishma Singh, hum jaana chahte hai. Aap please thaane ko dekhiye. 
 
KS- Thik hai. Aap aur Santosh Jaa sakte hai. 
 
SV- Mai bhi chalun? Just in case you need me... 
 
HM- Agar jarurat padhi toh hum call karenge. 
 
SV- Okay. 
 
Santosh and Haseena leave the station while Karishma goes to her cabin, and Samairaa, PhuspaJi and Cheetah sit on their respective tables. 
 
------------------------------------------------------
Haseena and Santosh arrived at the location within an hour.
 
SS- Maddam Sir, yeh firm ki location hai, idhar  Rudrashi kaam karti thi.... 
(Looks at the building) 
What!
 
HM- Yeh Puri building jal chuki hai. 
 
SS- Par aisa kaise ho sakta hai? Hume kyu pta nai chala? 
 
HM- Hum bhi yahi soch rahe hai. Ek reason ho sakta hai hum iss area se 30 km dur rehte hai. Aur dusra... 
 
SS- Kisi ne iss khabar ko daba Diya hoga. 
 
HM- Right. Aas paas koi hai bhi nai jissey hum pta laga sakey. 
 
SS- Yahan ke Police Station mai details hogi. 
 
HM- Haan, but pehle hum khud andar dekhenge. 
 
SS- Yes, Madam Sir. Let's go. 
 
-------------------------------------------------------
 
PJ- Kya baat hai Samairaa Maddam Aaj aap bada muskura rahi hai. 
 
SV- Haan PhuspaJi Aaj toh bada sahi din hai. 
 
PJ- Acha? Kya hai Aaj ke din. 
 
SV- Aapka retirement ka letter Jo milne wala hai. 
 
PJ- Kya? Kisne kaha? Aur kyu? Hume retirement ki koi zarurat nai hai...
Hum....
Karishma Ji dekhiye naa... 
 
SV- Arrey PhuspaJi, relax. Chill....
Mazak kar rahi thi mai. 
 
Samairaa laughs, and Karishma chuckles. 
 
CC- Kya Samairaa Maddam, aisi juthi umeed mat dijiyega. Abhi hum cake manga lete farewell kaa. 
 
PJ- Bhakk Cheetay. Ab tumhare cake ke liye hum retire ho jaayen? 
 
CC- Sawriee PhuspaJi Sawriee. 
 
----------------------------------------------------
 
SS- Maddam Sir, aapko kuch mila? 
 
HM- Nai Santosh hum dhund rahe hai. Tumhe? 
 
SS- Nai. 
 
HM- Yeh accidental fire toh nai lag raha hai. Maybe pta chal Gaya hoga ki hum idhar aa rahe hai. 
 
SS- Ho sakta hai, Maddam. Warna mere informers ko jarur pta hota iss baare mein. Maddam Sir, ek minute. 
 
HM- Kya hua? 
 
SS- Udhar dekhiye. 
 
Haseena looks in the direction where Santosh was pointing. There on the floor, one bracelet fell down. Haseena kneels to take it and realises something that changes her face colour, making it pale.
Santosh comes near Haseena and observes the bracelet. 
 
SS- Maddam Sir. Aise toh same aapne Karishma Maddam ko bhi gift Kiya tha, jab aap Urmilla bankar aayi thi. 
(Talking about that evil eye bracelet.) 
 
HM- Aur yeh fresh hai, Naa kahin se jala hai, Naa kahin kuch aur damage. Iska matlab koi yahan par aaya tha yeh firm ke jalne ke baad. 
 
SS- Investigation ke liye koi aaya ho toh? Woh toh thaane jakar pta chalega. 
 
HM- Yahan se iss firm ke owner ka Ghar kitna dur hoga? 
 
SS- Maddam uski location toh Gomti Nagar mein hai. 
 
HM- Yeh toh wohi jagah hai naa... 
 
SS- Jahan Karishma aur Samairaa Maddam rehte hai. 
 
HM- Aur Station kitna dur hai? 
 
SS- Station Iss firm se 15 minute dur hai. 
 
HM- Toh pehle udhar chalo. 
 
 
--------------------------------------------------
 
Santosh and Haseena arrive at the police station. And seeing the condition of the station, Haseena and Karishma got a hint of how this conversation was going to lead. 
Haseena sits in the cabin of SHO while Santosh stands behind her. The SHO arrived, and Santosh saluted her. 
 
 
SHO- Boliye mai kya kar sakta hun aapke liye? 
 
HM- Sir, hum ek case ki investigation karne aaye hai, par abhi jab hum uss location mai gaye toh pta chala sab jala hua hai. Bta sakte hai kya hua hai udhar. 
 
SHO- Wahi story, Maddam. Short circuit hua aur puri building jal gayi. 
 
HM- Toh aapko lagta hai, aag kisi ne intentionally lagayi hai? 
 
SHO- Yeh baat proved ho chuki hai. 
 
HM- Kisne lagayi hai aag? 
 
SHO- Naam yaad nai aa raha, koi toh Vashisht naam se tha.... 
Mai aapko file dikhata hun. 
 
HM and SS—what? 
 
--------------------------------------------------

By Your Side Where stories live. Discover now