Ajeeb dastan hai yeh

176 28 0
                                    

Mahila Police Station

SS- Maddam, Samairaa ko hosh aa chuka hai.

HM- Acha hai, hum sab milte hai unse let's investigate this matter.
Santosh aur Karishma Singh aap saath chaliye.

KS- Maafi chahenge Maddam Sir par hum nai jaana chahte.

HM- Jaan sakte hai kyu?

KS- Hume lag raha humara yahan rehna jayda jaruri hai. Shayad hum witness dhundh le.

HM- We need you Karishma Singh. Samairaa ko aap hi sambhal sakti hai.
Please aap yeh kaam baad mein kar lijiye. Abhi chaliye. 

KS- Theek hai Maddam Sir. Chaliye.

Karishma was in the driver's seat, Haseena was by her side, and Santosh was in the rear seat. Karishma was driving with all her attention, and Haseena was attempting to read her.
 
Karishma was in the driver's seat, Haseena was by her side, and Santosh was in the rear seat. Karishma was driving with all her attention, and Haseena was attempting to read her. 

HM- Waise Karishma Singh, aap rukna kyu chahti thi?

KS- Hume laga shayad ek baar phir hume saare evidences dekhne chahiye Jo bhi ab tak hume mila hai. Shayad kuch clue mil jaaye. Aur PJ ne Jo list banai thi ussey bhi hum cross-check karna chahte the.

SS- Pakka aur koi baat nai hai?

KS- Nahi hai. Par aap dono kyu  puch Rahi hai.

HM- Aise hi.
Hume laga Samairaa aapke  kaafi close hai toh aap ussey dekhne jarur jaayengi.

KS- Hum plan kar hi rahe the jaane kaa, par duty ke baad.

HM- Okay.

When they arrive at the hospital, Karishma leads Haseena to the ward where Samairaa was moved, while Santosh looks into the receptionist. 
 
Rahul and his security were waiting outside the room.

R- Welcome officers but you should leave. Aapka yahan koi kaam nai.

KS- Tum fir aa gaye? Ama akal kya tum apne Ghar par chodh kar aa gaye kaa? Dikhta nai hai investigation chalne wala hai.

Samairaa leaped off the bed and ran to the door as soon as she heard Karishma's voice inside the room. She was going to open the door....

'Ek minute. Kya karne Jaa Rahi hai tu?

K aayi hai. Milna hai mujhey unse.

Exactly K aayi hai, aur tune Rahul ko kya bola tha?

I need some privacy. I don't want anyone.

chalo beta wapas so jao. Rahul sambhal lega.'

Samairaa talks with herself and defeatfully goes to bed. 

R- Samairaa is resting and aap  uska byaan nai le sakte abhi.

HM- Okay, but hum mil toh sakte hai?

R- I told you she is having rest. Waise bhi aapke officer ke wajah se uski Jaan jaate jaate bachi hai. I don't want to risk my friend again.

HM(angrily)- Rahul Verma! You have no right to talk to or talk about my officers like that. I can take strict action against this if you again try to blame Karishma Singh. 

R- Really? Mere naa kehne par kya sach badal jayega? Karishma Singh is the reason Samairaa went out that day, and you know what happened after that. 

HM- Kisi ko nai pta tha kya hone wala hai aur kya nai.
Aur kya Karishma Singh apne ghar nai Jaa sakti?
Who instructed Samairaa to follow her? It was Samairaa. Samairaa is the source of every issue.
Chaliye Karishma Singh.

आप प्रकाशित भागों के अंत तक पहुँच चुके हैं।

⏰ पिछला अद्यतन: Apr 25 ⏰

नए भागों की सूचना पाने के लिए इस कहानी को अपनी लाइब्रेरी में जोड़ें!

By Your Side जहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें