Recreation of Rama's case - 2

539 69 16
                                    


Someone rings the doorbell at Samairaa House around 10 o'clock. Without pausing, the bell is repeatedly rung by the same person. like a serious emergency just happened. Samairaa swiftly opens the door.

SV- Aap?  Jai Hind Maddam Haseena!

As soon as HM walks inside, she starts looking around the entire home. Less furniture and more room to sit and rest gave the house a normal yet cosy appearance. There is a TV installed in a cabinet with a music system connected to it, and the walls are plain with few posters on them.

HM- Ghar kaafi Sundar hai aap dono ka.

SV- Thank You. Kuch kaam tha kya?

HM- Karishma Singh kahan hai?

SV- Room mai, saamne.

HM- Okay hum jaatey hai. Aap bhi udhar soti hai?

SV- Nope, mera room upar hai.

HM- Okay,

Without even knocking, she enters the room quickly. While scrolling through her phone, Karishma suddenly shouted.

KS- Ama Samairaa fir aa gayi tum. Humne kaha naa, hume sona hai abhi. Jao tum.

HM- Par hume aapse baat karni hai Karishma Singh.

KS- Maddam Sir aap? Sorry Hume laga ...

HM(cuts her)- Koi baat nai. Kaise hai aap?

KS- Theek hai hum. Kuch kaam the aapko?

HM- Kamal hai, ab kya hum bina kaam ke apne dost se milne nai aa sakte kya? Udhar SV bhi yahin puch rahi thi ab aap.

KS- Jarur aa sakti hai Maddam Sir, par aap kabhi aise karti nai. Isliye. Usually case mai kuch hota hai tabhi aap aati hai.

Haseena is now aware of how formal their interactions were. Even friends don't act like that. They also identify as "best friends." A huge awkward wall had grown between them as a result of their lack of communication. She can't hold Karishma responsible because she is aware of how introverted Karishma is and that she wouldn't fully depend on anyone. However, Haseena was determined to tear down that barrier this time and restart their friendship.

HM- Sabse pehle toh hume aapse Maafi maangni hai Karishma Singh. Bhut baar aisa hua hai, jab aapko humari zarurat thi, tab hum the nai aapke liye. Aur aapse baatein chupayi, aur naa jaane kya kiya. Par agar humari wajah aapko zara sa bhi hurt hua ho, hume maaf kijiye.

KS- Maddam Sir yeh aap kya baatein kar rahi? Aap Senior hai humari....

HM(cuts her)- Aur dost?

KS- Maddam Sir, aapka humare dil mai jo sathan (postion) hai, woh ek dost se upar hai. Yeh baat toh aap bhi jaanti hai naa, Maddam Sir, ki hum aapko bhut maante hai. Haan, bhut baar kuch baatein aisi hui hai, jo hume pareshan ki, par issey upar hume aapka pyaar bhi dikha. Kuch baatein hai jisske liye hum aapko maaf nai kar paayenge yaa woh baat ko bhulenge nai, par kuch raite humne bhi failaye the, jisse humara rishta kharab ho sakta tha. Par aapne kabhi hone nai diya. Agar hume aapki Urmilaa ban ke sach chupana pasand nai tha, toh aapko bhi humara Janpath Thane mai shift hoke jo humne aapko kaha tha, woh pasand nai aaya tha. Humne bhi galti ki hai, humne bhi aapko hurt Kiya hai. Humne bhi Qayamat banke aapse baat chupayi thi, galti humari bhi thi.

HM- Toh kya aap hume wapas jhel sakti hai?

KS- Hum toh jhel hi rahe hai aapko, aur aapke Jazbaat ko (KS chuckles as HM gazes at her admiringly.) Par kya aap hume jhel lengi?

HM- Kya Reee Chatak Chandini, tu mere ko agae do saal se jhel rahi hai, toh mai bhi toh woi kar rahi hai naa Darling (winks)
Ab jayda jazbaat mat chidak, seedha seedha bta tu meri best phriendddd?

By Your Side Where stories live. Discover now