The Perilous Hatred Within

426 62 7
                                    

Following a week, Cheetah and PhuspaJi rejoin the work force. Karishma and PhuspaJi were keeping their distance, just as Cheetah and Santosh were.
Things got more awkward every time the two pairs came into contact with one another. Everyone was happy that at least Cheetah now understood the gravity of a duty, especially one that requires national service. He was sincerely going about his work. PhuspaJi also improved, as she avoided criticising her Senior in front of Karishma at least.
But PhuspaJi harboured resentment towards Karishma. The MPT now finds the sweet relationship with a little nok-jhok to be the most annoying.
Perhaps as a result of the older one's favouritism.

The voting was going on, and Karishma was trying her best to solve the cases and provide justice to the citizens while also showing that she was worthy. Sometimes it looked like an obsession, but an obsession with making yourself worthy isn't bad. 
 
Almost everyone from MPT voted and now the last 3 days were left. Haseena was still at majority, which irked Karishma supporters and because of that Billu the spy, became once again Billu the Chor, and started voting for Karishma by stealing mobiles. Upon finding it, Karishma insisted Billu to stop this, as she want to win it only when people wish to do it. 

This scene is revealed by the Members. Despite the fact that Haseena, Santosh, Cheetah, and Samairaa knew Karishma would never do something like this, seeing it made them feel better.

They enter the station and leave the two outside.

PJ- Maddam Sir, yeh toh apna kaam kar rahi hai, par aap kab karengi? Aap bhi publicity kariye.

SS- Par PhsupaJi yeh publicity Karishma Maddam khud thodi naa Kara rahi hai, yeh toh Billu Ji hi kar rahe hai.

PJ- Usme bhi inhone kaha hoga Santu.

SV- Kyu aap kya sun rahi thi?

PJ- Nai.

SV- Toh fir? Hawa mai teer maarna band kijiye PhuspaJi. Pehle unhone suspend kiya tha, ab mai line haazir kar dungi.
Always respect your Seniors. Alright?

PJ- Aap hume dhamka rahi hai?

SV smirks.

SV- Chaita (warning) rahe hai. And I hope, Samajh rahi hai aap humare baat ko?

HM- Bas kariye aap dono... SV aap aaj half duty lene wali thi?

SV- Haan, but woh kaam ho gaya, I mean ek manager ne kar diya. So, I am fine.

HM- Okay. Aur PhuspaJi aap apna pending kaam complete kariye. Aur Santosh Sharma aap humare saath andar cabin mai aaiye.

SV leaves first, the trio looks at her going.

SS- Maddam Sir, inki baatein, Inka style, Inka tarika kaam karna ka, kahin naa kahin aapko Karishma Maddam jaisa nai lagta?

PJ- Santosh, yeh baat aapko aaj pta chal rahi hai?
Yeh toh hum pehle case jo inhone solve Kiya tha, uss din se dekh rahe hai.

HM- Haan, bas thoda sa diffrence hai, yeh apna aapa kho nai deti, inhe pta hota hai yeh kya kar rahi hai, aur kya karne wali hai.

PJ- Waise MaddamSir ek baat kahe, hume pta nai kyu yeh aabhas ho raha hai, Samairaa Maddam yeh Jaan bujh ke kar rahi hai. Yaani, jabardasti apne aap ko kisi aur jaisa bana rahi hai.

Yeh style, yeh baatein, yeh harkatein, ekdum alag lagti hai, aisa lagta hai, yeh kuch yaad dila Rahi hai.
Aur, Inke dimaag mai chal kuch aur raha hai, aur yeh kar kuch aur rahi hai. Jo insaan soch nai sakta.

Aisa lagta hai yeh kahin apne aap ko chupa Rahi hai, bhut ajeeb hai yeh.
Aur inse judi har baat.

Aur aisa lagta hai, yeh ladki ek din bhut bada toofan laane wali hai. Aisa toofan jo sab kuch uda le jaayega. Ab abhi hi dekh lijiye, jabse Karishma Maddam inke saath rehne lagi hai, tabse kitna badal gayi hai. Woh gussa, bhaukaal, strictness, sab wapas aa gaya aur kitna badh gaya hai. Achanak se kaise?
Koi bhadka raha hai tabhi naa aisa ho raha hai.

By Your Side Opowieści tętniące życiem. Odkryj je teraz