chap-5

2.5K 313 210
                                    

In his room

" Ali, I want yadav, that bullshit man, us vikram ka baap and Sana ka tau kal shaam tak". Sid said and disconnected the call.

At Gaziyabad

Mera beta, mera beta, utha jaa dekh.... Dek... Dekhh beta tune bola tha khandhan aage badhayega utha ja raja utha"vikram mother's was crying holding her elder son's dead body, sitting beside her husband

" Bola tha na lai aisi ghar ki ladki, dekha kha gai mera dono bete ko, maar diya, mar gaye mere dono bete"she shouted staring sana's tau ji present their.

" Tum sab maar denge hum, yadav sahab hum bol rahe hai uda do iin sab ko sabko"

"Shanth, santh ho jaye aap, sannth " His father consoled her.

No matter the family background the loss of her child, no mother could bear.

Where everyone was mourning, the lady with her 3 daughters was literally laughing, all were shocked.

" Babool ka beij boowo ge tho aam kahan se pawoge" Which made almost everybody angry,

When his mother plucked her hairs and was about kick her out when the lady ,wife of her elder son, slapped her back.

" Ab hum nahi darte, aur humein khusi hai sana humari tarah chup nahi rahi,aur ab hum bhi nahi rahenge, humari bachiyon ko leke chale jayege, ek waqt ki roti manjoor hai par ye jillatt bhari jindagi ab nahi"

She shouted, the villagers who witnessed were shocked but some were even happy," chalo ab is bachi ko is nark se chutkara Mila,sana beti ne bhout himmat dikhai,apni aur dusron ko bhi himmat di hai" a person whispered, the other one hummed.

Now every body headed towards their home.

Sanu tauji at their house," Teri beti ka naam ke rahi hai bade sarkar ki maut mein, Gul khila Rahi hai, nahi sambhal paya ab dekh humari naak kata di" he said to sana's father.

Sana father a quite man who loved his family,his daughter and tried much to help her support her but he failed everytime, he could not stand as a father for her and he always cursed himself for being failed as a father, but today after knowing about this and her daughter wellbeing he somehow gathered courage and spoke," jhuki naak ko uthaya hai, mein bhout garv karta hu beti hai lekin padh rahi hai jo sayad mein nahi kar paya,par ab isse dekh kar lagta hai mujhe bhi bolna chahiye, wo Humsa sahi thi hai aur rahegi, bas aur ek sabdh nahi meri biwi aur beti ke khilaf,warna talwaar uthna mujhe bhi aata hai, issi ghar ki paidaish hun."

All were stunned,but his wife had a smile on her face.

" Jarurat padi to beti ke pass bhi jaunga, usse baat bhi karunga" he said and left from their holding his wife.

" Baba pata lag gaya hai,wo wo politician ka beta hai, yadav ji bhi kuch nahi kar sakte bada haat hai, aaye din T.V mein dikhta hai,aur....aur "

" Aur kya"

" Order diya hai, aapko aur Yadav ji ko uthwane ka, log puch tach kar rahe hai" the person who worked for him informed.

" Aane do kutte ki maut marege saale"

" Baba halke nahi le sakte, suna hai business man hai, interest ka bada naam hai aur do numberi kaamon ke log har baat jodh te hai unko"

Her tauji just threw the vase kept aside and shouted the person," maar daulgaaaaaaa
And then left from their.

Here at Mumbai.

The first rays of sunlight lit up her room. .. The day dawned crisp and clear.

" Dana uthja yaar, i have to leave tu chuti pe hai mein nahi"sonal said
Before she could say anything else there was a knock on the door

Healing Scars( Completed)जहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें