Healing

251 43 11
                                    

SV- Waise ab aap theek ho? Koi pain ya pressure toh feel nai ho Raha hai?

KS- Nai. Aaj halka lag raha Hai.

SV- Achi baat hai. Keep it up

(Samaira gives a wink and smiles.)

KS- Samairaa Hume tumse ek important baat karni thi.

SV- Haan kahiye Devi. Humare kaan toh hamesha aapki madhur vani ko sunne ke liye utsuk baithe rehte hai. Aap bas koyal ki tarha cow cow karte rahiye. 🥰

KS- Samairaa, cow cow kauve karte hai. Koyal nai.

SV- Mujhe kya mai toh batak hun. Quack!

KS tilts her head in disbelief.

SV- Has lo, kitna acha joke maara Maine 

KS- Acha? Yeh joke tha?

SV- Nai tha?

Samairaa's eyes furrow in confusion.

KS- Agar tum isse joke kehti ho toh PhuspaJi bhut achi actor hai, Santu ka IQ bhut hi jayda hai.

SV- Acha bolo kya hua?  (Diverts the topic)

KS- Humne...

Karishma was interrupted by Phuspa Ji before she could speak. She had a loving and caring gaze for Karishma. She had watery eyes.

PhuspaJi converses with a caller.

PJ- Lalla, lo baat Karo.

KS picks up the phone and smiles as she speaks to her husband.
To give the pair some space, Samairaa gets up and walks out.
Samaira leaves the room, followed by PhuspaJi.

PJ- Samairaa Ji rukiye.

Samairaa was not in the mood to converse with the woman since her rage and ego were still on high alert and may erupt at any moment.

SV- Boliye.

PJ- Aapka bhut bhut dhanyawad, humari Karishma ko bachane ke liye, hum yeh ahsan kabhi nai bhulenge. Maaf kijiyega humne subah aapke saath itni batameezi ki. Hum sharminda hai. Jaante hai aap maaf nai karengi hume, par please humara shukriya jarur swikaar kijiye.

SV- Hmm. It's fine.

PJ- Ek aur baat bata sakte hai aapse?

SV- Oh toh aap bolti bhi hai? Mujhe laga aapko accuse kaena jayda pasand hai.
Acha hai boliye.

PJ- Hum Karishma Maddam se koi nafrat nai hai, hum bas mazak karte hai unse.

SV- PhuspaJi mazak ki ek had hoti hai, aapko mazak karna hai kariye, par dusron ke samne? Unke case Mai beech Mai ghus kar?
Yeh mazak nai hota PhuspaJi.
Aap nai jaanti aapke yeh so called mazak kisi ke man aur dil mai kitni chot dete hai.
Woh Jo andar baithi hai, laakh baar aapse chot khale par kuch nai bolengi. Kyu?
Kyuki, Pyaar karti hai aapse, aur pyaar aise hota hai.
Aapse ek request hai, please unko chodh dijiye ab!

PJ- Hume maaf kar dijiye.

The woman is left alone in the hospital's hallways by Samairaa. Samairaa enters the lift and turns the key to the top floor. Samairaa rests against the lift wall and stares at the dim light.

SV(aside)- Sorry bolkar mujhe mat sharminda kijiye PhuspaJi, aaj jo hua hai aapki hi toh meherbaani se hua hai. Pta nai fir yeh mauka milta yaa nai. Shukriya toh aapka karna chahiye mujhe.

Following the memory of Rakesh's cries, Samairaa scowled maliciously. Relief seeps through her.

SV: I accomplished it for you. You must have been waiting for this for a long time, I know. Congratulations on hitting our first target, Mam...

By Your Side Where stories live. Discover now